Oyee haaye innocent sana to shukla- tu muj se kyu gussa hai meri koi galti hi nahi.. maine kuchh kiya hi nahi.. tamasha mat dikha jaan buj k..
Maine khana bhi nahi khaya kal raat.. chai bhi nahi pi.. mai bimar ho jaugi.. hospital jaugi.. hospital mai bhi khana nahi khaugi jab tak tu muj se baat na kare.
Shukla ji pighalne wale hai 😆