Bb - Jo sadasya ghar se beghar hone ke liye nominate hue hain vo hain Siddharth, Madhurima, Vikas Pathak, 7 votes ke saath Shehnaz aur ghar walon ke 8 votes ke saath Mahira.
Queen Arti ne jaake bata diya ki usne Sana ko kyon nominate kiya. 😆
Madhurima ne hadka diya Arhan ko "Mujhe baby baby mat kar mujh irritation ho rha."