Ye purani movies ka dialogue abhi gayab ho gaya hai.
Common dialogue tha
Main apko apni tan maan dhaan sounp chuka hoon
To ye ladke kyun nahin bolte the?Sirf ladki kyun ?
Ladko ko bhi sounpna hota hai ya nahin
Ab ye dhan kya sounpte hai?
Ye dhan ki bakhya kya hai.
Agar ladki garib ho to kounsa dhan ?
Ya ye dhan kuch aur hai ?
0