manish ky character sahas ki mujhy samjh nahi aa rahi hai. i mean ky makers usky character ko joker ki tarha treat kar rahy hain. yeh bm ka track kab finish ho ga.Raghbir : "hey bhagwan mandir koi date marne jata hai....."š¤£Raghbir and his killer one liner.....kya hai yeh bandaš