Posted:
Yaar kya socha tha kya nikla... Socha tha ki Tia ka D niklega yeh...
Par Universe ko toh kuch aur hi mazoor tha beta
Socha tha D.. Aur nikla..--- K-K-K-K kiran... Oops sorry... I mean.. A-A-A-A- Anika... đ
Sacchi mein pura Darr wala SRK yaad aa gayi mujhe aaj is Daksh ka bhyanak roop dekh k...
But I am happy Chalo iske wajay se Shivika ki Shaadi toh hogi.. đ He will be a catalyst..