sonam.itsme, Etfpradnya, dinazz, samaman22jan, abjeya, Shamsad1607, jia03, atharin, Swara85, arviarshi, anuraya, tani.m, Godly_Affection, TINASINGHPS, rinku95, NainaSM, laila1994, pihu_angad, Radhikerani, --Iqra--, _Nikita_, halima_zaka, zubiya92, Snehajain, GOLD.A, ll_megha_ll, thanks for liking the part
@ halima_zaka : thank u dear
@ ...anika... : yup long chapter 😉 randhawa ka lecture ne kitna asar kia ye to aane wale chapters me hi pta chalega...sirf plan krne se kuch nhi hota...plan successful bhi to hone chahiye...dekhe randhawa radha ka plan kitna successful hota hai...randhawa ka attitude bhari rakhna hi tha samjun pe 😊 tabhi to wo dono ko suna skta hai...awie hi koi bhi aake samjun ko nhi suna skta...thanks for liking
@zubiya92 : thank u dear
@9909187438 : thank u dear
@ TINASINGHPS : thank u dear...pehle bali ka bakra kaun banega ye abhi se kehna thoda jaldi hoga 😉
@Shivi1997 : thank u dear
@Radhikerani : thank u dear
@GOLD.A : thank u dear
@ ...Maha-Srk... : thank u dear
@ll_megha_ll : thank u dear
@ Swara85 : thank u dear..yup randhawa aur radha koshish to kr rhe hai dekho kya hota hai
@Snehajain : thank u for the long comment dear...🤗 yup jiske aage samjun ki bolti band ho jaye use update ka hero to banaya hi jaa skta hai 😉 sikander ka hona maan lene se kuch nhi hoga...sikander tak pahuchenge kaise ye zyda zaruri hai...ab sikander hai to uske dushmano ki kami thodi hai...aur syad tum bhul rhi ho randhawa ne sneha ko kaam pe lgaya tha information nikalne k liye...waise maine aaj notice kia k by chance hi sahi tum bhi story me cast ho gyi ho...😆 nhi samjun ko koi mare mujhe psnd nhi isliye sirf galiya padwai dono ko 😉 ab dono ko apni galti kitni samjh me aayi hai ye to aage hi pta chalega 😉 haan ab tum story ka part ho to tumhe to pta hoga hi k randhawa k pass info hai ya nhi 😆😆😆 abhi tak radha randhawa ka ye hai k dono bachpan k friend hai but radha randhawa se choti hai randhawa k kehne pe usne schooling me 4 saal regular 2 -2 classes k exam diye hai...matlab ek saal me 2 class pass ki hai...radha ka haq hai randhawa ko taunt marne ka
@pihu_angad : thank u dear
@ laila1994 : thanks for liking the parts...yup samjun daant to deserve krte the aur wo unhe mili bhi...radha randhawa ka patch up nhi hua hai...jhagda post pone ho gya hai...radha samjhdar ladki hai use pta hai uske best friend ko uski kab zarurat hai 😊
@Radhika Shah : thank u dear
@_Nikita_ : thank u dear...randhawa ko to samjh me aa gya samjun bhi samjh jaaye k wo akele sikander ka kuch nhi bigad skte...yeah raju and dictionary dono k pet name...jo dono ek dusre ko bulate hai ...plan to kr lia but plan execute kaise krenge ye sochne wali baat hai
@rinku95 : thank u dear
@ jia03 : thank u dear...radha randhawa k plan ka kya hota hai ye to aage k parts me hi pta chalega
@ misakiscarlet : thank u dear...randhawa k lecture ka asar kitna hua hai wo aage k parts me pta chalega radha randhawa ka plan kitna successful hota hai ye bhi aage hi pta chalega...
@prachi90 : thank u dear...lecture aur uska asar ye to baad me pta chalega...arjun pehle khud ko isliye blame kr rha tha k team uski aankhon k aage blast ho gyi aur wo kuch nhi kr paya...aur randhawa k SYS k baad to use pta chal hi gya k blast me sikander ka hath tha...randhawa ne sys dete time bola tha k yakin naa aaye to rathore se puch lo...rathore ne case k details k bare me kisi ko kuch nhi btaya hai...ye ek genral talk hai sikander k bare me...officially case kiske pass hai rathore k alawa kisi ko nhi pta...rathore rawte ko jab pta chalega tab pta chalega k randhawa ka wo kya krne wale hai
@Shamsad1607 : yup randhawa ka bhi proper space hai story me...wo bhi lead ki tarah hai story me...radha randhawa kuch time k liye fir se dost bane hai as radha ne kaha k jhadga post pone krte hai kuch whqt k liye...radha randhawa plan ko kaise execute krte hai...wo bhi kafi matter krta hai
@ arshi-khan : thank u dear
@ tani.m : thank u dear
@naina25 : thank u dear
@NainaSM : thank u dear...randhawa kya krta hai kya nhi ye to bad me pta chalega
@Godly_Affection : thank u for the long comment dear...yeah randhawa ko star banana hi tha...akhir wahi to rathore rawte k bich ki kadi hai...randhawa feel krta hai k rathore aur sam me kitna fark hai wo yahi samjhane me lga hai arjun ko...ab kaun info nikal rha hai ye to aage aage pta chalega...😉 randhawa aise hi koshish krta rha to syad kisi din samjun shanti se bhi baat karenge...😊rathore kya kare...use bhi takleef huyi jab uski team nhi rahi aur usne team arjun ko saupi thi to wo uska haq banta hai arjun ko kehne ka...yup arjun k pass sik ki info nhi hoti to sik vella nhi hai jo roshni ko marta...yup randhawa ne dono ko aaina hi dikhaya hai k blame game band karo...jb pta chalega to pta nhi randhawa ka kya karenge dono...raju dictionary hi ab samjun ko milayenge...wo bhi pta chal jayega k dono ek dusre se kyun naraaz the...
thank u all for commenting...and lambe wale comment karne walo ko special thanks...aise comment aate hai to mann krta hai next part likhne ka...😊
29