Chapter 13
Font:
Text Size:
Theme:
Part 13
bachoon main kho k tau main unh k papa ko bhool hi gaye thi....................or aunty ko tau bilkul hi...................iss pooray time main main nay zyada praference bachoon ko di.....................or bachoon k papa nay aunty ko...............................or aunty sahiba ko tau bachay abh nazar bhi nahin attay thay........................jin ki wajha say woh iss ghar main enter howi thi
iss time main jab sujal nay dekha k bachay theek hain..................or apni mama k saath khush hain.................tau unhoon nay sara time naina ko impress karnay main guzar diya.....................har evening main sujal or naina donon bahir chalay jatay....................or raat ko wapis attay....................or hum teeno....................bus unh ko dekhtay reh jatay....................
jatay howay woh mujhay aisay dekhtay jaisay race jeetay walay baqi players ko dekhtay hain
"khair...........mera bhi naam kashish hai................aisa maza chakhoon gi k yaad karay gi"..........
sham ko sujal k office k anay say pehlay main nay bachoon ko ready kia......phir khud bhi tayar ho k main nay soocha k naina ki tarhan dark-makeup kar loon...........likin khayal aaya k kahin woh darr ja jain.......iss liye main nay natural make-up hi kia
aj hum teeno mission impossible ko possible karnay k liye tayar bethay thay.........humain yeh bhi patah tha k aunty aj harr jain gi
.............or unh ki defeat sure thi................bachoon nay bhi meri itni tareef kar di thi k main misunderstanding main ghir gaye thi.......................k aunty ki daal aj meray samnay nahin galay(pakay) gi
phir jaisay hi horn ki awaz aaye main plan k mutabiq jaldi say bahir aaye..............or bachay bhi meray peechay cheekhtay howay aa rahay thay...................inh k car main say nikalnay say pehlay hum car main thay..............bachay bohut khush thay or woh...............khairan
udher aunty enter howain...................tau is changed situation ko dekh kar ghabra gain
"hello sujal..................hi bachoon kia khal hai?"...........................mujhay tau unhoon nay ignore hi kar diya
"hello aunty".........................bachoon nay bhi waisay hi jawab diya
"sujal app kahin ja rahay hain?"............................woh disappoint lag rahain theen
"woh kia hai na".....................sujal ghabra gaye........................aisi situation say tau na chahtay howay bhi insan ghabra jata hai
"hum papa k saath bahir dinner pay ja rahay hain"...................sameer nay zoor say kaha
"beta...........app k papa tau abhi abhi office say aaye hai....................tired hoon gain na.................thori deer aram tau karnay dain.......................phir dinner tau weekends pay kartay hain na"
aunty say hamara jana dekha nahin ja raha tha...................iss liye advises dena shuroo kar diin...
"app tau daily papa k saath jati hain na"..............sameer kafi badtameezi say bola.................aunty k chehra ka rang hi badal gaya..............usay sameer say aisi umeed nahin thi......
"sameer".......sujal gussay say bolay
"sorry papa............but i m not wrong haan"........................sameer nay ignorant ban k jawab diya
"papa jaldi karain...............i m hungray na"................sunny nay jaldi say kaha
"ok".............sujal nay apnay temper ko control main kar k kaha............."naina.........app bhi humain join karain"
"no papa...................agar aik din aunty dinner apnay ghar kar lain gi tau kuch nahin hoga.".............sameer nay car ka door kholnay say inkar kar diya
"sameer...........itnay badtameez tau app kabhi na thay.................agar main nay thora time app ko na diya tau app iss had tak kharab ho gaye hain"...........woh iss tarhan bolay k mera dil kia k car ka door open kar k bahir nikal jaoon.....................likin iss zalim insan k agay apnay bachoon ko akela bhi tau nahin choor sakti thi..............iss liye unhain bachanay k liye main nay us AGG KI TOOP ka face apni tarah mor diya
"abh agara ik din aunty nahin jain gi.................tau inh ki health nahin kharab ho jaye gi...................bachay agar akelay janay ka keh rahay hain tau iss main kaun si bari baat hai".....................main nay seedhi seedhi baat keh di
sujal nay aik nazar mujhay dekha...............or meray bazoo say pakar kar mujhay bahir nikala....................or ahista say kaha
"tumhain tau main baad main dekhta hoon".........................mera jism kanpnay lag gaya
"sameer................sunny.............bahir niklo............tum logon ko koi senses nahin k kiss say kaisay baat kartay hain".....lacture abhi shuru hi howa tha k aunty nay sujal k bazoo(wrist) pay haath rakha................akhir sara tamasha usi ki wajha say tau ho raha tha
sad tone main bolain............"bas karain sujal.........bachay hain...............accha bura kia janain..............main tau bus inh bachoon k liye aa jati hoon.............bin maa k bachay hain.............janay step mother kiss khal main rakhti hoo...............apnay bachay jaan k khabar lenay aa jati hoon".................kamal ki acting jari thi...................prerna........mille........anjali..... .....parvati.........tulsi.........kashish sab record thor diye....
"oyee.........acting tau koi inh say sekhay................aik mahina ho gaya.............bachoon k baap k siwa kissi ki khabar nahin li.........or aj bachay yaad aa gaye".........main nay socha.............or......main nay jhat say apna baazo sujal k haathon say churwaya........or unh k samnay aa k khari ho gaye
"MIss.NAINA jii..........app janay sujal k samnay itni acting kyoun karti hain...............likin app aik baat jaan lain..........maa..maa hoti hai...................sauteli kabhi nahin hoti..............bhagwan nay aurat ko sirf aik lafz main define kia hai.............woh hai maa...................likin tum jaisay loog kabhi bhi apni khushi k liye kissi ko bhi sautela bana saktay ho...........tum nay sujal ko panay k liye bachoon ko jo bhi kaha tha.............woh woh sab bhula chukay hain..................or jo nafrat tum nay unh k diloon main dali thi woh meri muhabbat say khatam ho chuki hai................tum nay iss rishtay ko kharab kiya hai..............likin yeh bachay meray hain or meray pass hi karhain gai....................or sujal meray pati hain...............tum unhain kabhi nahin hasil kar sakti"................main nay aj apnay dil ki baat keh hi dali
naina ko jab kuch samjh na aya tau boli."dekhain sujal...........app k samnay meray saath kia ho raha hai"
"wah..............lacture bohut accha tha"sujal nay clap ki..............mera dil kia k sujal ko kuch kar doon.........likin himmat na howi...............iss liye jo atta tha wohi kia or apnay kamray main chali gaye....................likin kafi deer ho gaye likin koi bhi room main na aya
thanx 4 ur commenyts
lol
ana

Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
6 Comments