I guess i am Mahira and Sultan is Paras 🤣
I got 4 marks ...😭 BB ne cheating kiya ...
Sultan got 1 mark 🤔
Salman kaun hai. 😲
WKV ek bada din hota hai. Aap apni baat Salman ke samne rakhiye. 🤓
Lekin yaad rakna woh Arhaan ko bathroom mein chuppa dena. Meine WKV ki script padhi hai, Arhaan Aur uska baccha ko sara footage dene ka plan hai. 😒

