Himanshi - Mera birthday bhi hai aur mai bimar bhi hoon.
Khesari - Bimar aadmi game ka kya karega aap ghar jaake ilaaj karvaiye.
Himanshi - Mai aap ki fan bhi hoon...
Khesari - 10 din me ek baar bhi nahi bolin aap mujhse, aaj zaroorat hai to aap fan ho gayin, aap kitni swarthi hain. Aap bohot swarthi hai.
🤣