Oh Genie that pic definitely make me rofl🤣Nishika's Tiktok yaad aa gayi mainu🤣
Jhappisss for u🤗🤗
🏏IPL 2026: PBKS vs MI, 58th Match, Dharamsala on 14/05/2026🏏
Alia Bhatt gets ignored by media at Cannes Red Carpet!
Episode dtd 14.5
Did Alia Bhatt Crush Visiting Card
Why has kareena stayed away from International limelight?
Anupamaa 14 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Oh Genie that pic definitely make me rofl🤣Nishika's Tiktok yaad aa gayi mainu🤣
Jhappisss for u🤗🤗
Originally posted by: SaruSenan
Jhatka itna zyada laga hai ki humare Jindal Saab apne Student ki boli bol rahe hai🤪Main bhi tumhein maaf nahi karunga😒
Q CV's Q🥺 aisa kya gunah kia humne ki lut gaye haan lut gayeee iss maafi ke chakkar mein🤣
Gunah nahi himmakat ki hai !
Akshan se pyaar karne ki
unke liye kuch bhi seh lenge
CVS lut te lut te thak jayenge but hum Akshan par pyaar lutate nahi thakenge 👍🏼
Tfs for LU 🤗
Aj emotional and mast episode tha😆bhootni ne anjane mein hi shi beton ko nikamma to kha 😆
Anjane mein nahi
pure hosh aur awaz mein & sahi bola
Ek gaana gaane ka mann kar raha hai😛Arz kia hai😈
Yeh bacha bacha kehta hu main q bacha bacha kehta hu.....🤣
Yeh bacha bacha kehta hu main q apna bacha apna bacha na keh paata hu......😈
Ab jaldi se Wah wah boliyeee naaa
🤪
Originally posted by: captainplus
Gunah nahi himmakat ki hai !
Akshan se pyaar karne ki
unke liye kuch bhi seh lenge
CVS lut te lut te thak jayenge but hum Akshan par pyaar lutate nahi thakenge 👍🏼
ANYDAY ALWAYS FOREVER
This gif🤣q mereko hasa rahi ho🤣Mereko rone dooooo😭yeh aasu bahaneeee doooooo 🥺
Originally posted by: SaruSenan
Oh Genie that pic definitely make me rofl🤣Nishika's Tiktok yaad aa gayi mainu🤣
Jhappisss for u🤗🤗
inki gane mujhe bohat khush kar dete hai 😛
Originally posted by: SaruSenan
Kajal humne kab kaha hum diet karte hai🤣YEH EK KAAM HUMSE ZINDAGI BHAR KABHI NA HO PAAYEGA
Main kosshi krne ki puri koshis krti hu pr ye hamse na ho payega🤣

wah wah !
wah wah !