Chapter 11
Font:
Text Size:
Theme:
Kher phir Gunn bottle spin kerti hai aur sab se pehlay bottle Varun per rukti hai
Gunn : hmm tu Varun aap se sawal yeh hai k hmmmmm aap sab se zyada kisse chahitay hain ??? apnay dad ko yeah apni mom ko
Varun : nahin yeh sawal nahin plzzz kuch aur poocho
Gunn : nahin tum isi sawaal ka jawab do
Varun : hmm ok waisay bhi abhi mom dad yahan nahin hia tu mujhay dad zyada achay lagtay hain
Nandini : mama Varun aap ko pasand nahin kerta
Varun Nandini k moon per haath rakhta hai
aur sab muskura rahe hotay hain
kher bottle phir spin kertay hain aur is dafa bottle khud Gunn per rukti hai
Sujal : mein sawaal poochoon ga
Gunn : theek hai!!
Sujal : hmm tum Krishna ko pasand kerti ho ya nahin
Gunn : yeh kaisa sawaal hua ..
Sujal : sawaal tu sawaal hai aur tumhein jawab dena hai honestly
Gunn : haan mein Krishna ko pasand kerti hoon
aur phir jo hooting hoti hai Krishna wahan se chala jaata hai sharmatay huay
Phir bottle ghuma tay hain aur phir bottle Mehak per rukti hai
Kashish : ab mein sawaal poochon gi
Mehak : haan poochlein lekin aa saan pochiyeh ga
Kashish : hmmm ok!!! tum batao mein zyada achi hoon ya Sujal???
Mehak : hmmm woh
Sujal : haan haan bolo .....aaj tumhein kisi aik ko chunna ho ga(mazaq k mood mein bolta hai)
Mehak : aray aap log mujhay confuse ker rahe ho....
Kashish : nahin nahi tum aaraam se jawab do lekin jaldi..
Mehak : aap donon ik hi tu hain mein Kashish ko acha kahoon ya Sujal ko ik hi baat hogi ...right ???
Sujal : right !!!
Kashish : wah tum tu itnay aasaani se chut gayi
Mehak : dekh lein
phir sab hanstay hain
kher phir bottle spin ho ker Kashish ki taraf rukti hai
Mehak : ab mein in se sawaal poochon gi..
Kashish : haan haan poocho ...
Mehak : okay!!! aap batyein k aap ko kya lagta hai k Sujal aap se kitna pyaar kerta hai???
Kashish : yeh tu bauhat hi easy sawaal hai Sujal mujhse itna pyaar kertaa hai k shayad hi is duniya mein kisi ne kisi se itna pyaaar kya ho ga....aur yeh meri khush naseebi hai k mujhay Sujal jaisa jeevan saathi mila age Sujal na hota tu Kashish tu mar hi jaati lekin ik baat mein Sujal ko batana chahiti hoon k jitna pyaar woh mujhse kerta hai mein bhi us se utna hi pyaar kerti hoon shayad usse bhi zyada...!!!!
sab bauht clapping aur hooting kertay hain..
phir bottle Karan per rukti hai
Sneha : ok Karan bhaiya mera sawaal yeh hai k aap sab se zyada nafrat kisse kertay hain
Nandini samajhti hai k Karan us ka naam le ga aur woh neechay dekhnay lag jaati hai Karan continously usse note ker raha hota hai
Karan : abhi taq tu mein kisi se bhi nafrat nahin kerta
Nandini khush ho jaati hai
phir bottle Nandini per rukti hai
Rishi : hmm Nandini tumhara sab se acha dost kaun hai male
Nandini : mera sab se acha dost hai Karan!!!
Karan shock ho jaata hai lekin khush bhi bauhat hota hai
Nandini : hum donon lertay zaroor hain lekin hum hi ik doosray k best friends hain right Karan ???
Karan : right!!!
phir finally bottle Sujal per rukti hai
Gunn : aap se mein sawaal poochoon gi
Sujal : haan poocho
Gunn : hmmmm aap nay us larkay ko kyun maaara jis se galti se Kashish bhabhi ko ball lagi thi ..... us ne koi jaan boojh ker tu nahin maari thi
Sujal : jis Kashish ki aankhon mein main ik aansoo bhi nahin dekh sakhta us Kashish ko dard mein dekhna mere bas mein nahin hai is liyeh meine usse thappar maar diya
mein kisi bhi qeemat mein Kashish ko dard mein nahin dekh sakhta
Kashish ki aankhon se aansooo tapakna shru ho jaatay hain
aur phir Sujal usse hug kerta hai aur phir sab hooting kertay hain
thori hi der mein veena aur Tulsi sab ko khanay k liyeh bula leti hain aur sab khana khnay chalay jaatay hain......................

Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
2 Comments