Originally posted by: dusk2dawn
Abhi yeh mugdha ko ghusa rahe hai n mallu uski care karega sayaani ho gayi to mallu ke pyaar mein naa gir jaaye..
CVs sunn raha hai na tu
Humein na SadMa chaahiye
Na KaRva
Aur donāt even think about MalDha
Humein chaahiye our one n only KalMa..
Else fans already itna gussa hai ..
Fans macha denge dhamaal ..
Kar denge bawaal..
Karenge sab ka haal behaal..
You know serial ki trp ka hoga bura haal..
So please hum fans ki suno,
Bhagwaan tumhari sunega..
Tum humko KalMa doge
Fans high trp dega..š¤£
12