Kya yaar bajju ne aise hi maaf kar diya thoda tho gussa dikhata prerna ko jhoota hi sahi par nhi inhe tho apna lattupana hi dikhana hai I hope iske baad prerna kahe maaf kar diya aise kaise maaf kar diya meine aap se itni rudely behave kiya aur aapne mujhe aise hi maaf kar diya nhi Mr. Bajaj aap mujhpar gussa kijiye mujhe daatiye kyon ki mein ye sab deserve karti hoon par jaanti hoon woh dhakkan pre ye sab nhi bollne wali hamare dil ke saare armaan aanshuoon mein hi bah jayenge
Awwww mere lute hue aashiq 🤣 Ksg☺️

