Chapter 30

JaViA Thumbnail

Javeria

@JaViA

Font:
Text Size:
Theme:
Phir Sujal aur Kashish ghar chalay jaatay hain ...
Kashish Veena se baat ker rahi hoti hai aur Sujal Rishi se
Kashish : mama mom kyun nahin aayeeen????
Veena : woh unhein Nandini ki ik friend k ghar jaan tha
Kashish : Oh acha!!!!
Veena : tum donon frseh ho jao mein khana lagati hooon !!
Sujal : theek hai mama
Sujal aru Kashish upper jaatay hain
Sujal : tumne mama se baat ki ?
Kashish : kaunsi baat????
Sujal : aray Karan aur Nandini ki shaadi ki baat
Kashish : Oh mein to bilkul hi bhool gayi
Sujal : bhulakkar kabhi tu koi kaam theek tareeqay se ker liye kero
Kashish : acha mein abhi baat ker k aa jaati hooon
Sujal : nahin nahin abhi mat jaana ..
Kashish : Kyun????
Sujal : bas ab jab Tulsi mom bhi ghar aayein gi tab hi baat kerein gay
Kashish : theek hai !!!
Sujal : waisay us din k liyeh I Am realllyyyy veryyyy sorry!!!!mein kuch zyada hi
zor se bol gaya tha
Kashish : meine bura nahin manaa hai...waisay ager mere kehnay se tumhein
tassalli milti hai tu ...Its Okay!!!
Sujal : Thanx tumne mujhay maaf ker diya
Kashish : acha ab fresh ho jao mama intezaar ker rahi hongi ..
Sujal : haan mein abhi aata hoon fresh ho ker!!!
Kashish : waisay ik baat kahoon ..
Sujal : haan kaho ..
Kashish : tum sorry kehtay huay bauhat hi zyada cute lagtay ho..
Sujal : Thanx
Kashish : No problem!!!
aur Kashish phir washroom k ander jaa rahi hoti hai k Sujal us ka haanth
pakar leta hai
Sujal : Aur Kashish tum mujhay hamesha hi bauhat bauhat khubsoorat lagtii hoo
..aur sahi baat tu yeh hai k aaj woh plane mein main us aadmi se bauhat jealous tha mera ji ker raha tha k mein uthoon aur us k moon per ik zor daar thapar maaroon
lekin tab hi woh mere pass aaa gaya aur us ne mujhay aagay jaaanay ko kaha ...
Kashish : waisay us ko meine hi bheja tha ....kyunki woh larki mujhay bilkul bhi nahin achi lag rahi thi ....aur
yeh baat kehtay kehtay Sujal aur Kashish donon ik doosray k halkay halkay kareeb aa rahe hotay hain aur phir finally bauhat kareeb aa jatay hain
aur phir dono ik doosray ko zabardast hug kertay hain
tab hi peechay se Rishi ata hai
Rishi : Suujal bhaiya woh aap.........( pehlay us ne nahin dekha hota k ander kya ho raha hai lekin jab woh dekhta hai tu ik dum chup ho jaata hai
Rishii : ik tu logon ko kamra band kernay taq ki bhi fursat nahin hai......Honeymoon se abhi abhi aayein hain aur tab bhi lagay huay hain
Sujal : Rishi !! tum is waqt yahan
Rishi : haan ji mama ne bheja hai aap ko bulanay k liyeh ...lekin ab mein unse kehta hoon k woh busy hain ...right???
Sujal : Rishi ager tumne kuch kaha na tu phir majbooran mujhay Sneha wali baat bhi mama ko batani hi pare gi...
Rishi : hain ...kya ??? acha acha mein mama se kehta hoon k aap bas aa rahe hain
Sujal : thats like my brother
Rishi neechay chala jaata hai
Kashish : dekha Sujal aaj pakray gaye na hum donon
Sujal : is mein pakray jaanay ki kya baat hai after all hum donon ki shadi hui hai
Kashish : haan kher yeh bhi hai !!!
phir donon hanstay hain   Big smile Big smile Big smile

*sorry yaar mein bara nahin likh payi ..time nahin mila ...Farah ab assignment bananay ki baari meri ...eheheh aur haan Nikhat woh pics ik bauhat achi larki ki hai Embarrassed ehehhe aur Madiha yeh aaj meine time nikala hai tumharay liyeh aur aap sab k liyeh ...Kal chutti hai kal bara likhoon gi ...okay??* Tongue

Your reaction

Nice Nice
Awesome Awesome
Loved Loved
Lol LOL
Omg OMG
cry Cry

2 Comments

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".