Chapter 19
Part-19
Kashish Archi ko leke andar jati hai..........
Kashish: Archi ise apna hi ghar samjna ..........Kabhi kisi bhi chiz ki zaroorat pade to muje bejijak batana........
Archi: Yeh ghar to mera hi hai.........apne ghar me paraye kyun rahe......
Kashish: main tumhari baat ko samji nahin........
Archi: kuch nahin............tum nahi samaj paoogi..................Main apne kamre me hoon..........kuch kaam hoto batana.........
Kashish: jee.........
Archi waha se chali jati hai lekin kashish kuch parshan hojati hai.........jab Veena aati hai...
Veena: kya hua.........kya tumhe Archi ka aana pasand nahi.........
Kashish: aisi baat nahin hai Buaji..........woh bas kuch ajeeb sa darr lagta hai jab bhi uski aankhon me dekhti hoon to.............pata nahin.......jo kehti hai woh uske dil me nahi.......
Veena: kya ulji ulji baatein kar rahi ho............
Kashish: kuch nahin............muje jo laga woh maine aapko bataya..........
Veena: tu to aise hi choti choti baatoin ko leke pareshan hojati hai.......yeh bata aaj Sujal itna kyun khush lag raha hai.......
Kashish: woh buaji...........aap ke jane ke baad bahot kuch hua ............pehle mera accident phir factory me aag............
Veena(
shouted): itna sabkuch hogaya aur tumne muje batna zaroori nahi samja.........kya yeh tumhari jimedari nahin.........Kashish: muje apni jimedari nibhana aati hai........meri pehli jimedari sujal ka saath dena hai........aur usni muje mana kiya tha aap ko batane se...........agar mujse galti ho gayi ho to muje maff kardena..........
Veena: mafi mangne ki koi baat nahi......kyunki jo tumne kiya woh bilkul sahi hai...........lekin ek baat to bata tere chehre pe yeh chamak kaisi..........
Kashish (
sharmake): Maine aap ki baat maan li...........aaj hamare ristey me sabkuch hai.........Veena: pehli bar dekh rahi hoon.........bahot hi pyari lag rahi ho sharmate huye............main bahot bahot khush hoon.......shayad meri prarthna bhagwan ne sun li............ab jaldi se tum do se teen ho jao.....
Kashish
(sharmake Veena ke gale lagkar): Kya buaji aap bhi..........Veena: main to sirf aap logo ko khush dekhna chahti hoon............
Sujal; Kashish...........kashish.........
Veena: ja.......bula raha hai.........
Kashish noddes her head and runs to his room.........
Kashish: kya hai.......kyun chila rahe ho.......
Sujal: ple kashish.........tum typical biwi ki tarah mujse baat mat karo.......
Kashish: kyun maine kya kaha...........tum to aisi baat kar rahe ho jaise tumhe bahot kuch pata hai.........
Sujal: kya tumhe nahi pata........meri kitni bar shaadi huyi hai....roshni........prerna.........saaya..........aur......
Kashish
(pulls his collar) ; kya.........Sujal: haa............tumhe nahi pata..........meri jeevan ki roshni bhi tum...........prerna bhi tum ........mera saaya bhi tum...............meri zindagi bhi tum.............mera pyaar bhi......
Kashish (
hits him): sujal tum bhi.......Sujal: (
holds her hand tight) kya main.......Kashish (
sharmake apni palke zukakar): woh.........woh sujal.....Sujal: Woh kay kashish..........
Kashish: bahot bure ho...........
Sujal: lekin kal to tum keh rahi thi ki main bahot achcha hoon...........aaj ek din me maine kya kiya ki main bura ho gaya...........zara main bhi to sunu...........
Kashish: Muje itna pyaar karne ki saza hai......
Sujal: agar itne se yeh saza hai to lagta hai kal subah to tum muje sheitaan ka naam dogi.........
Kashish: Shaitaan aur tum..........woh kyun....
Sujal: woh to tumhe aaj raat ke baad hi pata chalega........
Kashish: Sujal aap bhi naa....
Sujal: kya.....
Sujal Kashish ko apne gale se laga deta hai taki kashish ko aur sharminda na hona pade..........
Kashish (
looks up): ab main khana lagati hoon.............tum jaldi se neeche aajana.........Sujal
(puts his hand on her cheek): thik hai.......Sab log dinner kar rahe the..........
Veena: aaj khana bahot hi achcha bana hai.........khas karke yeh daal..........
Archi: Sujal tumhe to yeh daal aur leni chahiye..........tumhari manpasand daal hai........
Sujal: nahin main thik hoon.....
Kashish: tumhe bahot kuch pata hai......sujal ki chizo ka.
Archi: bachpan se janti hoon .............shayad tumse bhi jyada.......
Kashish: kya....
Archi: Tum sujal ko kuch saal se janti hogi..........main sujal ko 23 saal se janti hoon...........is nate sujal pe mera jyada hakk banta hai..........
Kashish: hakk kitne saal rehne se nahi...........kya rista hai usse tai hota hai.............tum itne saal bad bhi dost hi rahogi aur main uski patni...........ab tum hi batao kaun kisko achchi tarah se janta hai..........muje to lagta hai ki tum khud apne aap ko nahi janti.......
Archi: sujal.......lagta hai kashish apni had bhul rahi hai.......
Kashish: nahi sujal tum kuch nahin bologe......aur rahi baat had bandhne ki to main is ghar ki malkin hoon aur tum is ghar ki mehman............
Veena: ab kashish nahi tum bologi aur archi tum bhi......
Kashish: main sach bolti hoon aur hamesha bolungi.............aur main kabhi chup nahin reh sakti jab bat mere hakk ki aati hai...........aur Sujal pe sabse jyada hakk mera hai................
Kashish yeh kehke khana chod ke apne room me chali jati hai.........
Sujal: main Kashish ko bulake aata hoon.......
Sujal kashish ko bulane apne kamre me jata hai.........
Kashish Khidaki ke pass khadi hoke ro rahi hoti hai jab sujal aata hai.........
Sujal: Kashish yeh kya bachpana hai..........koi aise baat karta hai........
Kashish sujal ki aur dekhti hai jiski aankhon se aanshu beh rahe the............
Sujal: Kashish tum itni choti baat ko lekar ro rahi ho...........
Kashish: tum ise itni choti baat keh rahe ho..............lekin ek patni ke liye bahot badi baat hai.............shayad tum kabhi nahi samaj paoge.............agar usne aisa kaha agli bar to main chup nahi rahugi............mere hakk ko chinnewali woh kaun hoti hai........tumne uski aankhon ko dekha............kitni chalaki thi usme.................
Sujal: tum kaise ek hi din me kisi ko pehchan sakti ho................kuch din uske saath raho phir tai karo......
Kashish: nahin sujal..........kisi ko janne ke liye ek nazar hi kafi hai aur main janti hoon ki iske dil me kya hai.........
Sujal: uske dil me jo ho ...........lekin philhal tum khana khaogi.........
Kashish: muje bhukh nahi hai........
Sujal: lekin muje hai................raghukaka..........raghukaka............. .
Raghukaka: jee chote malik..........aapne bulaya.............
Sujal: kaka.............aap khana yaha laiye............
Raghukaka:jee................
Raghukaka aake ek plate khana dejate hai..........Sujal aur Kashish dono ekdusre ko khana khilate hai aur phir dono so jate hai..........
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
8 Comments