Chapter 9
Font:
Text Size:
Theme:
Part 8
Main nay sab ko khushi say GOOD MORNING wish kia………………likin kissi nay bhi jawab denay ki zaroorat na samjhi……..main kafi deer waahan khari rahi likin kissi nay meri prasence mehsoos na ki…………….sab aik doosray main lagay thay………………..meri ankhoon main ansoo aa gaye……….mera dil doob raha tha………………iss ghar main shadi kar k main ayee thi…………..iss ghar ki dulhan main hoon…………likin mujh say zayada "unh" ki attention us full make-up kit ko mill rahi thi………..or main iss baat say zayada surprise thi k who bhi muskura rahay thay …………………maa main thi……….likin bachay mujh say zayada iss larki k saath khush thya…………….dil kia k table ko ulta doon…..or zoor say poochoon k agar meri koi zaroorat na thi………..koi jagha na thi…………tau phir shadi ka drama karnay ki kia zaroorat thi
Likin sabar kar k wapis apnay room main aa gayee………..main sujal k or bachoon k jitna kareeb janay ki koshish karti………. Who utna hi mujh say door bhagtay………I really feel very tired……………..meray paoon main kantay chubh rahay thay…………meray sabar jawab denay laga tha……….main aksar yeh soochti k main sujal sy poochoon k agar itn hi pyar apni biwi say tha tau meri tarf kyoun nahin dekhtay ……………..likin aunty ko jii bhar k dekha jata hai…………………..unh k atay hi fresh ho jatay hain………………office ki saray thakan khatam ho jati hai…………..jaldi say saray kam chod k inh ki bat sunanay lagtay hain……………..evening inhi k saath betatay hain…………………or main jaltay jaltay sara din kamray main chakar lagati rehti…………….iss baat main woh shama or main unh ka parwana lag rahi thi……………… meri muhabbat unh ko kabool na thi……………mera dil kia k main inh say poochoon k inh aunty k saath waqt guzarnay say sameera ki yaad k saath bewafai na hogi…………….meray saath yeh sab na karoo…………….likin kia aik nazar bhi mujh pay dalna gunah hai
Mama shayad mujhay samjh rahi theen………………..iss liyee meray pass aa kar bethain…………..main leti howi thi…………..mama ko dekh kar beth gayee,,
"kia howa kashish……………….thak gaye kia"…….bohut pyaar say meray bikhray baloon ko sanwara
meri ankhoon main khud ba khud ansoo aa gaye or meray dil main jo bhi tha main nay unh say keh diya
"kashish main nay bohut soch samjh k tumhain pasand kia tha………….iss bikhray ghar ko bananay k liye jiss cheez ki zaroorat thi who mujhay sirf tum main nazar ayee…………….
Warna…………..NAINA….(aunty)…………..tau hamesha iss ghar main atti rehti hai………..or main yeh bhi janti hoon k who sujal ko pasand bhi karti hai……or sujal ki kia marzi hai……….main nahin janti………………….magar naina iss ghar ko nahin sambhal sakti……………….usay sirf sujal or us ki property pyari hai…………bachoon say uska koi vasta nahin……………haan sujal k samnay who bachoon ko sambhalnay ka natak zarooor karti hai………..likin uskay office jatay hi bachoon ki koi parwa nahin karti………….iss ghar ko tumhari zaroorat hai"……mama nay bohut pyar say meray ansoo saaf kiyee
"nahin…………….. kissi ko bhi meri zaroorat nahin………bachay mujhay apni maa samjhnay ko tayar nahin hain"…..main nay shikwa kia
"tum tau bilkul pagal ho kashish………….maa kabhi apnay bachooon ko yeh nahin kehti k main tumhari maa hoon………..woh to bas maa hoti hai……Bachon kay nakhray shikayatein sub sunna aur sunn ker door kerna uss ki duty hoti hai………Sunno kashish jab kabhi kissi bhi wajah say tum apni maa say naraz hoti to kia wo thak kar ghar kay aik konay mein beth jaati thee"
"Nahi…Wo mujhay manati thee…………..Pyar bhari baaton say manati thee" Kashish nay ahista say kaha
"Kia wo tumharay gussay per gussa hoti thee" Mama nay pyar say poocha…
"Nahi wo muskura kar bhool jaati thee jaisay kuch howa hi nahin"………woh ruk kar boli………
"tau issi tarhan tum bhi unh bachoon ki maa ho………….woh tum say zayada door nahin reh saktay……………sujal tumhara hai…………….marnay waloon k saath koi nahin marta……….at last usay iss baat ka ehsaas ho jaye ga………………dil main unh yadoon ko sambhal saktay hain…………..likin dil main unh yadoon ka kisi ko ehsaas nahin dilana chahyee……….agar tum yeh sooochti hoo k sujal par sirf sameera ka huq hai ……………tau naina ki jagha kahan say nikli"………..mama explain kartay howay muskurian jiss wajha say main bhi muskura dii
"woh tumharay wajood ko ignore nahin kar sakta……………..bus apni presence ka usay ehsaas dilaoo"…………mama nay ahista say haath dabaya..or muskuratay howay chali gain
woh meray liye hazaroon darwazay khool gain theen…………….
next: aunty ka jadoo chaye chayeee
this part is dedicated to all of u
lol
ana

Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
12 Comments