Originally posted by: KrishnaSourav
jungle hain aas paas phir toh dangal dangal kallu lets
Mujhe dar iss baat ka hai bas Ke kahin na ye raat nikal jaaye Mere itne bhi paas tu aa mat Kahin mere haathon se na baat nikal jaaye
Bolunga sach main jo de tu ijazat
Sabar bhi ab karne laga bagawat
Zulfein hain zaalim aur aankhen hain aafat
Lagta hai hone wali hai qayamatMat tadpa aise tu
Na kar na-insaafi
Jo ghalti karne wala hoon main
Uske liye pehle se hi maangta hoon maafi🤣
issh☺️
no gharwale ya baharwale to disturb
ab toh paltan ke aane se koyi nahi rok saktha🤣