(Title Track)
Dil kahin rukta nahi (2)
Chalta hi jaye teri ore,
Dil mere sunta nahi...
Ohhh...Saari fizaon mein hain, meheki hawaon mein hain,
Tera aur mera fasana,
Ohhh..Janoo main bhi yeh, jaane hai tu bhi yeh,
Jaane yeh saara zamana...
Kabhi kam na hongi yeh chahatein,
Pal Pal bade yeh hai mohabbatein..
(Raman Weds Ishita)
Bandh gaye yeh bandhan (2)
Ek hue do dil, saj gaye yeh mehfil
Do alag alag dil ka
Ek samjhota hain
Teesre ke khatir hua hain
Na kahin hai ghum koi
Na kahin khushi koi
Phir bhi yeh rishta bana hai
Banege kisi dil ki rahate...Aisi hai yeh mohabatein
(Raman does Shringar on Ishita/March 17th scene)
Hasane laga sehra (2)
Khilne lagi kaliyan
Ghar angaan galiyan...
Do haseen tan man ka,
Yeh haseen bandhan hain
Jhoom uthi hai ghadiyan suhaani
Yeh kabhi tho hona tha
In dilon ka khona tha...
Ban gayi hai prem kahani...
Dua hai nibhe inki chahatein,
Pal pal bade yeh hai mohabbtein
Holi SequenceYeh katthi meetthi ... takraar hai ya pyaar,
Yeh roottha rootthi, yeh katthi meetthi
Ohh saath saath rehna hai
Roottna manana hain
Yeh kaisi hai ladayi
Ohh ek dor keeche hain
Ek dor baandhi hain
Hoti nahi hain judaayi
Ohh ek duje se hai shikayatein
Phir bhi sang hai yeh hai mohabbatein
(Raman tries to say Thank you to Ishita)
Ek nadi ke dono (2)
Jaise kinaare hain,
Ek nadi ke dono...
Ohh saath saath rehna hai
Roottna manana hain
Yeh kaisi hai ladayi
Ohh ek dor keeche hain
Ek dor baandhi hain
Hoti nahi hain judaayi
Dua hai nibhe inki chahatein,
Pal pal bade yeh hai mohabbtein
(Sad track--pervywalaa)
Aason ka rishta
Aason ka rishta
Aankhon se hota hai
Dil ko bhi hotha hai..
Do alag alag dil ka ek samjhota hai
teesre ke khatir hua hai
na kahi hai gham koi na kahi hai khushi koi
phir bhi yeh rista bana hai
banenge kisi dil ki rahate
aisi yeh hai mohabattien
Raman Designs Necklace For Ishita
Apni apni soch, apni apni chaal
Haal hua behaal, apni apni chaal.
Apni apni raahein hain,
Apni apni manzil hai,
Par hai inhein saath chalna.
Ek dum ulajhna hai,
Ek dum sulajhna hai,
Girna hai gir ke sambhalna.
Pal pal badhe inki nafratein
Uljhi hui hai ye mohabbatein.
DDEJ track
Khushiyon ke kanche jebon mein hai bharein
Phir kyun hum goli ki ghoonj se darein
O jee ley saathiya..
Ho uski chadar mein chalo ab dhundhein
Roshan ho hamari ummidon ki bundey
Hasratey ye saari hatheli mein chunley
Chalo jhil mein ke gaaye jee mein
Zara mushkuraye jee ley
Chuney apani raahein jee ley
Haa jee ley..jee ley
Chalo jhil mein ke gaaye jee mein
Zara mushkuraye jee ley
Chuney apani raahein jee ley
Haa jee ley..jee ley
Edited by Nichuss - 9 years ago