Waise Shukla ko kyun laga ke Madhu Shehnaaz ke character pe jaa rahi hain? Madhu said โishq lada rahe theโ right? Ab ishq ladana kabse characterless hogaya? ๐ค
Gandagi khud ke andar hai na, Madhu ka wo matlab nahi tha but Shukla awain offend ho gaya ๐
Aur haan kissiyan karna, ek dusre se lipatna and all that hugs, lipstick smudging is not ishq ladana but Asim ka Rashmi ka haath pakadna gunah ho gaya...Shukla k double standards ka koi jawab nahi