Riddhima's fast started from the next day itself...
When in morning Armaan got up early an looked at Riddhima in his arms sleeping peacefully and was smiling when after admiring her he got up from the bed only to saw Riddhima moving i. He sleep to Armaan's side to feel him and touch him... When Armaan took his pillow and put it in Riddhima's arm to see her sleeping back peacefully...
Armaan moved to the kitchen and made Riddhima's favourite breakfast... And then he arranged it back in the tray And headed towards their room... Armaan woke up Riddhima with a kiss on her cheeks and forehead when Riddhima turn and putt her head in his laps and snuggled into Armaan...
Armaan - basket...
Riddhima - hmmm
Armaan - basket dekho subha ho gai utho... Chalo utho dekho mein hamara breakfast bhi le aaya... Chali utho... Phir arima ko bhi toh aaj uske naye school bhejna hain...
Riddhima opened her eyes and saw Armaan smiling at her while caring he hairs with love...
Riddhima - good morning...
Armaan - good morning basket... Chalo breakfast karte hain...
Riddhima - nahi Armaan...
Armaan - basket yaar mein ne itne pyaar se manaya hai... Aur tum mana kar rahi ho...
Riddhima - Armaan jayada smart mat banao mera varath hai... Mein nahi khungi piyungi kuch bus...
Armaan face fell...
Riddhima - tumhe laga mein bhul jaungi...
Armaan nodded with smile...
Riddhima - tum pagal ho pata hain tumhe...
Armaan again nodded...
Armaan - hain tumhare pyaar mein...
Riddhima blushed and when Riddhima asked him to have it at the same moment a door bell rang and Armaan went to see who it is... Without touching food...
And after sometime he came back to the room saying someone came to the wrong address and then Armaan gotta call and Riddhima went to freshen up and the food remained untouched by Armaan too...
Armaan ended the call and saw that Riddhima was not there so Armaan took the food and went to kitchen...
And put the food away...
Armaan *to himself* - tum itne sin bhuki rahogi mera liya toh mein kuch bhi kaise kha sakta hun basket... Tum ye vrath meri life ke liya rakh rahi ho aur mein vrath rakhunga tumhari life ke liya tumhari khushi ke liya.. Hamari arima hamare pyaar ke liya... Aaj se 7 din tak no khana no peena...
And then he move to his room and saw arima awake and was sitting on the bed while rubbing her small eyes with her small hands and then he saw Riddhima coming out of the wash room all freshen up and hairs being wet...
Armaan picked arima in his arms who happily kissed her dadda's cheeks and then wrap her arms around him and put her head on his shoulders and closed her eyes again...
Armaan moved towards Riddhima... Who was tying mangalsutr around her neck and then picked up the sindoor dani and when she was to pick the pinch of the sindoor from it a hand filled a pinch of sindoor and then brushed it in her maang and feeling the hand brushing on her forehead Riddhima closed her eyes and felt little sindoor on her nose and smiled with it...
Armaan saw Riddhima lost in the moment and seeing her he smiled and broke the silence between them...
Armaan - pata hain basket... Mein hamesha se ek sapna dekha tha...
Riddhima. - janti hun... Tumhare har sapna jaanti hun Armaan aur unhe pura bhi karna chahati hun aapne liya...
Armaan - aacha toh batao ki kya sapna tha mera...
Riddhima. - mein janti hun Armaan par phir bhi tumhare muh se sunaa chahati hun...
Armaan - mein ne hamesha chahaa hain basket ki jab bhi meri shaadi ho... Toh ek aise ladki se ho jisse mein behad beinteehan mohobaat karun... Mein uske liya vo sab karun jo mera ko aapni life mein kabhi aacha nahi laga tumse milne se pehle...
Riddhima. - aacha jaise...
Armaan - jaise tumhare liya khana banana... Tumhe aapne pith par betha kar push up karna... Tumhare liya shopping karna... Ye sindoor jo pehle mujhe dekhne mein irritate karta tha dard deta tha... Mein chahata hun ki har subha mein hi tumhari maang mein sindoor bharun...
Riddhima - aur kya chahata hain mera Armaan...
Armaan - mein chahta hun ki kabhi bhi hum lade tab bhi ek dusre se chahe baat na kare par ek dusre ko aapni presence jarur mehsus karen...
Riddhima. - kabhi hum lage ki hum galat hain toh samne wala maafi mange... Jisi kabhi hamara relation mein ego nahi aaye
Armaan. - agar ruthe hua ho tab bhi ek dusre ke baho mein hi soye...
Riddhima - kabhi hum late ho jaye toh ek dusre ke liya intazar kare...
Armaan - aur jaldi se arima ko ek bhai de...
Riddhima. - hain..!!!WHAT...!!!!
Armaan - bhai meri basket ko ek chotu Armaan chaiye tha na toh ek bhai... Arima ke liya...
Riddhima - Armaan kya tum bhi... Arima sun legi...
Armaan - vo so rahi hain... Aur waise bhi plain mein hi decide ho gaya tha ki we gonna have a baby...
Riddhima. - tum kisi baache se kam ho...
Armaan - that's not fair yaar basket...
Riddhima. - dekho kya baacho ki tarah kar rahe ho...
Armaan - jao mein baat nahi karta tumse... And Armaan turned around giving his back towards Riddhima...
Riddhima - aawww my baby... And Riddhima hugged him from behind... And Armaan smiled with it... And arima opened her eyes and saw Riddhima's face beside hers...
Arima. - good morning mumma... good morning dadda...
Armaan - good morning princess
Riddhima. - good morning aru...
And they had a family time...
After sometime Armaan and Riddhima went to drop arima at school...
Arima was to excited for her new school and new people she will be meeting and becoming their friend...
Soon Armaan parked the car in front of the school and then moved out of the car and then moved towards the other side of the car and open the doors of front and back together for both arima and Riddhima...
Riddhima smiled at him and Arima jumped in her fathers arm...
Arima - dadda i love you... Aaj na mein khub sare naye logo se milungi masti karungi unke sath aur pata hain naye naye dost bhi banaungi...
Armaan - aapna dhayan rakhna angel... Kuch bi problem ho toh dadda ko bolna... Koi pareshan kare toh dadda ko batana... Aur koi shaitani nahi karne...
Arima- okay dadda love u dadda.. Love u mumma...
Riddhima /Armaan - Love u angel... Riddhima - Chalo bell lag gai hai... Bye...
Arima - bye...
Saying bye arima was lost in the crowd of so many pupil...
Riddhima - aab hum bhi chale Armaan...
Riddhima saw Armaan still looking where arima vanished... And haven't listened to her... Riddhima put her hand on his shoulder...
Armaan looked towards Riddhima with worried face...
Riddhima - arima theek hain Armaan...
Armaan - Riddhima ye jhaga arima ke liya nai hain... Usse dar laga toh... Kissi ne usse pareshan kiya toh... Usse aapne dadda ya mamma ki jarurat hui toh... Nahi mein kahin nahi jaunga... Mein ...
And Armaan's phone started to ring...
Armaan - hello... Ji... Aap koun bol rahe hai... Ji hain par mein... Vo mein... Nahi mein aata hun aap chinta maat kariye mein aata hun...
And Armaan cut the call...
Riddhima - chalo Armaan tumhe kaam hain na toh kaam kar aao...
Armaan - par Riddhima angel ko meri jarurat hui toh...
Riddhima - Armaan yahan uske teachers hain usko sambhalna ke liya...
Armaan - par usse...
Riddhima - Armaan...
Armaan - no...!!!!!
Riddhima - Aacha suno... mein arima ka school khatam hone tak yahin hun bus... Aab toh koi dar nahi hai aapko... Aab tum jao kam kar lo...
Armaan have to agree reluctantly to leave for work and as promised Riddhima stayed there near school only and Armaan did his worked...
In noon time arima's school got over and arima and Riddhima came back home and after some time Armaan to came and seeing Armaan arima jumped onto him and told her about her day in new school and also told her dadda about her new friends...
Both arima and Armaan were talking to each-other and Riddhima to smiling at them..
Ridhima - Chalo aru... lunch time... armaan aa jao...
arima run towards her mother...
arima - mamma ka banaya...
ridhima *cupping arima's face - meri aru ki fav. Dal Makhani Bani hain aaj...
arima - waoo... i love u mamma...
ridhima - ur dadda and mamma love u too...
and arima hugged ridhima around her waist... and armaan admiring them...
ridhima - armaan chalo tum bhi aa jao...
armaan - nahi basket voo... vo mein.. hain... mein ne khana kha liya hain...
ridhima - okay tum phir tum rest karo... thaak gaye honge. mein aru ko khana khila kar aati hun...
armaan nodded his head and went to their room and go to wash room to freshen up... and after sometime aru and ridhima too came in the room...
arima was talking to her mamma while sitting in her mamma's arm only...
arima - mamma aapne kyun nahi khaya... dadda toh kha chuke the... par aapne kyun nahi khaya
ridhima - mamma ka varath hain aru...
arima - varath kya hota hain...
ridhima - jab aap koi cheej pure dil se maangte ho toh bhagwan ki pooja karne ke liya kabhi kabhi bhuka rahna padhta hain usse varath kehta hain...
arima thought of something and then with broad smile said...
arima - matlab agar mein kiddo ke liya varath rakhungi toh bhagwan ji mera ko kiddo denga...
armaan *coming in scene - angel baache toh khud bhagwan ka rup hote hain toh bacho ko varath nahi rakhna padhta vo toh khud bhagwan ke rup hain toh jo vo mangenge vo bhagwan ji aapko de denge...
arima - sachi...
armaan - muchi...
arima looked at her mamma and then ridhima to nodded her head.. and arima smile widely...
armaan - chalo aab hum mil kar arima ka homework karte hain...
arima - aap mera homework mein help karoge...
armaan - hain kyun nahi karunga mein aapke dadda hun toh dadda aapne angel ko uske har kam mein help karenga na...
arima nodded...
arima - pata hain pehle mein aapne aap karti thi... mamma ko jana hota tha na hospital toh mein karti thi phir mamma aati thi aur hum sath mein time spend karte the...
armaan - par aab mamma and dadda dono aapne angel ki help karenga...
ridhima nodded her head with little tears in her eyes seeing her innocent baby...
and then AR helped arima in her homework and have masti with their love bud... seeing their love being all innocent even in this year of the century when kids are smarter then parents know...
at night...
ridhima - chalo its dinner time aur mein ne aru ke fav. aloo ke parathe banaye hain ...
aru - i luv u mamaa...
armaan - ridhima mera maan nahi kar raha... tum dad aur arima ko khila do...
billy - arye kya hua sunny boy... aloo ke parathe toh tera fav hain...
ridhima - hain mein bhi vo hi soch rahi hun armaan ne ALOO KE PARATHO ko mana kiya aabhi abhi...
armaan - tchhh mera maan nahi hain na basket aap log khao...
and started to go from there when ridhima reminded something...
ridhima - ek min armaan...
armaan - basket mera sach mein maan nahi hain...
ridhima - armaan tumne lunch kha liya tha na... kya khaya tha...
armaan - vo ... vo mein ne... hain mein ne vo Sanjeevni mein kadhi chawal hi kha liye the...
ridhima - tumne kadhi khai...
armaan - hain kyun...
ridhima - armaan i guess tumhe kadhi se sab se jayada chid thi nahi...
ridhima - armaan tumne fast rakha hain na...
armaan was about to say something when ridhima cut him in between...
ridhima - armaan sach bolna... jhuth bolne ki soch-na bhi nahi...
armaan nodded with lowered eyes as he know his basket... but that loud chiding never came...
ridhima - kyun armaan...
armaan - tumhari lambi umar ke liya...
ridhima - par armaan...
armaan put his fingure on her lips...
armaan - shhh... mein tumhar bina jee kar kya karunga basket... jahan tum wahan mein... toh tumne toh aapne bhagwan ko rishwat de di mera lambi umar ki bhuke rah kar... toh mein ne bhi thodi si rishwat de di tumhare saath sath tumhare bhagwan ko as vo mera Akele ki nahi sunte tumhari sunte hain toh tumhare sath hi mein ne bhi fast rakh liya.. hamara pyaar ke liya tumhari lambi umar ke liya hamari arima ke liya...
ridhima - par armaan tum... tumhe wedding preparation bhi aapne upar li hain armaan and phir Ananya mom ke treatment ke liya... phir hamari aru ko pamper karne ke liya... tumhe itne kaam hote hain phir bhi... please armaan ye fast mat rakho... tumhe kuch ...
armaan - shhh... kuch nahi ho raha... aacha kahan sa hata kata hun... mujhe kya hoga... aur waise bhi ye 7 din kaise nikal jayenga pata bhi nahi chalega aur ek din toh ho gaya khatam...
ridhima - par armaan
armaan - i love u basket...
ridhima - i love u too armaan i luv u more then anyone else... * and hugged armaan and closed her eyes keeping her head on his chest...
arima - aru se bhi jayada...
not realising it was arima not armaan ridhima answered
ridhima - hain sab se jayad...
arima POUTED ...
and then armaan laughed her their little angel she is just to adorable... and with armaan's laugh ridhima opened her eyes and saw armaan and then arima as she followed his eyes... and then she realise what she said...
ridhima - awww. aru... mamma aru se sab se jayada pyaar karti hain...
arima - par aabhi toh aapne bola dadda ko sab se jayad pyaar karti ho aap... aru se bhi jayada...
ridhima - shollly aru...
arima smiled and hugged her mamma who was sitting on her knees in front of her...
arima - mamma mein toh dadda aur apse hi aai hun na... toh aap dadda ko jayada pyaar karo toh mein bura nahi manungi...
ridhima was shocked to what arima said... and the parting from hug ridhima looked at arima all shocked but arima was with her innocent face not knowing what her word meet...
ridhima - aru ye kisne bola aapko...
arima - dadda na...
armaan who have heard what arima have said was controlling his laugh and when ridhima saw him with glare he was not able to control and then
ridhima - i will kill u armaan... ye kya sikha rahe ho tum aru ko... mein chodungi nahi tumhe...
running after armaan...
armaan - pehle pakad toh lo basket hahaha
and then the famous tom and jerry fight started... chasing each other while all laughing armaan and angry ridhima and a confused arima following her parents...
a cute family running after one other.. haahaha
Aayushi
37