And we are made to be one AR.FF Part 26 1.Oct.2015 - Page 21

Created

Last reply

Replies

253

Views

49.4k

Users

47

Likes

540

Frequent Posters

HR-DMG4life thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
Awesome updates :)
I loved how Riddhima was worried for Armaam
Please update soon
..Phoenix.. thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
Part 17







Its been days to armaan's accident ..
now armaan was all fit and fine with constant care of ridhima... they used to have long chats as armaan all the time was at home and shanky was going to office for some duration to mark a boss presence to see employees working properly... and on time...

As its the finest day today...
armaan have meeting line up back to back from the earlier morning as he was absent from office and all meeting were postponed that lied with in the week... and those meeting can't be delayed any more other wise they would be losing a big hands...
So armaan left earlier in the morning without even bothering to have breakfast... and also before anyone wakes up...

As ridhima wake up that morning she freshen up and went to armaan's room to see him missing.. she thought may be armaan was in wash room but then the door of wash room was already open announcing that armaan wasn't inside...
As ridhima wake up that morning she freshen up and went to armaan's room to see him missing.. she thought may be armaan was in wash room but then the door of wash room was already open announcing that armaan wasn't inside...

ridhima check balcony too but didn't found armaan...
and then ridhima took her mobile and called armaan's no...
and the PA attended the call for him...

atul - hello...
ridhima - hello koun...
atul *recognised ridhima's voice* -hello ridhima ji mein atul bol raha hun armaan sir ka PA...
ridhima - ohh... !!! vo actually mein ne armaan ko call kiya tha pata nahi aapko kaise...
atul *smiled - ji ridhima ji aapne sir ko hi call kiya hai.. vo kya hain na sir aabhi meeting mein hain toh vo call nahi receive kar sakte the...
ridhima - meeting...
atul - hain.. vo toh aaj early morning se meeting mein hi hain...
ridhima - unho ne kuch kahaya...
atul - nahi ridhima ji.. abhi sir ko time hi nahi mila... jaise hi aayenga mein bol dunga... par meeting kafi lambi chalegi.. toh may be sir aab direct lunch hi karenga...
ridhima - WHAT ...!!!
atul - ji...
ridhima - okay.. aap kuch maat kahiyega unse... mein khud dekh lungi...
and then ridhima cut the call greeting atul...


Ridhima - had hoti hai laparwahi ki bhi...
muskaan - kya hua tujhe... kyun phool rahi hain ghuse mein..
ridhima - ghussa nahi karun toh aur kya karun mein... bacho se bhi jayada laparwah hain ye...
muskaan - kya hua hai...
ridhima - hona kya hain... dekh na bina khaye piya chala gaya...
muskaan - arye koun meri ma ye toh bata...
ridhima - armaan aur koun... bacho se bhi gaye gujre hain armaan bina breakfast ke chale gaye.. aur aab back to back meeting hain... pata nahi lunch bhi karenga ki nahi... kaam ke aage waise bhi kuch nahi sujhta unhe...
muskaan - toh tujhe itni tension ho rahi hain toh tu lunch le kar chali ja na armaan ka uske office mein...

ridhima - par mein office kaise...
muskaan - arye yaar ridhima tu waise bhi ghar mein kya karegi... papa bhi nahi hain mera ko bhi jana hain kaam se... tu bhi chali ja...
ridhima - hain ye theek rahega.. mein khud aapne samne khana khila kar aaungi armaan ko...
and ridhima went to kitchen to make the lunch and take it with her...
muskaan - kuch toh ho raha hain... thank u babaji thank u soo much...

After the meeting
armaan came to his cabin and saw sid sitting in front of his desk... and was waiting for him...
sid - good morning sir...
armaan - good after noon Mr.Modi...
Sid - sir mujhe aapse kuch kaam tha...
Armaan - i can see that Mr.Modi... boliye ...
sid - sir the project that we were doing was going great... sab kaam control mein chal raha hain... aab bus kuch thoda sa kam bacha hain phir vo project pura hi ho jayega...
Armaan - I know that Mr.Modi i never neglect my work and keep myself update with the project my company have...
Sid - Sir actually I want to start my own business ...
armaan - that's good... how can i help you in that...
Sid - sir mujhe aapke kuch papers par signature chaiye the... vo actually the lenders and dealer say they don't deal with the new comers... and sir like that no new comer get any establishment... Sir when i said i am associated with your company then they wanted this in written proof before dealing with me... so sir i want ur signature on some documents so i can establish my own business in the market...

armaan - hmm... then do one thing Mr.Modi... ask the legal
person to make your papers ready... and then bring it to me.. so i can consider them...

Sid - i have already done that much sir.. all i need is your signature...
Armaan - hmm... okay give that to me...
Sid pass the document file to armaan and then opened it to read...
Sid - Sir can u please sign them...
armaan - Mr.Modi let me have a look... business need attentiveness and attention...
Sid sit quietly and armaan was reading the documents...



After a while Ridhima enter the Office... and seeing her everyone was shocked... All knows was that Ria was dead then how come the girl is standing there in front of them...

ridhima reached reception...
ridhima - excuse me...
and the receptionist looking at ridhima in horror...
ridhima - excuse me... Hello... excuse me...
Receptionist - he...hello... hello ma'm...
Ridhima - can u tell me the way to Mr.Malik cabin...
receptionist - ye..yehh sure.. this way ma'm...
and then receptionist took ridhima with herself and showing her the way to armaan's cabin while all the while in the office everyone was looking at her in shock and horror... ridhima was confused... and felt little uncomfortable under all the attention she was getting...

soon they reached the cabin... and receptionist left greeting her and then... ridhima was about to enter the cabin when she heard the voices inside the cabin.. and for unknown reason she didn't moved further and stood there listening the conversation and not backing out even...



Here unknown to the person on the door armaan looked up from the file and said...
Armaan - i m sorry Mr.Modi but i can't Sign these documents... These are the work of all the fraud and all the cheating and plus these document will lead you to use the illegal rights on the companies name... and i can't allow anyone to destroy mine and my companies image...
Sid - but sir.. i assure you that nothing bad will come out of this.. sir the best will only be the used...
Armaan - I am sorry Mr.Modi.. i can't sign...

Sid knows he have trumpet card in his hand.. Ridhima...
Sid - Okay sir... But sir then i have to take ridhima with me...
armaan - excuse me...!!!
Sid - yes sir... as you know the project u have given me earlier is going to be over very very soon.. and then i will be coming back.. and then i won't be allowing ridhima to be with you...
Armaan - Mr.Modi you already made a big deal for it...
Sid - i am sorry sir.. but its all about your father's life and your benefit but nothing benefit i have got from this...
Armaan - the benefit you are talking about is already what you have achieved... the demand of yours of having a partnership with my new project... you know Mr.Modi that you are very manager only... and no manager get partnership in companies.. event then to save papa's life and satisfying your deal i gave u all the partnership to u in this big project form the company... and then the big amount you have asked for...
Sid - but sir you see... Ridhima loved me soo much to see all this... and sir u already have a bad image of yours in her eyes as you have blackmailed me to get her into this... *grinned... Sir the choice is yours to be made...
If u are ready to sign these documents or to let ur papa die listening the news of Ria ma'm death...


Sid was grinning ears to ears... and armaan was to numb to listen this and without giving a another thought armaan sign the papers for his papa... without thinking of the image and reputation of the company... and ridhima standing on the door have listen to whole conversation and was shocked...

ridhima hide herself seeing Sid coming out of the cabin and then ridhima in shocked too moved out of the office giving the tiffin to the clerk there to give that lunch to armaan and to tell him to eat the lunch before other meeting...


and ridhima to went back to home... and armaan received the tiffin from the clerk saying Ria ma'm dropped it for him... armaan smiled seeing ridhima caring nature and then armaan settle down and have his lunch...
and ridhima reached home and keep thinking for while...

after thinking alot ridhima thought to call sid...
ridhima picked her phone and made a call to sid...
ridhima - hello...
sid - hello baby... how are you...
ridhima - mein theek hun sid tum kaise ho...
sid - mein bhi bahut aacha hun...
ridhima - sid tum wapas kab aaoge...
Sid - tch... ridhima yaar aabhi bahut kaam baaki hain yahan... din raat bus kaam hi kaam hain... pata nahi kab wapas aunga... aur aabhi toh bahut kaam baaki hain..
ridhima - hmmm... mein tumse baad mein baat karti hun Sid.. kuch kaam hain...
and ridhima cut the call...


Few of the words rang in her mind disturbing her to the core... She badly need confrontation form sid or either armaan...
old conversation played in her mind...

" Armaan - Sir papa ke saamne chota sa natak karna hain... Aur aap iske liya jo bhi amount bolengi mein duga but please papa ke samne ye chota sa natak kar di jiya papa ki jaan bachme ke liya ye.. "

" Sid:nahi riddhima meri koi galti nahi hai... meri koi galti nahi hai... bus meri boss ney mujhsey meri fav cheez mangi ... aur jaab maine unhe vo cheez dane se saaf inkar kardiya toh unhoney mujhe job se nikal diya . "

" Riddhima:mein ne aapni life mein aisa ghatiya insan nahi dekha... jo bus aapni paise ki power par... khair u dnt worry sid hum unpey case kar sakte hain na... aise kasie bina koi wajah key vo tumhey nikal saktey hai tumhari job se...
Sid:hum aise kuch nahi karsaktey riddhima ulta vo mujhpe chori ka ilajam laga rahe hai...ki mein ne compny ke accounts mein fraud kara hain aur paise aapne account mein... tum hi bolo riddhima mai kisi ke paison chori kar sakta hun kya ... "

" Sid:haan riddhima ...armaan sir ne mujhe par sirf chori ka ilajam hi nahi lgaya hain balki mujhpey case bhi file kar bhi chuke hain hai ...aur dhamki di hai ki agar aaj sham tak maine tumhey unki biwi baane ke natak ke liya nahi manaya toh vo mujhe life long jail bhej denga ...
"

" Muskan:dekh Ridhima ye tujhey waqt batayega kaun kitna gira huva insan hai ...bas abh tuh pareshan math ho ...aramaan is a gentleman tujhey fikar karney ki jarurat nahi bas ye sab vo apne papa ki jaan bachney keyliye kar rahey hai ... "


" Armaan: riddhima ...bohot raat hogayi hai iss tarha mai app dono ko akela janey nahi deysakta please sit in the car ... mei drop kar deta hun aap dono ko ...
muskan wishpered in ridhima's ear "dekha isey kehtey hai gentleman jo adhi raat ko ladki ko beech rastey pey nahi chodta safly usey uskey ghar tak pohchatey hai ...par vo tera ..." "

" Ridhima. - par phir muskan akeli rahegi...
Armaan - nahi uski chinta maat kariye aap vo bhi hamare sath hi rahegi hamare ghar... Papa ko mein bol dunga ki vo yahan nai hain aur aapki i mean ria ki friend hain toh phir kuch nahi hoga aur aap dono hamare ghar rah sakte hain... "

" armaan tuk muskan and riddhima to one room and with wet voice while touching the walls said
"iss room ko maine aur ria ney apney bachey keyliye paint kiya tha..." "


" Armaan - "ridhima ji aap mujhe pe aur papa pe bohot bada favour kar rahi ho... aur mein aapki aachai ka aur faida nahi utha sakta... aap dinner pe aane ke liya ready toh ho gayi papa ki khushi ke liya par mein samjh sakta hun aap kitna nervous and uncomfortable ho... ek ajnabee ke saath dinner pe jaana kitna odd lag raha hoga aapko mein janta hun... more over aapki and sid ki shaadi hone wali hain in future agar ye baat use pata chale toh shayad usse bura lag sakta hai aur mein nahi chahta ki because of me aagey jake aap pe koi bhi ungli uthey... "

" Armaan - hmm par aap bohot hichkcihati hai baat karne ke liya toh kya hum dosti kar le taki aap comfortably mujhse baat kar sake ... "


" Siddhant - WHAT...!!! job chod di... tum pagal ho kya Riddhima...
Siddhant - par Riddhima mein ne tumhe bola tha na... job kyu chodi... aab tumhare rahne ka khane pina ka kya karogi... "


Ridhima was very confused... armaan was every time very supportive at every step he made every thing easy for her... he made her at ease... he made arrangements according to her.. never came close.. never take advantage of any situation... every-time supported his father-in-law... and still love his wife who is no more with him and bearing her punishment still and on other hand sid...





wiz lots n lots of luv
Aayushi & Anamika



*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Any one who want PM for the update from me Plz do add me mishs_FF.UD in ur buddy list kindly...


*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-



ShahSAIR thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 10 years ago
vry nice update.. finaly doubt ka insect...
gaurijw thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 10 years ago
Chalo riddhima ko sid ki sachai pata chali
AR are getting close to each other
Waiting for next part
Post soon
HR-DMG4life thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
Nice update :)
I hope Riddhima doesn't stay with Sid any longer
Nazzz16 thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 10 years ago
Amazing ff ...
Awesome,...
Armaan is rel very sweet :)
Hope armaan n ridz cum together soon...
Just hate dat idiot sid :(
Continue soon ...
N do pm me ...!!!!!
..Phoenix.. thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
Part 18







Ridhima was too much confused to say anything...

Ridhima in her mind...
Jab mein pehli baar armaan se mili thi tab mujhse laga tha Ki unhe bus Paise ka

ghamand Hain par... Jaise Jaise unke sath din beette(passing) Gaye waise waise mein

armaan ko jaane lagi dheera dheera Jana Ki armaan bahut hi aache insan Hain... Aaj

ke jamane mein jahan log aapne hi maa baap ko ghar se dhake maar kar bahar nikal

dete Hain us jamane mein armaan aapne sasur ko aapne sath rakha hi nahi balki

bahut izat bhi karta Hain unki...
Aaj jahan log Aapni biwiyon se jhut bolted Hain extra affairs rakhte Hain waha Aaj

bhi armaan Aapni gujri hui Wife ko bahut pyaar karte Hain aur unki har punishment

Aaj bhi sehte Hain...
Mein Jo inke kuch nahi lagti usse bhi Koi kaami nahi aane dete... kabhi Koi Aisa kam

nahi kiya jisse mujhe kisi bhi prakar Ki shikayat ho... muskaan ko bhi Mera hi Karan

ghar le aayega taki mein comfortable rahun...

Aur toh aur Jo kamra unhone aapne hone Wale baache ke liya itne armaano se sajaya

tha Vo bhi humein de diya... aapni wife ko oh knots bhi Hain par sath mein aapne

baache ko bhi kho diya... Phir bhi kabhi is baat ka kisi ko nahi bola... Itna aacha

insaan kaise itni ghatiya deal kar sakta Hain Sid se...
Jo Sid ney mujhe bataya... Ki armaan ne usse job se Mere karan ...Par Sid jhuth Kyun

bolega... vo bhi mujhse... Par Aaj bhi toh sid mujhse jhuth hi bola Hain...

Arrgghhh pagal ho Jaungi mein Soch soch kar... Aaj mein armaan se baat kar ke hi

rahungi...

In Night armaan came home late due to all lined up meetings.
ridhima waited for armaan to have dinner and shashank to go to his room so

shashank papa don't hear them... and she can get her answers...

Late in night after dinner
Ridhima - armaan mujhe aapse kuch baat karni thi...
armaan - hain boliye na ridhima...
ridhima - armaan Sidhant ki aur aapki kya deal hui thi...
armaan was shocked to hear this from ridhima...
armaan - tumhe kaise...
ridhima - mein aaj aapke office aai thi lunch le kar... tab
armaan - kuch nahi ridhima vo bus kuch business deal ki baatein thi tumhe chinta

karne ki jarurat nahi hain...
ridhima - mein kis business deal mein involved nahi hun... toh phir aap aur sid aapni

business deal mein mera baare mein kya baat kar rahe the...
armaan - vo ku...kuch nahi ridhima... vo ... vo... vo actually Sidhant tumhare baare

mein pucha raha tha... kaafi fikar thi usse tumhari.. bus tumhari health and all ke

baare mein puch raha tha...
ridhima - armaan aap mujhe nahi batana chahate toh na bataiye par please mujhse

jhooth maat boliye... vo kya hain na jab aap jhuth bolte hain toh aapki aakhein aur

aapki juban dono aapka aur ek dusre ka sath nahi deti... koi nahi shayad aaj nahi par

kal aap mujhe mera sawal ka jawab de den...

ridhima said all this and went away from the room and enter in the room and saw

muskaan near the door and then seeing muskaan she know that muskaan have heard

their conversation... and then closing the door ridhima moved in... leaving armaan

in dilemma...

Ridhima was about to get in her bed when muskaan voice stopped her...

muskaan - tu sach jaana chahati hain na ridhima...
ridhima looked at muskaan confusingly how sheknow about the fact... and then

nodded...
muskaan catch hold of ridhima hand and took ridhima with her out of the room and

both goes to terrace...

ridhima - tum sachai kaise jaanti ho muskaan...
muskaan - kyunki is sachi ki shuruwat mera se hi hui thi... mein hi hun jisne tujhe

ridhima se ria bannane ka idea armaan ko diya tha... par mujhe nahi pata tha ki vo

chuha tujhe aisa ulta seedha bolega...
ridhima - kya matlab hain tera muskaan...
muskaan - tu sach jaana cahti hain na ridhima... toh ek baat sunle.. tera vo soo called

boyfriend kuch nahi bus ek freaking jerk moron swine and kamina hain...
ridhima - muskaan...
muskaan - meri baat khatam nahi hui hain ridhima...
tu janti hain ridhima... us din tera mall se jaane ke baad kya hua tha...
ridhima shook her head in no b asked "kya huva tha muskan...
muskaan : us din tera jaane ke baad mein waha rukhi thi armaan ki help karne thodi

der... par aarmaan ne mujhe bola ki mein in sab mein na padhun kyun ki vo nahi

chahate ki meri aur teri dosti mein koi bhi kadwahat(sourness) aaye unke karan...

aaj bhi vo tujhe kuch bata nahi rahe hain vo isliya nahi ki galti unki hain... balki isliya

nahi bataya kyun ki vo nahi chahta ki tera aur uss chuhe ke bich kuch bhi problem ho

uske karan bhale hi vo chuha hi tera saath game khel raha ho tera emotions ka mazak

bana raha ho phir bhi armaan tujhe khush dekhna chahate hain kyun ki har baat par

us chuhe ki baat le aati hain... tu jaana chahati saari sachai toh sun...

Armaan was feeling restless in room after ridhima questioned him and came on

terrace for fresh air ...but was left stunned to see muskan and ridhima on terrace and

heard muskan's words ...he quickly moved near them and while pulling muskan back

shouted "ye kya kar rahi ho muskan ... riddhima aap muskan ki baate mat suno ..."

Muskan:armaan tum samjh nahi rahe ye baat riddhima se chupakey tum use ek gehre

andhere kuve mein dhakel rahe ho ...more over ridhima ko pura hak hai sach janne

ka ...use pata chalna chahiye jiss insan key saat vo apni puri zindagi beetane jarahi

hai vo kitna ghatiya hai ...sirf paison ke liye vo kuch bhi kar sakta hain...ahan tak ki

apne pyar ka bhi sauda kar sakta hai ...

Armaan:muskan please for god sake chup ho jao ...tum riddhima ko hurt kar rahi ho ...

Riddhima:nahi muskan you have to tell me ...akhir ye sab kya hai ...

Muskan :armaan agar tumhey lagta hai mai ridhima ko hurt kar rahi hun toh haan

mai hurt karna cahti hun ridhima ko kyun ki agar aaj maine isey sachayi nahi batayi

toh kal ko ye khoon ke ansoo royegi ek lalchi insan key saat ye aapni zindagi narak

dekheygi ...

Riddhima:muskan plzz tell me ..mera dimag phat jayega ... plzz sach bol aur armaan

apko meri kassam muskan ko rukha toh

Hearing it armaan stepped back n fisted his palms zen Muskan continued "riddhima

sid ne tera sauda kiya hai ...tujhey ria banahne keyliye armaan ki lonavla project mey

partnership li aur aaj black mail karkey apni new business keyliye surety signatures

leygaya hai... Jab ki vo saare papers and documents armaan ki khud ki companny ke

liya aur uski reputation keliya bahut baada khatra ban sakte hain... ...use chuva ne

tujhe se jhut bolah ki armaan ne use phasya... usne tere nazraon mein armaan ko

giraya aur vo khud mahan bane ka natak kar raha tha ...riddhima sachyai hamesha

kadvi hoti hai but tujhey iss kadve sach ko accept karna hi hoga ...vo chuva tujhey

pyar nahi karta bas vo tujhey use kar raha hai tere pyar ko seedi banakey apni career

banah raha hai aur jis din vo sucessful ho jayega tujhey palat key dekheyga bhi nahi

..."

Riddhima collapsed on floor ...aramaan rushed near her and while holding her

shoulders yelled "riddhima tum thik hona ..."

Tear rolled down frm her eyes n wiz trembling voice she asked "kya ye sab sach hai

armaan... jo bhi muskaan ne kahan vo sabbb..."

Ridhima asked this looking directly in armaan's eyes and mean while Armaan can see

her hurt but now he is helpless and nodded his head as yes ...seeing it ridz closed her

eyes tightly n cried her heart loudly ...armaan was not able to see her soo much

broken and at once pulled her in his arms and tried to soothen her pain while

caressing her hairs and at the same time he tried to control his tears too ...ridhima

was crying very bitterly ...muskan knelt down near ridz and while putting her hand

on ridz shoulder said

"jitna rona hai roley riddhima ...ye tere akhri ansoo honey cahiye uss ghatiya insan

keyliye ...vo tere pyar key layak hai hi nahi ...usey sirf paison sey mathlab hai

riddhima ...tuh jo ek family ka sapna dekhti hai waisa family sid kabhi nahi de payega

tujhey ..."

Armaan:angrily)muskan manta hun sid galat insan hai par aapko bhi iss tarha

riddhima se sach nahi bolna cahiye...[ muskan was about to say something but

armaan stopped her] plzz muskan thodi der keyliye akela chod do ...

Muskan went from there silently ...ridhima kept on sobbing while clinging to armaan

and soon it started raining ...armaan did not move an inch from there ..ridhima needs

her frnd now and he is there for her... both were drenching in that rain.
Ridhima was taking out her pain in form of tears hugging armaan and armaan was

getting restless more and more see ridhima in pain. and hugged her tightly to ease her

pain...






pain is something that sometimes parents friends sibling and even a stranger can

heel... When we face a deep pain that tear us apart that tme we never see if we

know the person or not... but we see the person in-front of us can ease are pain aur

not... that same person in-front of us only see our pain but feel our pain too that

make us more comfortable to share our pain with...





wiz lots n lots of luv
Aayushi & Anamika



*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Any one who want PM for the update from me Plz do add me mishs_FF.UD in ur buddy list kindly...


*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-



Edited by Aayu-loveKaJen- - 10 years ago
..Phoenix.. thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 10 years ago
Part 19







Armaan supported ridhima through her emotional turmoil in life all night.
he never complained and keep sitting in the rain with her in the night at terrace without caring of anything.
Armaan wanted to give his full support to ridhima in her hard time of life. He never saw ridhima irritated sad hurt or broken. She is always the one who keep smiling to one one and all and keep everyone around her happy too.

Armaan then after sometime felt that ridhima was little calm and just sobbing lightly. Armaan a parted ridhima a little from himself and saw ridhima have fallen asleep on his chest all sobbing to herself even in her sleep. She was soo emotionally drained that never came to know when sleep took over her senses and she felt asleep.

Armaan saw ridhima sobbing even in her sleep so armaan rubbed her back to calm her and that did calm her but ridhima shiver with all the touch of armaan.
Armaan tried to make ridhima stand on her feet and ridhima do got up with armaan's support and armaan tried to make her walk but ridhima's feet weren't moving. Armaan was left with no option with him so he picked ridhima up in his arms and moved down straight with her.

Armaan took ridhima in his room as he have to drop ridhima in her room from his room only due to shashank. armaan have closed the door behind him going in his room and then lightly knocked the door of muskaan.

Muskaan open her door and saw ridhima in armaan's arm. Armaan ignored muskaan moving in the room and placed ridhima on the bed very delicately . Armaan looked at ridhima and then moved the quilt over her tucking her in the quilt properly. After doing so armaan moved out of the room and closed the door behind him again ignoring muskaan completely as he was still angry on her. Armaan after few moment himself fall asleep thinking how much ridhima is hurt knowing the truth.


Next morning.
Armaan got up and saw that it was 10 am now...
Armaan wonder its 10am and still ridhima never came in with coffee as its the routine of them to share morning coffee and tea with muskaan joining them.
Armaan moved out of his room looking around the house and found ridhima was no where to be seen. Armaan knocked at Muskaan's door to ask about ridhima but even muskaan saw unaware of ridhima's where about.





On other side.
Ridhima Wake up early in the morning and got freshen up getting ready she left the house for some where without informing anyone in the house.

Ridhima reached he house of someone. and she knocked the door of the house.
the person opened the door and was shocked to see ridhima standing in front of the house in front of him.

Ridhima - Hello sid.
sid - rii... ridhima.. tum...
ridhima - kya hua mujhe nahi aana chaiye tha kya...
sid - arye nahi nahi kaise baatein kar rahi ho aao na.. andar aao...
ridhima - thank u sid...

sid - ridhima tum itne subha subha kaise...
ridhima - bus aise hi.. par sid tumne toh bola ha kal ki tum yahan nahi ho.
sid - hain ridhima.. vo kal tumse baat karne ke baad hi mujhe kuch kaam yaad aaya toh mein aa gaya that kaam ke karan... vo kal raat ko mein bahut late aaya tha toh mein tumhe baata nahi paya.. mujhe laga tum so gai hongi toh mein ne tumhe disturb nahi kiya...
ridhima - sid vo mujhe tumse baat karni thi kuch.
sid - hain bolo na ridhima...

ridhima - vo tum kal armaan sir se kya baat karne aaye the.
sid - ridhima tum kya bol rahi ho mujhe kuch samjh nahi aa raha...
ridhima - sid mein jaanti hun tum kal armaan sir se milne unke office gaye the din mein.. aur tum kal din se yahin the issi city mein.
Sid - nahi ridhima tumhe Koi galat fami hui Hain mein toh Kal raat hi city Aaya hun.
Ridhima - Sid Vo jab armaan sir ne tumhe Mera Karan... I mean Jab armaan sir ne mujhe Ria baane ke liya tumse bola tha toh kya bola tha...
Sid - Vo mujhe tumhare name par black mail kar age the mujhe Ki mein ne agar tumhe Ria baane ke liya nahi manaya toh Vo mujhe jail bhej denge jhuthe case mein ...

Ridhima. - Phir muskaan Kyun Bol Rahi hi Ki Ye Sab Aisa kuch nahi hua tha... shayad muskaan ko Koi galat fami hui hogi...

Sid was shocked hearing all this.
Sid - mu...Mus...muskaan ne kya bola...
Ridhima - Pata nahi kya Bol Rahi hi ... bahut ajeeb baatein kar Rahi thi vo...
Bol Rahi Thi armaan sir ne tumhe nahi tumne armaan sir se deal ki hain aapne
fayede ke liya... Pata nahi muskaan bhi...

Sid - ha... Hain ... Mus...muskaan Pagal ho gai hain mein Kyun Aisa karunga ridhima... tum toh jaanti ho mein tumse kitna pyaar karta hun...
Ridhima - par Vo Aisa Kyun karegi...
Sid - Kyun Ki Vo jalti Hain tumse...
Ridhima - jalti hain...!!!!
Sid - Hain Kyun Ki tum mujhse Itna pyaar Karti ho aur usse nahi. Aur Rahi baat armaan sir ki toh ridhima armaan sir ne mujhse blackmail liya tha Ki mein tumhe Ria banane ke liya maana lu nahi toh vo mujhe jail bhej dente kisi jhuthe case mein phasa kar... aur Phir tumhe bhi tourcher karenga... Par tum hi batao ki mein kaise maana karta... mein khud toh jail Ja sakta hun ridhima par tumhe Koi tang kare mein nahi dekh sakta...

Ridhima - aur kitne jhuth bologe tum Sid... aur kitne jhuth...
Sid - nahi ridhima mein sach Bol raha hun...
Ridhima - mein Sab jaanti hun Sid ki kis harsh tumne Vo armaan sir Ki deal accept Ki Mera pyaar ko daao par laga ke... aur us din armaan se ne Koi bhi dhamki nahi di thi tumhe... Vo Sab tumhara drama tha Kyun Ki agar mein maanti tabhi tumhe Vo naya project milta aur tum armaan sir ke sath partner Baan jayate... aur issi baat ka tumne drama Kara mera samne...
Mera pyaar ka mazak bana diya tumne ...

Aur Rahi Kal Ki baat toh Sid Kal mein ne tumhe armaan sir ke office mein dekh liya tha aur tumhari baatein bhi sun li thi... tumne Mera pyaar ka sauda Kara Hain sid... mujhe sharam sari Hain Ki mein kabhi tumse pyaar kiya...


Sid - Hain kiya mein ne Ye Sab ... kiya Hain ... kya kar logi tum Ye Sab jaan ke... Hain kiya tha mein ne drama ... toh kya kar liya tumne aab Hai...


Scene change armaan was tensed talking to muskaan and they both were trying to locate ridhima...


Armaan - mein call kar ke dekhta hun..
Armaan call ridhima but cell rang in the room itself.
Muskaan - ridhima toh aapna phone bhi yahin Chod gai Hain..
Armaan - shit... aab Kahan dhunde ridhima ko...
Muskaan - Aap Itna tense Kyun Hain armaan ...
Armaan - kya matlab hai tumhara...
Muskaan - Kyun Aap ridhima ke liya Itna tense ho Rahe Hain Hain aur ho jaate Hain...
Armaan - Kyun Ki Vo Meri bahut aachi dost Baan gai Hain kuch hi samay mein...
Muskaan - dost... hmmm armaan looked confused at muskaan but pushing away the thoughts from his mind armaan went out of the house.


But then Muskaan's voice stopped him.
Muskaan - armaan ek minute.
Armaan stopped and turned back to look at muskaan in annoying manner...

Armaan didn't said anything to her but keep looking at muskaan. When a muskaan read the look and said to armaan.

Muskaan - armaan ek jagha ho sakti Hain jahan ridhima hogi...

Armaan - Kahan...
Muskaan - use chuhe ke ghar...
Armaan - koun chuha... Kahan Hain ghar...
Muskaan - ghar toh mujhe bhi nahi Pata uska par vo chuha Vo Sid Hain...
I mean ridhima Sid ke ghar gai hogi... aapne jawab lene...

Armaan - what...
Muskaan - Hain Vo Sid ke ghar gai hogi...
Armaan - jab tumhe Pata tha toh pehle Kyun nahi bataya...
Muskaan - pehle Mera dimag mein nahi Aaya...
Armaan didn't said anything more and sat in his car and drive towards Sid house...


Sid house.
Sid - tum mujhse sawal kar rahi ho. Tum kounsa dudh Ki dhuli hui ho...
Ridhima - mein ne kya kiya Hain...
Sid - wah ridhima wah... khud Ki baari hai toh mein ne kya kiya Hain... Kitni double standard ho Tum Ridhima...
Ridhima - saaf saaf bolo Sid kya kehna chahate ho tum...
Sid - mein ne toh sirf future ke liya Paise kamane ka socha tha... Par tum... tum toh armaan ke sath ke hi ghar mein rahti ho... Na jaane kya kya karete hinge tum Dono...
Ridhima - Aisa kuch nahi Hain... aur armaan kabhi Aisa Soch bhi nahi skate..
Sid - wao kya baat Hain... aapne liya nahi armaan ke liya Bol Rahi ho... aur taraki toh Dekho. Armaan SIR se seedha armaan ...
Ridhima - Kyun Ki Vo Mera dost Hain...

Sid - Pagal tum duniyan ko banana ridhima mein Pagal nahi baane wala hun Sab janta hun mein in ameer-jadon ko... aside toh mujhse pyaar karne ka dawa Karti ho aur Waha armaan ke sath ek hi ghar mein rahe kar rangealeeyan banati ho ... ..

Ridhima - bus Sid...
Armaan - Kyun kya hua... Mera baare mein toh bahut Bol Rahi thi tum... aab kya hua... sach kadwa lag Gaya... Kyun ridhima... mujhe toh kabhi pass bhi nahi aane diya aur Wahan armaan ke sath Ye Sab...

Ridhima - please Sid stop it...

Ridhima's tear were flowing continuously Since Sid started his blaming sessions on ridhima.

Sid - waise toh hamesha Mera samne drama Karti Rahi Ki Paise important nahi hai ... Par ek ameer ladka dekhte hi phasa liya tumne usse... Waha aur Uske sath bed bhi share...

And in the next instance he receive a punch on his face before completing his sentence... Sid was on the floor lying with blood coming out of his lips... And wiping the blood Sid looked above to see Who punched him...
And he saw Sid Standing there...

Armaan - mein nahi janta tha ki Itna gira hua insaan mera company mein kaam karta hain..
Sid - bilkul sahi kaha.. mujhe nahi pata tha ki itna gire hua boss tha mera ki meri hi girlfriend ke sath...
Ridhima - please sid..
sid - kyun sachai suni nahi jaa rahi tumse...
Armaan - enough sid.. mein tumhe aabhi issi waqt fire karta hun.. mein nahi chahata koi aisa gira hua insaan mera company main kaam kare..
Sid - hunh.. tum kya fire karoge mujhe Armaan Malik.. mein khud tumhari company chodta hun... Aur aab dekhna tumhari company ka kya hal karunga mein...
Armaan - tum kuch nahi bigad sakte mera Armaan Malik.
Sid - ohh.. !! Sorry to disappoint you Mr. Par i can do it now.. kal jo tumne paper sign kiya the na vo mera bahut kaam aayenga... aab tum aur tumhari company dono toh gaye kaam se.. Tumse bada emotional fool nahi dekha mein ne...

Armaan looked at Sid
Sid - koi pagal hi hoga jo aapne reputation and itne paise kisi budhe ke karan dao par laga de vo bhi jo na toh tumhare baap hain na kuch.. aur hi koi lena dena uss budhe se... Arye mein ne paise ke liya ridhima ko pataya usse pyaar ka natak kiya... usko mahura bana kar tumse aachi percentage share le liya and ek big blank check bhi...
aur toh aur tumne kal vo papers par sign kar ke bhi mera bahut kaam aasan kar diya..

sid - aur ridhima... ye toh tumse bhi baadi emotional duffer hain... mein ne isse aa kar kaha ki mein iss pyaar karta hun toh isne maan liya... ek family ki chaha mein aapni saari salary mujhe deti rahi... tumhari image gira kar mein ne ridhima ke pyaar ki sidhe ko paise kaamane ka jariya bana liya.. par mujhe kya pata tha ki mera piche ye tumhare saath aapne time share karne ke sath aapni body bhi...

armaan again punch him.
armaan - ek aur word bola toh aabhi tera khoon kar dunga...
sid - wah wah.. waise toh Ria ko pyaar karne ka drama karta hain par aab ridhima ka humdard ban raha hain... aur ridhima.. waise toh itni saati savitri banti hain aur mera peeth piche armaan ke ghar shift ho gai usse budhe ka sahar le kar aur ek ameer ko phasa liya taki jindagi bhar koi kaam na karna pade...
sid - wah wah.. waise toh Ria ko pyaar karne ka drama karta hain par aab ridhima ka humdard ban raha hain... aur ridhima.. waise toh itni saati savitri banti hain aur mera peeth piche armaan ke ghar shift ho gai usse budhe ka sahar le kar aur ek ameer ko phasa liya taki jindagi bhar koi kaam na karna pade ...


and armaan was already bowling inside hearing Sid disrespecting his father-in-law who is more then father to him. and He dare to blame his love for Ria and his friendship with ridhima.. he have put his every relation at blame...
Armaan beat sid Very much and Sid went Dizzying he lost his senses and slipped into unconscious state... And seeing this armaan Supported ridhima as he turned back and saw ridhima sank on the floor and crying a lot..
armaan felt bad seeing her crying soo badly so armaan tried to make her feel better with his words and action...





wiz lots n lots of luv
Aayushi & Anamika



*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-
Any one who want PM for the update from me Plz do add me mishs_FF.UD in ur buddy list kindly...


*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-



Edited by Aayu-loveKaJen- - 10 years ago
gaurijw thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 10 years ago
sala kutta kamina sid
hadd ho gayi ise jaldi s bahr karo
m loving the way ar are progressing
post next part soon
lashyyy thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 10 years ago
omg u post 3 parts together 17,18 & 19 or pta hi nahi chala
ayu tum pm bhi nah karti but any ways now coming to the parts all the parts are superb loved all 😃
loved how ridhz took care of armaan nd specially the way ridhz ko sid ke true colours dikh hi gye
uff sid how cheap he is 😡 god koi itna kaise gir sakta h he blackmailed armaan to sign some illegal papers . ir armaan ne sign bhi kardiye he so nice nd a gem of a person
poor ridhma she is so broken to know abt this side of sid but i m happy ki usne ye khud dekha or r
else she didn't believe anyone
the best scene was when ridhz question armaan nd muskan came nd tell her whole truth loved how armaan supported her 😊
last part 19 is so sad nd emotional
sid is such a jerk the way he behave with ridhz nd point a finger at her character nd her relation with armaan .
acha hua armaan has beated the hell out of him.
loved how the story nd ar bonding is progressing
do continue soon plz tell when u update if u can't said pm

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Rizz-ington

1 years ago

⭐Back⭐ Arhi FF | Iss Darr Ko Kya Naam Doon: Chapter 3 - Part 3/3

A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: goodkashish

6 years ago

Kassir ...Sujal&Kashish...Part 28 - Pg 33

Kassir Extremes Intro 9pm - London Airport - Christmas Day It was a cold chilly night in the beautiful city of London. We arrive at Heathrow...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: heavenlybliss

4 months ago

Pyaar Ka Tropefest - My Series Of 5 Crossover Couple One-Shots

Hello everyone! I will be posting my 5 one-shots over here which I sent in for the Pyaar Ka Trope-fest contest. They are all standalones and...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: minakrish

8 years ago

One Girl. A Hundred Journeys.|Mrina's Index

Hello people, This is me, Mrinalini , aka Mrina or Mina . And here is the Index of my stories. Now it would be easier for you all to find my...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".