Originally posted by: Shanayass
Ha par yaha par dipika ko do dinn ki chutti milli to vo apne hubby ke saath lukhnow chali gayi...kaash sona ko jab 2 dinn ki chutti milli hoti to vo atleast rohit ke saath atleast uss mad house se kahi bahar chali jati..gaadi mai bethkar hi time spend kar lete hai ek saath!π
Kahin pe chale jaate..gaadi mein hi reh lete.. πππππ
Lekin nahi.. Sona ko toh perfect bahu- perfect bahu khelna hai real life mein.... Ab poori ki poori shaadi ki band baj gayi.. Saara parivaar usse kacha chaba jaayega...Kahan hum rohit ke love bites chah rahe the aur yeh kya raita phaila hua hai...
Bg mein, dil ke armaan aasuon mein beh gaye.. Play karna chahiye.. Fans ke liye πππ
Edited by sohit-mishbir - 6 years ago