shukla sahab ki saari captaincy to laitey laitey guzar rahi hai. koi kaam to wo waise hi nahi karta aur captaincy bhi shehnaz aur paras se chalwa raha hai. koi complain le k ata hai to kehta hai khud baat karlo so and so se ya bigg boss se baat karlo. ye bana kyun hai captain free ka 🤓