Flashback continues
Next day armaan woke up only to see ria looking at him deeply with tears in her eyes...And armaan instantly got up and sat beside ria and pull her up to him...And hugged her and cares her hairs and ria smile slightly with armaan's love and care for her
Armaan - kya hua ria...
Ria- kuch nahi armaan...
Armaan - ria.. Aapne armaan ko nahi bataogi...
Ria- vo voo...actually armaan vo...
Armaan - ria...
Ria- pehle promise karo meri puri baat sunoge tum... Aur ghusa nahi karoge..
Armaan - okay baba puri baat sununga...promise
Ria - armaan agar kabhi mujhe kuch ho gaya...
Armaan - RIA..!!!!
Ria - armaan pehle suno...
Armaan give silent nod...
Ria- agar mujhe kabhi kuch hua... Mein kabhi tumhare saath na rahi toh... Please armaan tum kabhi udas maat hona... Mera saaya meri dhadkan hamesha tumhare saath rahengi... Mein dur hokar bhi tumse dur nahi hongi... Mera saaya hoga hamesha tumhare pass... Tumhein kahin na kahin mera na hote hua bhi aas pass mein milungi... Bus ek baat yaad rakhna ki hamesha khush rahna...mera saaye ke saath...
Armaan have tears in his eyes and hugged ria more tightly then before and nodded...
Flashback end...
Armaan- kyun ria kyun kiya aisa... Tumhare bina chaha kar bhi khush nahi rah sakta mein...
Par kya ridhima ko hamare samne lana tumhari khushi thi... Ya ridhima itefakse hamare samne aai thi...
Jo bhi ho ria tumhara saaya hainera ass pass aur koshish karunga ki aab se tumhare saaye ko khushi de sakun...
Next day
Ridhima woke up with a beautiful smile on her face...
Ridhima - sid ko call karti hun jaldi se fresh hokar...
And ridhima went to freshen up and after 20 min she sat on her bed and dial sid's no... Which was ringing but no one was picking it up... Ridhima tried once again... And this time a girl picked up the call...
Ridhima. - hello
maya- hello koun...
Ridhima. - aap koun... Ye sidhant ka no hain na...
maya- yes ye sid ka hi no hain... One sec hold on...
maya to sleeping sid. -Baby kisi ka phone hain...
Sid mumered..- kiska hain ...
maya- some ridhima...
Sid took phone from her hand instantly...
The phone was on mute mode durimg maya and sid convo...
Sid - hello ridhima...
Ridhima - hey sid... Kaise ho... Aur ye ladki koun thi...
Sid - mein theek hun.. Actually she was my college friend... We are out for breakfast as hum dono hi yahan naye hain...
Ridhima - okay... Aur kam kaisa chal raha hain tumhara... Aur tum kab aaoge wapas...
Sid- yahan sab meri orders follow karte hain... Jo position mein hamesha se chahata tha vo mili hai aab mujhe... Aur mein jaldi aunga tumse milne...
Ridhima- i miss u sid... Jaldi aana... I luv u
Sid- okay... Ridhima mein rakhta hun mujhe jana hain...
Ridhima - okay bye dhayan rakhna aapna aur jaldi aana...
Sid - bye...
And after talking to sid ridhima went to hospital with shaahanks breakfast...
On other side
Armaan woke up and his routin as a robort starts... He freshen up and moved out of the room had his breakfast and then went to hospital...
At hospital both of them enter together... And then pass a smile to eachother and moved towards shashank's room... When they find doctors in the room...
Dr. - so Mr.malik... Ur father is too good in health now... I think now i can give u permission to take him home... He is all fit and fine now ... Just some mediciens are there... Vo aap mera cabin mein aa kar inki reports and prescription le lijiye...
Armaan - ji dr... Thank u soo much...Aap nahi hote toh aaj...
Dr. - no no Mr.Malik ye sab mein ne nahi aapko wife aur inki beti ne theek kiya hain... Itne care kari hain inhone ki shashank ji ko toh recover hona hi tha...
Shanshank - meri beti hain hi itni pyaari ki sab ki bahut care karti hain... Meri bhi aur armaan ki bhi bus aapni care nahi karti ye ladki aur phir iski care ke liya mujhe aur armaan ko iske piche ghumna padhta hain...
Ridhima/Ria - kya papa aap bhi na... Chaliye aab ghar chalte hain phir humein khub batein karenge... Khub masti karenga...
Dr. - chalo i'll take ur leave...
And then armaan goes out of the room to do all the formalities of discharging and talked with doctors... And then armaan headed to the room back again...
Armaan - ria ek minute doctor ko kuch baat karni hain tumse...
Ria/Riddhima - mujhse... Okay mein ek minute mein aai papa aap itni ye hospital ke kapde change kariye...
Shanky smiled at ria and goes to change his cloths while armaan took ridhima out of the room...
Armaan - ridhima jo vo...
Ridhima - kya hua armaan ji...
Armaan. - ridhima ji vo aap papa ko discharge mil gaya hain toh...
Ridhima. - toh...
Armaan - vo aab ghar jayenga...
Ridhima - hain discharge ke baad ghar hi jayenga na... Aur kahan jana hain...
Armaan - actually aap samjhi nahi... Vo aab ghar jayenga toh ria... Ria ghar par...
Now the things drawn to ridhimaa nd she looked confused...
Armaan - dekhiye aap galat nahi samjhe...aap soch lijiye jaise aap kahengi waise karenge hum... Aapko jo sahi lage vo hi hoga baaki phir mein sambhal lunga...
And say this armaan went to the room and then ridhima was lost in her thoughts and then ridhima who was to confused called miskan to take her sugesstion...
Ridhima. - hello muski...
Muskan. - hain bol... Ridhima...
Ridhima. - muskan vo papa ko discharge mil gaya...
Muskan. - wah ye toh badi khushi ki baat hain...
Ridhima. - hain par...
Muskan. - kya hua ridhima...
Ridhima - muskan vo papa ghar jayenga toh vo ria...
Muskan. - oohhh...!!!!
Ridhima. - vo armaan kehe rahe the ki mein uke sath ghar par... Jaise mein kahungi waise karenga ... Mein kya karun muskan ... Papa ko aabhi kuch pata chala toh vo phir se na bimar ho jaye ... Par phir sid...
Muskan - dekhe ridhima tu armaan ke saath uske ghar mein rahe... Mein itna toh janti hun ki armaan kich galat nahi karega ... Aur rahi papa ki baat toh ye sahi hain ridhima ki aagar aabhi tu nahi gai unke sath toh aaj nahi toh kal vo puchenga ki tu i mean ria kahan hain vo kyun nahi hain ghar par toh tab papa bardash nahi kar payenga ...
Rahi sid ki baat toh sid ko aabhi maat batana kuch bhi kyun ki research ne prove kiya hain koi bhi baat aamne samne hi samjhai jaati hain better way mein na ki phone par... So sid jab aaye rab baat karna usse... Theek hain...
Ridhima. - hmmm
Nuskan. - chal aab jayada maat soch aur jaa armaan ke ghar par thode din.. Mein tera saman pack karwati hun kal drop kar dungi...
Ridhima - thank u muskan...
Muskan - chal chal badi aai thanku wali...
Ridhima smiled to herself... And then cut the call...
Ridhima goes to the room and saw shashank still not out and armaan waiting for shashank and then ridhima moved towards him and said...
Ridhima. - mein ab papa ke sath hi rahungi...
Then pause for a minute...
Ridhima. - par phir muskan akeli rahegi...
Armaan - nahi uski chinta maat kariye aap vo bhi hamare sath hi rahegi hamare ghar... Papa ko mein bol dunga ki vo yahan nai hain aur aapki i mean ria ki friend hain toh phir kuch nahi hoga aur aap dono hamare ghar rah sakte hain...
Ridhima - thank u soo much armaan ji...
Ridhima again called muskan and told her armaan's plan and ask her to pack her bags too... And then they emptied the hostel...
At armaan's home
Armaan n riddhima n shashank reached home ...shashank ws very much excited n happy to cme back to home sweet home ...seeing his happiness riddhima ws soo happy bt armaan ws nt at all feeling gud ...now wat ll happen ...how many days riddhimz could act like ria ...how could he share a same room with riddhima ...though happy riddhima was also bit nervous about staying at armaan's home ...
Shashank:aise lagraha tha ki mai kabhi ghar wapas nahi apaunga ria ...
Riddhima/Ria:papa...ye kasie baate kar rahey hai app...agar aap aise hi baat karogey toh mai apsey baat nahi karungi ...
Shashank:smiled)nahi nahi meri gudiya ...mai nahi karunga ...abh jaldi sey apni haath ki garma garam chai piladey ...kitney din hogaye tere haath ki chai peekey ...
Ria/Riddhima:smiled)ji papa bas do minute mey mai lati ...
Then she looked at armaan as she dont the way for kitchen ...armaan understood her ...through his eyes showed the way to kitchen ...riddhima blinked her eyes and mouthed thank u ...armaan smiled through his eyes n blinked his eyes as welcome...
Riddhima went to the kitchen for making tea...armaan and shashank settled in the couch ...armaan ararnged the cushions on the couch so that shashank could sit comfortably ...
Shashank:kuch bhi kaho armaan ...ghar jaisa koi jagah hai hi nahi ...kitni sukum milrahi hai dill ko ghar wapas akey ...
Armaan simply smiled and sat beside him and said "mujhey bhi bohot khusi horahi hai papa ...finally aap thik hokey ghar agaye ..."
Shashank:haan ...armaan business kaise chal raha hai aur...
Ria/riddhima:ghar atey hi kaam ki baatey shuru kardi apney papa ...
Shashank :arrey nahi beta mai toh bas puch raha tha ...
Ria/Riddhima kept the tray on the table and offering tea to shashank said "aap bas abhi abhi recover huye ho papa ...kuch aur din apko rest karna hoga koi kaam vaam nahi chaleyga apka ..."
Shashank sipped the tea and while enjoying its taste said "chai peeney keyliye toh mai taras gaya ...bohot achi chai banayi hai beta ...aur armaan ko bhi do ria..."
Ria/Riddhima:ji mai bas deyney hi wali thi papa ...armaan aap bhi chai lijiye ...aur aap aap baat ko taalo math aap aram karogey bas ...koi kaam kiya toh dekhleynah ...
Shashank:smiled)kitni bossy hai tumhari biwi armaan ...
Armaan :smiled)papa apki beti jo hai ...
Shashank:haan bhai ye bhi sahi hai ...meri beti mujhpey gayi hai ...mujhey sab hitler kehtey hai
Ria/Riddhima:haan aur mai hitler ki beti ...abh no work tension ...only rest ...abh chaliya kamerey mey jakey thoda aram kijiye mai jaldi hi dinner ready karkey bulaungi ...
Shashank:dinner sey yaad aya ...aaj allo key parathey banadonah ria...
Ria/ Riddhima:nahi papa ...thodey din badh banaungi ...abhi abhi tooh ghar aye ho aap aur itna oily food ...
Shashank:ek parathe sey kuch nahi hoga beta ...please banado nah ...
Riddhima luked at armaan as she ws not able to say no to shashank but how could she can cook such a oily food for a sick man ...armaan smiled and said "aaj keyliye banado ria ...kuch nahi hoga ...par papa sirf ek
Shashank:okay done sirf ek ...
Riddhima sighed a relief and went to kitchen to make dinner ...armaan took shashank to his room ...after awhile muskan raeched home with lauggage ...armaan tuk muskan and riddhima to one room and with wet voice while touching the walls said
"iss room ko maine aur ria ney apney bachey keyliye paint kiya tha..."
Riddhima sensed z pain in his voice n luked around the room and thought "kitney armaano key saat ye room paint kiya hoga ...pata nahi bahgwan kyun aise kiye armaan ji key saat ..."
Armaan:aaj sey aap dono yeha raho ...
Riddhima:par armaan ji iss room sey apki yaade judi huyi hai ...hum yeha kaise...
Armaan:sighed)hmm ... ye room aur mera room connected hai ...papa ghar pey hai aur hum dono ko ek hi room share karna padeyga riddhima ji ... Aap dono iss romm mey rahogi toh asani hoga ...aap mere room sey yeha asakti ...aap boli nahi par mai samjhta hun ek ladki ko kitni tension hoti hai agar usey ek ajnabi key saat room share karna padey toh ...
Riddhima was so tocuhed and thought "armaan ji kitney achey hai bina kahey hi mere dill ki baat samjh gaye"
Muskan:aap bohot achey insan hai armaan ...
Armaan:simply nodded )thank you muskan aur riddhima ji mai khosis karuna apko yeha mere wajehsey koi takllef nah ho ...
Riddhima:armaan ji aap khama ka meri tension math lijiye mai thik hun ...abh chaliye dinner ready hogaya ...mai jakey papa ko bulakey lati hun sab milkey dinner karengey toh papa ko bohot acha lageyga ...
Armaan:haan ...thank you riddhima ji ...
Riddhima:thanks kisliye ...
Armaan:aap papa keyliye ye sab ...
Riddhima:armaan ji thanks mujhey bolna cahiye ...apki wajehsey mujhey saalon badh papa ka pyar milah hai ...jiskeyliye mai taras thi bachpan sey ...abh chaliye dinner kartey hai
Muskan:haan yaar mere peet mey chuhey doaudh rahey hai ...
Riddhima and armaan smiled and moved from there.
Was on hold from month and i won't say anything if u people might have forgot this FF ... Sry but just hope for best that u still remember this one,,,,,
wiz lots n lots of luv
Aayushi & Anamika
37