Next day armaan and ridhima went to hang out with their frnds and to tell them about their wedding too...
When they notice the tension between rahul and muskan... They exchange looks with eachother... And press eachother hands blinking their eyes that they will talk to muskan and rahul...
While everyone was little disturb... Due to little tension...
Nikki and abhi were to little awkward.. So AR decied to talk to their frnd when...
Armaan asked rahul to come with him he have some work... After sometime ridhima aasked muskan to come along her she wanna go restroom...
Arman make arima sit with her nikki bua... And anji masi...
Armaan - chal bata problem kya hain...
Rahul - kaise problem mein kuch samjha nahi...
Armaan - rahuul tujhe pata hain tu kuch nahi chupa sakta mujhse...
Rahul - hain tu toh love guru hain na...
Armaan - hain kyun tujhe nahi pata tha... dekha nahi ladkiyan fida hain mujhpe...
Rahul. - acha mujhe nahi pata rukh aabhi ridhima se puchle aata hun...
Rahul move forward when armaan caught him...
Armaan - abey marwayega kya mazak kar raha tha...
Rahul - main bhi... Waise bhi bechari ladkiyon ko kya pata vo tujhe dil denko phirti hain par tu toh already booked hain... Tu kisi aur ke pich hai...
Armaan - oye main kisi se pich viche nahi hain...
Rahul give what so ever look... And armaan continued...
Armaan - mein uske pich nahi uske dil mein hun... Uski har saas mein...
Armaan said dreamly and rahul look at his crazy lover frnd... When armaan came out after admiring his basket...
Armaan - tu bhi na rahul meri chod aapni problem bata...
Rahul - kya bataun armaan... Tu toh janta hain pehle mein muskaan se dur bhag raha tha aapni kami ke karan...par aab muskan ek bhi mooka nahi deti mujhe bolne ka...
Armaan - dekh Rahul ek ladki aapne pyaar ko uske har kami ke saath qubool karti hain... Vo har kami bardash kar sakti hain aapne pyyaar ki par aapne pyaar se alag rahna...
Rahul jo ladka kisi bhi ladki ko agar baar baar thukhra kar chal jaye... Phir ek din achanak se uski jindagi mein wapas aa jayae toh vo ladki kaise us ladke par ek dum se vishwas kar ke uske saath phir chali jaye...
Ladkiyon ka dil bahut nazuk hota hain... Tu muskaan ki bhi baat samjh... Usko tym de aur uske space se todha dur rah kar uska vishwas jeet aur is baar aise vishwas ki jo jindagi baar na dag-magaye ye vishwas..
Tu ridhima ko dekh rahul tu toh sab jaanta hain na... Jab mein usse chod kar gaya tha us terrorist attack ke baad... kya meri majburi nahi thi... mein bhi halat ke aage majbur tha rahul... par mein bhi kya karta mein ussse jindagi baar dukh nahi dena chahata tha... jaanta hun usse samay bhi usse bahut dunkh hua par vo jindagi bahar ke dukh se toh kam tha na... par mujhe kya pata tha ki ridhima usse jindagi baar aapni saath le kar chalegi...
Mein ne situation bhi aise banai ki usse lage ki mein ne usse uske handicap hone ke dar se chod diya tha... Jab ki mujhe vishwash tha uske bhagwaan par ki vo sahi ho jayegi humara pyaar usse sahi kar dega...
par mein ne Aisa sab kuch usse letter mein likha jo mein sochne se pehle jaan le lun khud ki Par phir bhi usne mujhe har jagay dunda ... Kai baar uske samne se gayab hua mein... Aur jab mein aaya tab mujhe pata chal ki mazbori mein uski aur sid ki sha...
Ladkiyo ka pyaar bahut takat wala hota hain meri kami ke karan bhi vo mujhe dundti rahi aur mein nahi mil paya usse... Uske pyaar ki gherai samjhe...aur uska pyaar aaj mujhe yahan tera samne khade rahne layak banaya... nahi toh aab tak armaan malik is duniya ke liya aur tum sab ke liya history ban gaya hota...
rahul - armaan tu...
armaan - nahi rahul... meri baat samjh tu... aur Rahul muskan ko time de vo khud tujhe aur khud ko time degi ek aur mauka degi tum dono ke pyaar ko ... bus thoda sa tym...
Rahul - shayad tu sahi keh raha hain... Par kya muskan manegi...
Armaan - uski chinta mat kar vo dekh...
Rahul and armaan look at where armaan was pointing ... He saw muskan and ridhima reaching the table...
Rahul look at armaan..."whats new look".
Armaan - abey meri basket ne already aapna kam kar diya hain...
Rahul - matlab...
Armaan - ridhima already muskan se baat kar chuki hain... Chal aab...
Rahul - armaan ...
Armaan stop and turn around... To see rahul still standing there only...
Rahul come an hugged armaan ...
Rahul - thank u soo much armaan tu na hota toh pata nahi...
Armaan - its okay man... Chal aab chod.. Sab galt samjhenga... Tu mera dost hain bus koi pyaar nahi ...ridhima thodi irritating hain par Mujhe apni ridhima hi pasand hain...
Rahul - tu kabhi nahi sudhrega na...
Armaan - naaa..!!! No chance...
And armaan and rahul moved to where everyone is sitting...
On otherside when armaan and rahul were talking on other
side ridhma and muskan were talking...
Ridhima - muskan ek baat bolun...
Muskan - hain bol na ridhz aise kyun puch rahi hain...
Ridhima - dekh muski mein jaanti hun jo tera aur rahul ke bich...
Muskan - plz ridhz mujhe is baar mein koi baat nahi karni...
Ridhima - muski ek baar tu rahul ke nazariya se soch... Kya aagr tujhe mein problem hoti toh tu rahul ko na kehti ki vo kisi aur se shadi karle taki unhe koi dukh na ho...
Muskan was now silent... She don't have anywords to argu back...
Ridhima - Muskaan tum ye dekho ki rahul tumhari kushi ke liya tumse dur gaya tha... Vo tumhe kabhi dukh nahi dena chahata... Nadukh mein dekh sakta hain...
Muskan - par ridhzy mein adoption ke liya bhi toh bola tha...
Ridhima - Hain mein jaanti hun muskaan tu adoption ke liya taiyar thi..par muskan maa bana ka ek agal se hi felling hain shayad ladki hone ki pure feeling sirf ek motherhood mein aati hain... Muskan rahul nahi chahata ki tum kabhi kuch bhi life mein miss kare ya kabhi kisi mod par tumhe ye lage ki tum kabhi maa nahi ban paogi toh tumhe dukh na ho...
Muskan hum ladkiyan ladko se jayada strong hoti hain... Tumhe pata hain agar hamare dil mein koi baat hain, koi dukh hain toh hum ladkiyan aapne boyfriends ko ya pati ko araam se bata deti hain...ya ro leti hain par ladko ka kya..??!!??
Muskaan ladko ka dil humse strong nahi hota... Hum unke samne ro kar aapna aadha dhukh bhul jaate hain par ladke ro bhi nahi sakte... Uska dukh unke dil mein hi daba rahta hain... Vo kitne bhi strong banle par aapke pyaar ke samne kamjor padh hi jate hain...
Aab tu armaan ke dekh meri khushi ke liya usne mujhe aur sid ko milane ki koshish ki meri khushi ke liya mujhse dur chala gaya mein ne jo kahan tha ki mujhe aapna farz nibhana hain aur usse pata tha agar mein usse roj dekhungi toh aapna farz nahi nibha paungi toh vo meri khushi ke liya chala gaya.. Vo kisi ke samne nahi bolta... Mein rone lagungi toh mujhe sambhalega ek asun toh dur aapna dukh bhi nahi dikhata aise pretend karega ki usse koi farak nahi pad unsab cheejo se... par agar mein thoda strong ban kar uske samne jaun toh vo pura week padh jata hain ek bache ki tarah baan jaata hain jo dar kar aapni maa se lipatta hain ji bhar ke rota hain... aapna dil khol ke rakh deta hain.. aapna dard bayan karta hian unhe aapne seena mein daaba kar nahi karta... ek masum sa baacha ba jata hain ...
muakaan Ladko mein dil dimag dono ek jagha hote hain... vo har ek faisla dil se leta hain...
Tu bhi ek chance de muskan rahul ko...
Muskan. - muskan was having tears...
Ridhima - muskan tu ro mat... Ek chance de... Wiping muskan's tear... hmmm...
muskaan nodded her head... agreeing to ridhima...
ridhima - Chal aab aapne ansun poche aur chal... Sab wait kar rahe honge...
And then both goes to where everyone is present...
Seeing armaan and ridhima coming back arima jumped in their lap and sitt with her mommy... In her mommy's lap
Aayushi
37