Scene main dialogues ki zaroorat hi nahi padi, Rishabh ne aakhon se hi sab keh diya
Karan and his magical eyes, itni gehrai hai in aankhon main ❤️
Iss baat pe ek sher araz hai
Lafzon se kya kahe, alfaaz kam pad jate hain
Yeh aankhein itni haseen hai, isharon main sab keh jate hain!!! ❤️