Chapter6
Karan nandani and all leave
Tulsi -mihir ghar kitna suna suna lag raha hai bacho ke bina
Mihir-bhat tu sahi hai bacho ke mina maan nahi lagta hamare bacho ne yeh ghar chod apni alag gi duniya basa li hai
Tulsi -kash vo hadsa nahi hota sab kuch bhee sa gaya hsi
Mihir -har cheej tum nahi sudhar sakti hoo tumhare faisle har baar sahi sabit hai aur aajkal mein dekh raha hoo tum pari se tum kaise bol rahi thi kaise baat kar rahi thi
Tulsi - Mihir tum phir ghum phir kar pari ki baat par aa gaye aur mihir Jo sahi tha vo kiya maine aajkal bas apni sunti hai aur kisi ki nahi pata nahi kaun raste par ja rahi hai ek hamare waqt tha jo maa baap khane vo sach or ya galat aankh band kare ke maan lete the aajkal ke bache har baat par argument karte hai
Mihir -ha tu sahi they are more samjhdar then our generation vo baat ko sahi aur galat khena jante hai they are matured aur tulsi tumhare sahi galat kabhi samaj nahi aaya mujhe
Usa (new York)
Karan goes to office check the files one by one frusted throw files shouts gautam secretary yes sir gautam sir kaha mere cabin mein bhejo
Secretary to gautam sir karan sir wants to talk to you
Gautam goes to Karan's cabin
Gautam comes and told kya hai yeh karan mujhe kyu bulaya hai aaj kaise meri yaad I think you forget me
Karan bakwass band karo or yeh kaha kiya tumne why you invest their mene merting mein kaha tha na is company ke sath deal nahi karni hai but kabhi sun liya karo apni hi maan ki karte ho kitna loss hua hame kahi yeh company na baand karni pade tumhare karan ek tu mujhe itni jaldi mein yaha bapas aana pada otherwise mein kuch samay Aur India mein maa ke sath waqt spend karta but
Gautam- hoo tu tumhare ghar ki mummy ki yaad ha rahi hai ha bhai tumhari maa hai mummy mummy bas kya karti hai vo koi sahi faisle tu lena nahi aata unhe mera tu kabhi support kiya nahi aajtak mayank ko sambhal rahe aage bhi sambhal lege tum aapna socho
Gautam isme maa ki galti nahi thi aur unhone tumhe jane ko kabhi ni kaha tha she understand your takleef but you think ulta always and tum aapne swarth ke liye yaha aayi mujhe galat or khud ko superior dikhane ke liye mein tumhe kabhi bhi mayank ke liye preshan nahi dekha nahi kabhi uska support pyaar karte dekha tum waha rehkar bhi company chala sakte the aur unho jo kiya sahi kiya unhone vo pal dekhe hai tumse dur rehkar aapne bache se dur hona kya hota hai atleast beta tu tumhare sath hai chahe kaisa bhi takleef hsi par sath hai na dard takleef tu tab hoti jab aapna bache apne pass na ho aur aapko kuch pata na ho uski koi khabar na ho yeh ehsas and he goes from their
Gautam stunned damini calls him
Karan comes home apni sadness chupata hai and smile
Karan nandani kya kar rahi ho
Nandani kya karo makhiya (flies)maar rahi hoo bore ho rahi hoo waha thi jab ya aane ka maan kar raha tha yaha par tum sab aapni life mein busy ho gaye tu yaha maan nahi lag raha maa ki India ki yaad aa rahi hai
Karan is tensed but he hides it and said
kaise ho meri nakchadi bandariya
Nandani hears and Karan aaj kaise tumhe yeh purana shabd purane baad sach me feels something tumhe vo pal yaad aaya kya baat thi un dino mein un palo mein kuch yaad aaya mujhde piphe
Karan smiles Both laugh karan feels light
Gautam -kya hua damini kyu bulaya hai mujhe itni hurry mein
Suddenly room se koi jhor se awaz ati hai
Gautam goes in the room
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
1 Comment