
Part 20:-
Riya(she couldnt hold herself from asking this):-toh fir jab meine aapse apne pyar ka izhaar kiya tab aapne inkaar kyo kiya..??
Both ariya string each other with lots of emotions..
N sam shockingly looking to riya..
Rana(angrily):-dekha..sikandar..ye ladki bhi arjun se pyar karti he..isane aur arjun ne milke tumhe dhoka diya he..tumhara pyar aur dosti ka mazak udaya he..just finish them n close this chapter forever ever..
Rana about to press trigger..
(On the other hand choree,aayesha,commissioner are hearing all this in car n their car is rushing towards the hideout..they are so much shocked seeing their this face of chief..n commissioner is now worried for riya n arjun ..but they are still 5 minutes away from the hideout..)
Sam(angrily yell , stopping Rana):-nahi..Nahi..Kitni baar bola he aapko ke arjun ki kuch nahi hona chahiye..Isse ek kharoch bhi nahi aani hahiye..aur Riya ko kuch hua Na toh Mein Puri duniya kho khatam Kar dunga..Khud ko bhi..
Arjun n Riya both looking to Sam with tears..
Sam(with tears hold riya's hand):-tum Arjun se pyar karti ho..(looking to Arjun)Aur Arjun bhi tumse pyar karta he..
Rana(yell angrily):-sikandar hosh me aao..Iss ladki ne Aur Arjun be bahot bada dhoka diya he tumhe..Iss ladki ne pyar ka natak kiya he tumhare Sath..
Sam(yell):-bas..Bas kijiye aap..meri Riya aise nahi he..Bolo na Riya..Plz bolo..Kuch bolo..
Riya (with tears):-meine..Mein bahot Pehale se Arjun sir se pyar karti thi..Par samzti nahi thi..Fir jab exora2 ka incident his uss waqt maut samne thi par fir bhi Mein unke bare me hi Soch rahi thi..I realised i love him.aur Muze zindagi ne dusara chance bhi diya..I servived..Then Arjun sir n I become friend..She share his grief n pain with me..I was on cloud nine..Aur fir ek din achanak Masa mere ghar aapka proposal leke aayi..Aur chotu ki.birthday party me aapne apne pyar ka izhaar kiya..Muze samaz nahi aa Raha tha Mein Kya Karu..Fir meine decide kiya ke Chahe kuch bhi faisala lu usake Pehale mein Arjun sir se apne Dil ki baat confess karugi..(both ariya look each other)Aur meine unse confess kiya bhi..Par..(in broken voice)par Arjun sir ne inkaar Kar diya..Unhone kaha woh Muze sirf apna dost mante he..Aur woh sirf roshni se pyar karte he..
Sam(hold arjun's hand):-tumne inkaar Kyo kiya Arjun..?Kyo..?Jab ki tum.bhi Riya se pyar karte the..Kyo kiya aisa..?
Arjun look to Riya once..N then to Sam..
Sam ko pata he ke arjun Kya Jawab dene wala he fir bhi woh Arjun ke muh se sunana chahta he..
Arjun:-apne dost ke liye aise 100 pyar kubaan Kar sakhta hu Mein...
Riya staring Arjun with shock ..
Arjun:-riya ke ghar rishta le Jane se Pehale hi Masa ka Muze call aaya tha..N she told me ke tum Riya se pyar karte ho..Aur usse shadi karna chahte ho..Fir Mein Kaise ek baar firse tere aur tere pyar ke bich me aa jata..Jab ki Mein samazta tha ke tune mere Aur roshni ke liye sacrifice kiya he..Kaise firse tuzse tera pyar ko tuzse dur kar deta..kahi na kahi meine hamesha feel kiya tha riya ki aakho me apne liye pyar..par tuze firse pyar ka dard nahi de sakhta tha mein..teri khushi hi mere liye sabse jyada important thi..
Sam ke aakho se aasu nikal aate he..
Aur riya ko ye baat realize ho jati he ke arjun ne apna pyar sam ke liye sacrifies kar liya..
Riya(in broken tone):-issiliye aapne muzse woh sab kaha..?
Arjun dont say anything..
Sam:-kya kaha..?kya kaha arjun ne tumse..??
Riya(stares to arjun for some seconds n then look to sam):-inhone kaha ke agar mein sach me unse pyar karti hu toh muze aapka proposal accept kar lena chahiye..kyo ki unki khushi aapke khushi me he..aur aapki khushi muzme he..
Sam(in broken voice):-aur issliye tumne..tumne mera proposal accept kiya..issliye tum muzse shadi kar rahi thi..??lekin tumne muzse kabhi pyar kiya hi nahi..tum hamesha se arjun ko hi pyar karti rahi..sab kuch arjun ke liye kar rahi thi..aur ..aur mein mein soch raha tha ke tum..tum muzse..
He stop abruptly..
Sam(yell):-ahhh..
He started crying miserably..
Sam(yell):-kya kiya ye meine..?kya kiya..apne dost se usaka pyar firse chin liya..
Rana(angrily yell):-sikandar hosh me aao..aur ye dekho ke iss ladki ne tumhe kitna bada dhoka diya he..aaj tak tumhare sath pyar ka drama karti rahi ye..
Sam wipe his tears n look to riya with lots of questions..
Riya(with tears):-yes..its difficult for me..bahot hi difficult tha ke mein aapko apna sakhu..par mein rishto ki aur pyar ki kadar karna janti hu..i always tried to ..i always..i liked u so much..thats more than a friend..
Sam:-thats why u never said that u love me..
Sam get teary again..
Riya(lost):-I was in my own dilemma..on one hand I was worried for arjun sir n the mission n on other hand I have u who loves me so much..u never loose any chance to show ur care ,concern n love for me..n this was just increasing my dilemma..i was..i just started liking u..agar pyar aur dosti me ek line khich di jaye..toh samaz lijiye ke mein uss line pe hi khadi thi..bas ek kadam dur..bas ek ..
Arjun get teary...he reliaze the meaning of her words she had started loving sam..though he always wanted this..but ..but ofcourse he too love her..ye dard de raha he usse..par woh already itna dard me he ke ab jaise dard mehsoos hi nahi ho raha..
Pehale usaka khud ka best friend sikandar he ye sach..iss sach ne toh usake dil ko tod ke rakh diya he..aur ab riya ki baat sunke uss dil ke tukde tukde ho rahe he..
Sam has become helpless..woh bas numbly riya ke samne knees pe baitha he..(riya bhi floor pe bithi he apne knees pe..aur arjun is too on his knees..but arjun ki halat kafi kharab he uss drugs effect ki wajah se..)
Sam has become speechless..jis ladki se itna pyar kiya woh usake best friend se pyar karti thi..aur usaka best friend bhi usse chahta tha lekin usane sam ke liye sacrifies kiya apna pyar..aur jab ab riya ko sach me usake liye kuch feel hone lag gaya tha toh..toh usaka ye ghilona sach riya ke samne aa gaya he..aur ye sach janane ke baad ab riya usse nafarat karegi..usaka best friend bhi usse nafarat karega..tears rolled down from sams eyes..
Rana( seeing sam in broken state..):-sikandar..bas bahot ho gaya..iss ladki ne zarur koi chal chali he..zarur team aur back up force isake piche aa rahi he..tum bas yaha se nikalo..inn dono ka kya karna he mein dekh lunga..
Idhar etf team aur commissioner n back up force bhi waha pahcoch chuke he..woh ek ek aadmi ko apne silencer lagi gun se khatam karke andar ki taraf badh rahe he..on the other hand they are listening to sik,ariya conversation thorugh earpiece ..
Rana ki baat jaise sikandar ko sunayi hi nahi de rahi..
Rana(yell):-sikandar bahot ho gaya..
Riya:-ha..sach hi keh rahe he aap ..bahot ho gaya..kyo ye dukhi hone ka drama kar rahe he aap sameer..?maar daliye muze..??maar daliye muze bhi jaise roshni ko mara tha..unhe issilye maar diya na kyo ki woh aapse nahi arjun se pyar karti thi..??ab muze bhi maar daliye..kyo ki ab aapko bhi pata chal gaya he na ke meine bhi arjun sir se pyar kiya..?maar daliye muze bhi jaise roshni ko maara tha..
Sikandar:-nahi..nahi../(yell)meine roshni ko nahi mara..meine nahi mara usse..
Arjun(shocked):-usse marte waqt tumne khud kaha tha tum sikandar ho..aur aaj tum mere samne sikandar ke roop me khade ho..aur zoot bol rahe ho ke tumne roshni ko nahi mara..
Rana:-sikandar..band karo ye sab..ab tumhe meri baat sunani hi hogi..hamare guards se contact nahi ho raha..just move from here now..zarur kuch gadbad he..woh yaha aa chuke he..
Siknadar(not paying attension to rana):-meine..mein sach me nahi mara roshni ko..sikandar ne mara he usse..
Arjun(yell):-aur sikandar tum ho..
Siakndar(cup arjuns face):-nahi mere bhai..mein sam hu..tera dost..
Arjun(yell in frustration):-toh fir sikandar..??
Sikandar:-woh mera hi roop he..dekho mein tumhare liye sam hu..police force ke liye rathore hu..ranaji ke liye mein sikandar hu..yaha ke sare aadmiyo ke liye mein sikandar hu..aur masa n riya ke liye mein sameer hu..sameer ne nahi mara roshni ko..sikandar ne mara he usse..
Arjun n riya looking to sam like he is a mad person..
Sam:-aise..aise kya dekh rahe ho tum dono..??are mein tera sam hu arjun..tumara sameer hu riya..sikandar nahi hu mein..mein tum logo ko kuch nahi hone dunga..mein abhi sikandar ke roop me nahi hu..mein sam hu..jab mein sikandar hota hu tab mein sameer nahi hota..aur jab mein sameer hota hu tab mein sikandar nahi hota..he na rana ji..??
Rana just staring sam helplessly..he knows they have very less time..but his son..his sikandar is not ready to move.
Arjun:-tum chahe kitne bhi roop badlo..rahoge toh ek hi insaan me..tum chahe kuch bhi kaho..par roshni ko marne wale hath toh yahi the na ..
Sikandar look to his palms like a small kid watches his hands with curiocity..
Arjun(yell in anger n pain):-kya kiya tumne aisa..??kyo kiya..??kitna bharosa kiya tuzpe..?jaan bhi de sakhta tha mein tere liye..??tere liye apna pyar bhi kurbaan kar diya meine..aur tune kya kiya..roshni ko..woh toh dost thi na teri..??usse pyar karte the..??sirf issliye maar dala ke woh muzse pyar karti thi..itna bada dhoka diya ..kyo..??kyo..??police officer banake khud hamare desh ko anadar se khokala kar rahe the..drugs se kitne logo ki jane li tumne..??kabhi hisab kiya he..??gaddari ki apne desh se..apne wardi se..??kyo..??
Sikandar(now look to arjun with lost eyes):-bahot chota tha..bahot..masa aur babasa ko hamesha zagadte hue dekhta tha..fir jab 10 saal ka hua..masa ne achanak ghar chod diya aur ham nanaji ke ghar chale gaye..bahot akela ban gaya me duniya se,relatives se sab se khud ko bachate bachate bahot akela ban gaya..2 saal baad achanak ek din babasa muze dikh gaye mere school ke pass..mein bahot khush ho gaya unhe dekh ke..fir mein aise hi chup chupke babasa milane lag gaya..kyo ki masa ko pata chalta toh woh muze babasa se milane nahi deti..fir ek din babasa ne muze ek packet diya aur woh muze unke dost tak pahochane ko bola..aur meine woh kiya..kash mein samaz pata ke uss packet me kya tha..
Arjun(shocked):-usame drugs tha..??(looking to rana angrily)aapne itne chote se bacche ka istemal kiya..disgusting..
Sikandar/sam(he is in his own world):-aise hi mein babasa ka kaam karta raha..aur babasa mere kaam se khush ho jate..woh kehte..ke mein ek din bahot bada aadmi banuga..bilcul sikandar ki tarah ye duniya jeet lunga..iss sari duniya pe raaj karuga.. muze accha lagta tha..jab woh muzse khush hote..muzse pyar karte..ab muze koi farak nahi padta tha ke masa,babasa aur mein ek ghar me rahe ya na rahe kyo ki mein har roz ,jab mera man kare apne babasa se mil sakhta tha..aur fir ek din..mein aisa hi ek packet babasa ke dost ke pass le gaya..par uss din pata nahi muze kya laga meine chupke se dekha ke babasa ka ye dost iss packet ka karta kya he..usne woh packet khola ..usse breath kiya..aur fir usse thoda taste kiya..aur usake baad usse nasha sa aa gaya..ye sab dekh ke mein dar gaya tha..kuch samaz nahi aaya..fir kuch dino baad meine koi movie dekhi usame aisa hi kuch tha..tab muze pata chala ke actually me woh drugs he jo mein babasa ke dosto tak pahochata hu..
Arjun n riya just staring to sam..rana is getting more n more restless by each passing second..
Sikandar/sam:-mein dar gaya..mein baar baar babasa se sawal karne laga..babasa kehte the isame kuch galat nahi he..par mera dil nahi manta tha..mera dil kehta tha ke kuch galat kar raha hu mein..lekin babasa ko gava nahi sakhta tha..islliye unka har kaam karne laga..lekin guilt dil ko gher leta..aur fir mein khud me hi aur simat jata..akela rehata..na koi dost..na kisise jyada baate karna..aur masa se har baat chupana..aise hi mein ji raha tha..aur jab ehssas hua ke muze ab rukna chahiye..muze ye sab band karna chahiye..mein ab aur babasa ka sath nahi de sakhta tab tak bahot der ho chuki thi..bahot der..mein uss duniya me itna aage badh chukka tha ke ab wapas nahi aa sakhta tha..
Tears are gathering in trio(samjun,riya) eyes..
Sam:-masa ka sapna tha ke mein police officer banu..aur fir babasa ne bhi kaha ke muze police officer banana hoga taki kabhi koi muzpe shaq na kare..aur hamara ye business aise hi chalta rahe..tab tak sirf babasa muze bulate the..par fir babasa ne hamari gang bana li..sikandar ki gang sikandar jo puri duniya pe raaj karega..aur jisse kisine nahi dekha sivay mere babasa ne..mere andar ki bachi kuchi zindagi bhi mit gayi..khud se nafarat ho gayi jaise..babasa ke liye mein sikandar ban gaya aur mere liye woh ranaji..baap bte ka rishta kab ka mit chukka tha..usssi bich mein roshni se mila..muze woh acchi lagne lag gayi..bahot acchi..ham dost bane..par fir ranaji ne muze warn kiya ke muze apna concentration apne business pe banaye rakhna he..ussi bich mera police training ke liye selction hua aur..aur roshni se mera contact almost tut hi gaya..
Arjun:-aur waha ham dono mile..
Sam:-ha..mein kisise dosti nahi karta tha ek toh apne raaz khulne ka dar tha aur dusara dil me bhara hua akelapan aur teesara guilt ..guilt ke mein kisi pure riste ke kabil nahi hu itne ghatiya kaam karne ke baad..par arjun ne toh jaise mazbur hi kar diya dosti ke liye..(looking to arjun with tears)tuzse jana meine dosti kya hoti he..kaise nibhate he dosti ko..aur ek dost aapki zindagi me kya mayne rakhta he ye tumse milne ke baad pata chala muze..tumne meri zindagi badal di..muze hasana sikha diya..tab baki ka business ranaji sambhal rahe the mere naam se..aur mein training kar raha tha..pehali baar mein uss jurm ki duniya se alag kahi tha..jaha sukoon tha..mera dost tha..aur guilt thoda kam ho gaya tha..tumne muze jine ki nayi philosophy sikhayi..muze ehsaas hua ke muze bhi jeene ka haq he..mein bhi ab khushi se jiuga..mein bahot change ho gaya..jab tumhare sath hota tha toh mein sameer hota tha..jaise hamesha se mein rehana chahta tha..masa toh khush thi muzme ye changes dekh ke..
Tears gathered in arjuns eyes..
Arjun:-best friend kehte rahe..aur dhoka dete rahe muze..
Sam:-nahi..nahi arjun..kabhi nahi..mein tumhe dhoka nahi diya..mein sirf tumse sach chupaya..dar tha muze ke kahi tuze kho na du..teri nafarat na dekhni pade muze..tum meri zindagi ka eham hissa ban gaye..tere liye jaan bhi de sakhta tha mein..aur jaan le bhi sakhta tha..tere liye kuch bhi kubaan kar skhta tha..apna sab kuch...fir hamare training complete hui..hamari posting hui Mumbai me..sab kuch ekdam perfect chal raha tha..tum aur mein sath me hote the..masti karte the..life bahot khubsurat thi..ek taraf mein yani sameer ji bhar ke ji raha tha..dusari taraf ranaji ke sath milke sikandar apni duniya me sabse upar ke position pe pahoch gaya tha..jaan buzke mein wahi undercover mission leta gaya jo sikandar ke gang ke khilaf kaam kar rahe the..unn sari gangs ko meine khatam kar diya..aur sikandar drugs ki duniya ka betaaj badshah ban gaya..bilcul waise hi jaise ranaji chahte the..lekin mere liye usse bhi khushi baat ye thi ke tum mere sath the..mera dost..Mera bhai mere sath tha..
Rana(yell in anger):-aur mein tumse hamesha kehta rehata tha ke yahi tumhara dost ek din tumhe le dubega..aur aaj yahi hone wala he..
Sam laugh like manic..
Rana:-ye pagalpan band karo..iss arjun ne tumhe pagal bana diya he..
Sam(yell in anger):-kitni baar bola he meine aapko..arjun ke khilaf ek labz nahi bolna..mat bolna..
Rana angrily hit his hand on his head..
Sam(look to arjun ..his anger melted down):-tere khilaf koi kuch galat baat bole na muze sehen nahi hota he..ye rana ji he issliye..unki jagah koi aur hota toh ab tak mar gaya hota..
Arjun just staring to him..usse samaz nahi aa raha kya kahe..usaka dost jo usse itna pyar karta he..aur wahi dost ek bahot bada gunehgar he..usake pyar ka katil he..riya chup chap bas sun rahi he..usse pata he kisi bhi pal backup force aur team yaha pahochti hi hogi..
Sam:-sab kuch ekdam perfect chal raha tha yaar..ek dam perfect..happy happy..sab khush the..babasa khush the kyo ki mein unhone jaise socha waise hi duniya pe raaj kar raha tha..masa khush thi kyo ki mein ek accha police officer ban chukka tha..tu khush tha ..aur mein khush tha kyo ki tum aur masa khush ho..sab kuch ekdam perfect tha..par roshni aayi hamari zindagi me..woh muzse naraz hoke tumhare ghar rehane lagi..ham teeno milte rahe..pichli baar jo emotions dil me daba liye the woh firse ubharke aaye..aur iss baar meine decide kiya ke mein apne chupi hui zindagi ke dar se mein ab apne kadam piche nahi lunga..mein bhi normal kisi ladke ki tarah jiuga..meine decide kiya ke mein roshni ko propose karuga..par usse pehale muze ek undercover mission ke liye jana pada..firse ye mission ek aise gang ke khilaf tha jo sikandar ke gang ko takkar de raha tha..mein uss mission pe chala gaya ye sochke ke mein jaldi hi wapas aake usse propse kar dunga..tab tak sikandar ka business bhi bahot badh chukka tha..ham human n organ trafficking me bhi aa gaye the..paiso ki barish ho rahi thi..ranaji khush the..aur mein bhi khush tha arjun,roshni aur masa meri zindagi me he issliye..par muze mission se wapas ane me kuch jayda hi der lag gayi..almost 1 n half year ke baad jab mein wapas aaya toh..
Arjun(sigh):-toh tum roshni se milne aaye..aur tumhe ham dono ki shadi ke bare me pata chala..
Sam softly nodded..
Flashback
(consider sam is remembering this n telling)
Sam arjun ke building me enter karta he flower bouquet ke sath..aur usake hath me ek greeting card bhi he jisame usane apni sari feelings likh di he..woh dekhta he ke itne sham ka waqt he aur building ka security guard soya hua he..
Sam ko gussa aata he..aur woh uss guard ko datne wala he tabhi..
Sam(in mind):-stop it sameer..yaha pe tu ladki ko propose karne aaya he ke zagda karne..ye sab chod..concentrate on roshni..
Thinking this sam walked to arjuns flat..
He ring doorbell..excited roshni(who think may be arjun has arrived)open the door..
She get shocked yet very happy to see sam there..
Roshni(yell in happiness):-o my god..sameer..
Sam smile happily..both hug each other..
Roshni(broking hug ,happily):-oh..kitne dino baad sameer..lagta he duty khatam hui aapki ACP..?
Sam(puppy face):-roshni..
Roshni:-aur kya..almost 1 n half year..kaise dost ho tum..?
Sam:-are par aane ke baad sabse pehale tumse hi milne aaya hu..this is for u..
Saying this he handover her red roses bouquet..
Roshni(get haapy seeing the bouquet):-thank u so much..they are so beautiful..
Saying this she took flowers n put the bouquet on table..
Sam too walked in hall..
Sam:-arjun..??
Roshni:-are woh ab tak nahi aaya office se..
Sam(mutter to himself):-accha he..warna usake samne kehne ka chance nahi milta..
Roshni:-tumne kuch kaha..??
Sam:-nahi..mein toh ye keh raha tha ke kisi kaam me hoga shayad arjun..
Roshni(pout):-dekho na kitna time laga raha he..aur meine usake liye kitni decoration karke rakhi he..
First time sam look to other things than roshni..n he saw full room is decorated with candles..
Sam(stressing his brain):-arjun ke liye..??aaj usaka birthday toh nahi he..??toh fir..
Roshni reliaze ke sam ko toh unke pyar aur shadi ke bare me pata hi nahi he..
Roshni(hit her head by her hand):-oh..mein bhi na pagal hu..u know sameer..meine aur arjun ne shadi kar li he..n aaj hamari first wedding anniversary he..
Sam stared her for some second n then started giggling..
Sam:-bahot hi accha joke tha roshni..
(roshni usually not ware mangalsutra )
Roshni:-are sach me sameer..ye mazak ki baat he kya..?woh dekho..(she signal him to look a photo on wall its arjun n roshnis wedding photo)
Sam ke hosh ud jate he..woh bas dekhta reh jata he..
Roshni(smiling cutely):-we fall in love..n then get married..u were not there..tum aur tumhara kaam..
Sam roshni ki taraf dekhta he..
Roshni:-but tum ekdam sahi time pe aaye ho..dekho meine sab dinner bhi arrange kar liya he..its celebration time..arjun bhi bas aata hi hoga..
Sam:-umm..nahi..mein..
Roshni:-tum kya..??
Sam:-muze kuch kaam he..mein..mein baad me aata hu..
Roshni:-ok..dekhna mein jab arjun ko bataugi ke tum wapas aa gaye ho so he will be most happy..
Sam:-nahi..usse..usse mat batana..
Roshni:-oh..tumhe arjun ko suprize dena he..
Sam:-umm..ha..ha..
Sam immigiately left from there without even bidding bye to her..
Roshni feel little strange this..but strug her thoughts..
Here sameer come to his hideout place in very devasted mood..
Rana sees him..
Rana:-kya hua sikandar..??
Sameer dont say anything..he just started throwing each n every thing come to his hand..
Rana:-tumne kaha tha ke tum uss ladki se apne pyar ka izahhar karne ja rahe ho..kya usane na bol diya..??
Sameer look to rana ..
Sam(with tears):-woh..woh..arjun se pyar karti he..usane arjun se shadi kar li he..(suddenly he yell)mein mission pe tha..muze iss baat ki khabar nahi thi..par aap toh yahi the..dont tell me ke aapko unki shadi ke bare me pata nahi chala..
Rana:-pata tha muze..
Sam(yell in nager):-toh fir mjuze bataya kyo nahi..??
Rana:-agar tumhe bata deta toh tumhara mission pe se concentration hat jata..uss ladki ke liye tum sab kharab kar dete..
Sam(yell):-mein usse pyar karta hu..mein usse pyar karta hu..mein usse apni zindagi me shamil karna chahata tha hamesha hamesha ke liye..
Rana:-toh kar lo..
Sam stared rana..
Rana:-arjun ko apne raste se hata do..waise bhi arjun sikandar ke bare me jaan chukka he..
Sam look shocked to rana..
Rana:-nahi..usse ye pata nahi chala ke tum sikandar ho..bas usse itna pata chala he ke sikandar ka ek gang he jo drugs smuggling me involve he..aur woh hamare khilaf clue dunandane ke piche pada he..khair usape kyon yakin karega jab koi proof hi nahi toh..lekin arjun ko apne raste se hata dena hi sahi rahega..
Sam just staring rana..
Rana:-arjun khatam..aur roshni tumhari..
Sam(mutter):-roshni meri hogi..
Rana:-ha..sirf tumhari..aur arjun ka kissa khatam..
Sam:-ha..roshni meri..aur arjun..
Next moment he realize what he is thinking..he get angry on himself..
Sam(yell in anger):-nahi...nahi..bas kijiye aap..arjun ko mein..nahi nahi..mein kaise..
He remember his n arjuns friendship..he get angry on himself that he is so bad man that he thought to kill his best buddy for fraction of second..
Rana:-sikandar..roshni tumhari hogi..
Sam(yell):-roshni..roshni./.roshni..roshni ke wajah se mein..mein apne dost ko...apne bhai ko..mere arjun ko marne ke liye tayar ho gaya..roshni..roshni..roshni..
Rana:-hata do usse apne raste se..sab thik hoga..(he is saying about arjun)
Sam(yell):-ha..ha sahi kaha..hata deta hu usse apne raste se..fir koi nahi hoga jisake wajah se mein apne hi dost ka dushman ban jau..fir koi nahi hoga mere aur arjun ke bich..koi nahi..
Rana looking to sam shocked..
Rana:-tum..tum pagal ho gaye ho kya sikandar..arjun ka marna zaruri he..woh hamare bare me..
Sikandar(yell):-bas..bas..ek labz nahi..ek labz nahi arjun ke khilaf..ek nahi..
Rana get quite..
Sikandar:-abhi..abhi sab thik kar dunga mein..abhi..roshni ke wajah se meine arjun ko marne ke bare me socha..uss wajah ko hi ab khatam kar dunga mein..abhi..abhi..
Saying this sam rush out..n rana behind him..
Flashback end..
653