Originally posted by: WaqtZaya
chup kar tu ๐ก utna toh mujhe Zoya and SJ ke liye bhi nahi sunaya jitna Erica' and Prerna ke liye sunaya mujhe ๐ก
Kab itna suna diya maine...mujhe khud yaad nahi...4 mahine mein kitna sunaya hoga joh 4 saal mein nahi suna..
kuch bhi bakwass karti hoo
