Originally posted by: MunnaBadnamHua
Bimbo mahira c guest bhi jealous ha kiyaš
š”
great tiger arhaanOriginally posted by: TrickyMind
Rashmi- arhaan kya kar raha hai?
Arhan- veg sandwich
Vishal- arey kitni sandwiches banayega š¤£
Arhaan bhul gaya hai yeh masterchef nahi BB hai š¤£
Arhaan bechara, kitna dedicated hain yeh banda!
Aur do guests aa gaye.. arhaan ko ghanta farak nahi pad raha bas khana banane mai laga hua hai š¤£
Tiger Arhan iss samay task me leen hai usko duniya se koi matlab nahi. Guest aaye jaaye khana banana nahi chodh rha hai. š¤£
Mahira khane ke saath free dance bhi de rahi Arjun ko
Seductive dance karegi Mahira š¤£
Jay bada sasuma ban raha hai giving shagun ke 100 rupees š¤£š„±
Arhaan ko na guests se matlab hai na kisi se bas apni dish banaye ja raha hai.Nazar utha ke bhi nahi dekha kaun aaya kaun gaya ...Cuteness overloadedš³
It's the shuklapur show