Chapter 25
Font:
Text Size:
Theme:
Kashish : batao kya kaam hai??
Sujal : kya matlab ...
Kashish : bina matlab tu tum mujhay bulatay nahin ho
Sujal : hmmmm...acha tu jab aa hi gayi ho tu can I have one kiss plzzz??
Kashish : Sujal !!! nahin
Sujal : plz plz plz
Kashish : nahin nahin nahin ...tumhein chahiyeh k tum meri packing mein mada kero aur tum ho k kiss maang rahe ho
Sujal : okay baba!!!
Sujal phir Kashish k saath packing kerta hai
Kashish : haaa!!! thank God saara kaam ho gaya
Sujal : haan saara kaam ho gaya...Kashish ab tum thaq gayi hogi ...jao tum let jao
Kashish : aur tum!!! tumne bhi tu itna kaam kya hai
Sujal : haan kya hai lekin tumse zyada nahin tum tu subah se lagi hui ho..
Kashish : haan yeh tu hai lekin tum bhi tu subah office gaye the us k baad thaq gaye ho gay
Sujal : aray office tu mein rozana jaata hoon aur waisay bhi meri tabiyat kharab nahin hai Madam
Kashish : acha baba tum jeetay mein haari
Sujal : pyaar mein haar jeet nahin ho ti
Kashish : Sujal !!! tum bhi
Sujal : oh !! mein kaisay bhool gaya??
Kashish : kya bhool gaye
Sujal : ik minute ruko
Sujal room mein jaata hai aur Kashish ki dawaiyaan le ker aata hai
Sujal : Kashish yeh lo apni dawaiyaan khaao
Kashish : Sujal ab mein sahi hooon ab mujhay in dawaiyon ki zaroorat nahin hai
Sujal : Kashish chup chaap kha lo!!!
Kashish bekaar se moon bana ker atlast dawaiyaan kha hi leti hai
Sujal : acha bas ab tum let jao ..mein thori der mein aa ta hoon mujhay office ka kuch kaam kerna ...
Kashish : Theek hai
Kashish bed per jaa ker let jaati hai
Phir kaafi der baad Kashish ki aankh khulti hai tu woh dekhti hai k Sujal abhi taq nahin soya...
Kashish jaa ker lounge mein dekhti hai tu woh wahan kaam ker raha hota hai
Kashish : Sujal !! tum abhi atq soye nahin
Sujal : aray!!! Kashish tum uth kyun gayii ...jao so jao ..mein bhi bas aa raha hoon
Kashish : nahin ab mein tumharay baghair nahin jaoongi..pehlay tum jaoo..tumne ik ghantay pehlay kaha tha k mein bas aa raha hoon aur abhi taq kaam ker rahe the..
Sujal : acha acha mein jaa raha hoon!!!
Sujal Kashish k saath jaata hai aur phir let jaaata hai
Sujal : Kashish mein kya keroon mujhay neend nahin aa rahi aur kal humein jaana bhi hai
Kashish : haan neend tu mujhay bhi nahin aa rahi
Sujal : chalo ice cream khaatay hain
Kashish : demaagh tu sahi hai abhi aaanchoo anchoo ker rahe the aur ab ice cream khaayein gay
Sujal : aray kuch nahin ho ga!! tum chalo tu
Kashish : okay as u wish
Kashish aur Sujal itnee raat mein ice cream khanay jaatay hain
Phir kha ker wapis aa jatay hain .....aur phir so bhi jaatay hain
Kashish : Sujal uth jao subha hi gai
Sujal : haan subah ho gai itnee jaldi
Kashish : itnee der mein so gay tu sabah jaldi hi lagay gi..ab jaldi kero warna flite miss ho jaaye gi
Sujal uth ta hai aur tayar ho ta hai
*yaar bas aaj aakhri din shaadi mein jaana hai ...kalse thoray bare part likhoon gi*

Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
5 Comments