karan what happen, why you angry so muchkuch huya hai kya.karan : shilpa us shahid ki itni himmatwo mujhse ase baat kreshilpa : karan firstly don't hypernow tell mewhat he do actuallykaran : wo meri bhabhi se pyaar krne laga haiunse shaadi krna chahta hai
shilpa realized his condtion
shilpa : karan i think
isme kuch galat nhi hai
karan : are you mad
shilpa : first listen me please
karan : shilpa
shilpa : please
.
.
karan hum sb chahte hai geet aage bde
wo khush rahe
aur sayad ye thik bhi hai
karan geet ke saamne puri zindagi pdi hai
aur maan veerji kbhi thik honge bhi ya nhi ye koi nhi kh sakta
karan : shilpa bhai thik jaroor honge
shilpa : par kb
.
geet ke kya paanch saal kafi nhi hai intzaar ke
wo apni puri zindagi ek ase rishte ko dede
jiska koi future kbhi honga bhi ya nhi
.
karan think about this
wo tumhari bhabhi hai ye dekhke mt socho
.
wo ek ladki hai
.
unke bhi kuch armaan honge
jaise har ek ladki ke hote hai
.
wo dekho karan
.
kya tum unhe is khamoshi se bari zindagi jeene ke liye chod donge .
.
wo kuch khti nhi hai
iska matlab ye nhi
unhe dard nhi hota
.
jb bhi wo tumhe , mujhe
ya asad jenny ko sath mein khush dekhti hai na
.
.
unhe apne khali pan ka ehsaas har baar hota hai
.
karan : kal bhai ko hosh aaya
aur unhone hum se pucha unki geet kaha hai
toh hum kya jwab denge
.
shilpa : hum kal ki chinta mein
aaj ko nhi kho sakte hai karan
.
karan geet ki aange ki zindagi ke liye socho
.
karan : i need time
************
maan aapko acha toh laga na bahar jaake
.
.
ye sb maine phle kyun nhi kiya
.
.
maan aapko yaad hai na shahid
jo humare sath college mein tha
.
.
par aapko wo itna kuch khas pasand nhi tha
.
mein jaanti hu kyun
.
aapko lagta tha
.
he likes me
.
my possessive boy friend
now hubby
. unke sath humari company ko kaam krte huye ek mahina ho gya hai
.
acha hai wo waise 😉
.
************
dekha karan tumne
.
kya geet ke liye ye thik hai
.
.
bhabhi bhai se pyaar krti hai
wo nhi manegi
.
shilpa : hum sb manayenge
.
***********
shilpa narrates all thing to daadi, firstly daadi shock & hurt, don't want to loose geet.. she is last hope for her...
geet chali gyi toh humare maan ka kya honga
.
wo thik kaise honge
.
shilpa : daadi geet ki taraf dekhiye aur khiya.
jo zindagi wo abhi ji rhi hai
wo kya shi hai
***********
zaira, asad, against this stuff, some where karan & sabhana is also not ready for that... but hearing this proposal, amjhad & fawad is so happy...now all have only one mission how to make ready geet for this alliance...
*********
zaira : geet kbhi nhi maanegiye sb usse khush dekhna chahte hai
.
par uski khushi kisme hai
yhi nhi smjh rhe
asad : am also thinking same
.
karan : par bhabhi
kb tak ase zindagi bitayengi
.
.
bhai kbhi thik honge bhi ya nhi
ye toh doctor bhi nhi kh sakte abhi toh
.
zaira : we all going hurt her again
.
************
geet siting in mid with all family, seeing all family in KM, she understand, going to happen something important...
amjhad : geet beta
.
mein tujhse kuch guma firakar nhi kahunga
.
hum sbko lagta hai
ab tujhe zindagi mein aange bd jaana chaiye
.
ye waqt shi hai
geet fearing to hear more & said aange matlab abbu
amjhad : humne tere liye ek ladka dekha hai
achi family se hai
.
aur wo tumhare past ke baare mein sb jaanta hai
.
aur sbse achi baat tum bhi usse jaanti hu
.
geet : abbu aap bhool rhe hai
mein married hu
.
aur mere pati ke hote huye
aap mujhse ye sb kh rhe hai
amjhad : wo koi shaadi nhi thi
.
wo bs tumhari zid thi
jisse humne aaj tak nibhaya hai
.
bina mantro ki koi shaadi nhi hoti
.
geet : abbu
please
amjhad : tumhara rishta humne ty kr diya hai
geet : abbu mein nhi maanane wali hu
amjhad : thik hai
.
ydi tumne kal ye saghai nhi ki
toh tum mera mra mooh dekhongi
.
geet : abbu
sabhana : amjhad ye aap kya kh rhe hai
amjhad : aur kya kahu
ydi ase bache ho
.
jinhe ye nhi dikhta
unke maa - baap kitne dukhi hai
unhe ase dekh ke
.
toh hume mar hi jaana chaiye
.
geet : abbu please asa mt kahiye
.
amjhad : chlo sb yaha se
.
fawad isse dress aur card bej dena
.
ye aayi toh thik hai
.
nhi toh isse kh dena
.
mere marne pe bhi mt aaye
313