Kal rashmi ka itna mazaak bann gaya puccho matt. 🤣
- first that Mahira ke extensions. Salman said Maine gaadi chhori hai bahar le jaao
- woh fracture doll khich ke se hua ya do din pehle jo apne mukke maare train task mein uske wajah se hua
- rashmi aap chahte ho na hum action le against shehnaaz. Toh aapne bhi shehnaaz ko dhakka maara so pack ur bags and leave
- baccha raste se uthaya, pani mein gir ke mara yeh sab mazaak hota hai tumhare liye. IMO by saying this abt a kid even if use as metaphor she is the biggest blot on womanhood.
And then that Arhann conning her was toh like how can she be so bewakoof!!
Rashmi ki itni dhajjiyaan udaayi kal I guess itni kiski nahi udi hogi. Rashmi bass abba dabba jabba karti rahi.. What nonsense she was speaking God knows.