Originally posted by: sweet_tania
Jo tumhara ho usko tum chod do usko sacrifice bolte hai .
Ruhaan kabhi pari ka tha he nai to jo kabhi pari ka tha he nai usko pari kaise sacrifice karegi 😆
sacrifice and donation ka definition Mahabharat ke karn ne jo sikhaya tha waisa hota hai.
If you want to call it sacrifice then let's continue it with sacrifice word , must say Gem pari agar ruhaan ke piche bhi padi to b ruhaan ke dil par raj nai kar payegi 😆
Gem Pari ne agar ruhaan ko sacrifice nai kiya to b woh ruhaan ke dil par raj nai kar payegi or hamesha ruhaan ki saali he kehlayegi 😆
Gem pari suppose sacrifice karti bhi hai to jinko sacrifice ka true definition pata hai woh usko kabhi as sacrifice accept nai karege 😆.
Conclusion is sacrifice kahe ya na kahe , pari triangle ka woh corner he rahegi jo connected to dono edges se hai par fir bhi sirf corner he hai triangle ka .
Bdw in future pari kya dialogue bolegi , agar Maine ruhaan ko sacrifice nai kiya hota to Aj ruhaan mera jiju nai pati hota😆😆
Gem pari....this cracked me up🤣