Originally posted by: WaqtZaya
chup kar tu 😡 utna toh mujhe Zoya and SJ ke liye bhi nahi sunaya jitna Erica' and Prerna ke liye sunaya mujhe 😡
Kab itna suna diya maine...mujhe khud yaad nahi...4 mahine mein kitna sunaya hoga joh 4 saal mein nahi suna..
kuch bhi bakwass karti hoo
