Chapter 33
Part-33
Ab raat ke gayarah baje Kashish aur Anjali ghar aate hai lekin sab log apne apne kamre me ja chuke the...........Kashish jab kamre me aati hai to pure kamre me sirf andhera hota hai.....sari khidkiyaan khuli hoti hai jisme se tez hawa andar aa rahi hoti hai.........pure kamre me sirf chand ki chandni ki roshni feli huyi hoti hai...........Kashish idhar udhar dekhti hai lekin Sujal bed side ke table pe padi Kashish ki tasvir ke samne betha hota hai..............Kashish ko kuch samaj me anhi aata ki kya kahe...........jab woh khidki ko dekhti hai jaha se tez thandi hawa beh rahi hoti hai.............
Kashish: yeh khidki kisne khuli rakh di........kitni thandi hawa beh rahi hai.............
Kashish ki aawaz se Sujal Kashish ki aur dekhta hai jo khidki bandh karne ki koshish kar rahi thi..........Sujal piche se aake khidki bandh karne ki koshish karta hai lekin Sujal ke haath ke neeche Kashish ka haath hota hai................Sujal dheere se khidki bandh kar deta hai...........jab Kashish dheere se Sujal ki aur mudti hai..........Sujal ki aankhein me aanshu hote hai jo Kashish ke liye ab dard ban rahe the...........
Kashish: Sujal tum........
Sujal: shhhhhhh.................kuch nahi..............
Kashish: lekin tumhari aankhin me aanshu.......kyun Sujal..........
Sujal; aaj pehli bar tumse judaai ka darr laga..........pata nahi lekin muje laga ki tum mujse durr ho rahi ho.........
Kashish: nahi Sujal main juda hokar bhi kabhi tumhare dil se tumhari zindagi se juda nahi ho sakti.............
Sujal: tum mujse vaada karo ki tum muje kabhi akela nahi chodogi............karo vaada mujse........
Sujal Kashish ka haath haath me leta hai.......
Kashish: aahhhhh..........
Sujal: kya hua..........
Kashish: kuch nahi.....
Sujal: dikhao to sahi kya hua..........
Sujal Kashish ka haath dekhta hai jaha pe uski ek chudi ki tutne se kuch khoon nikla hua hota hai............Sujal Kashish ki aur dekhta hai .........
Sujal; main first aid leke aata hoon..........
Sujal janewala hota hai lekin Kashish uska hath pakadti hai.......
Kashish; uski koi zaroorat nahi...............
Kashish yeh kehke Sujal ki aankhoin me dekh ke ek ek choodi nikalne lagti hai..........aur phir apna khali haath Sujal ki aur karti hai.......................Sujal Kashish ke zakham ko chumta hai...........jab Kashish sharmake waha se jane lagti hai lekin Sujal uska haath nahi chodta...........Kashish wahi ki wahi ruk jati hai..........Sujal piche se aake Kashish ke bal ko side pe karke he kisses her neck and then to her ear..........he took of her earrings .........and made Kashish to watch into his eyes......but she was so shy to look up...........Sujal moved her hair from her face and kissed her forehead to cheeks.........he was coming closer to her but she was taking tiny steps backward...........jab achanak se Sujal Kashish ko apni aur khichta hai.........he is holding her from her waist her eys are closed...........sujal smiles little bit........jab sujal ke hoth kashish ke hoth ko chute hai..............it was the first time they ever kissed so it was full of passion and romance...........jab Kashish ko ehsaas hota hai aur woh sujal se durr ho jati hai lekin Sujal Kashish ke pass aake use apni baahoin me uthake bed ki aur le jata hai........................and we see the curtains r flying................
*****************************************************************************
ab dekhte hai ki agli subaah kya hota hai................khadi me subaah ke che baje huye hote hai jab Sujal apni aankh kholke pass dekhta hai to Kashish waha nahi hoti.........sujal bed pe betha hoke dekhta hai to Kashish apne aapko white bedsheet me cover karke ugte huye suraj ko dekh rahi hoti hai..........suraj ki roshni me kashish ke chehro se behte aanshu sone ki tarah chamak rahe hote hai...........Kashish ke aanshu dekh ke Sujal foran Kashish ke pass aata hai................
Sujal; Kashish tum ro kyun rahi ho........
Kashish: kal raat hamare beech me............
Sujal; haa kal raat jo kuch bhi hua usme hum dono ki marji thi...........
Kashish: Lekin yeh .........
Sujal; yeh kya hai..........
Kashish: Sujal tumhe aaj ka din yaad nahi.........aaj ke din hamari yeh shaadi puri ho rahi hai is contract ke mutabi.................lekin Sujal .....
Sujal: lekin kya...........
Kashish: lekin main ab tumse durr nahi ho sakti.......main is ghar ko chod ke kahi nahi jaungi.........
Sujal; Kashish tumhe jana to hoga is gahr ko chod ke...........
Kashish: Sujal aisa mat kaho..........main kaha jaungi.......aur ab to..........
Sujal; ab to kya.........
Kashish: ab jab hamare beech koi deewar nahi rahi tum muje jane ki baat kar rahe ho..........
Sujal; tum muje batao aisi kaun si waje se hai jo tumhe yaha roke rakhi hai...........batao Kashish tum mere saath kyun rehna chahti ho.....
Kashish: kyunki main tumse pyaar karti hoon.........kal jo hua woh hamari galti nahi balke hamara pyar tha ..............aur ab main tumhare bigar nahi reh sakti............Sujal ple muje samaje ki koshish karo.........tum mujse aise kaise..................Sujal ple.........muje yaha se jane ko mat kaho main nahi reh paungi tumhare bigar..............
Kashish roke Sujal ke saamne tut ke zameen pe bethne wali thi jab Sujal use phir se khadi karta hai..........
Sujal; agar tum aise hi roti rahogi to hum Mama ko dadi kab banayenge...............
Kashish: Sujal..........
Sujal; haa Kashish..........tum bhi na pagal ho..........apne liye pyaar nahi dekh payi meri aankhoin me.......................main bhi to tumse bahot pyaar karta hoon..............
Kashish: to phir muje ghar chodke jane ki baat kyun............
Sujal; kyunki...............main apni wife ke saath wapas New Zealand apne offical honeymoon ke liye ja raha hoon..........
Kashish: tum bhi na...........bahot maza aata hai satane me............
Kashish Sujal ko marne lagti hai...............lekin Sujal Kashish ka haath pakad leta hai.........
Sujal; yeh kya kar rahi ho...........apne pyaar pe haath..........kashish yeh achchi baat nahi.........
Kashish: to tum ......tum muje sata kyun rahe the...........
Sujal; main to jo chahe kar sakta hoon aur tum chaho tab bhi kuch nahi kar sakti..........
Kashish: achcha aur aisa aap kya kar sakte hai...........
Sujal; waise kal raat to tumne mera pyaar dekh hi liya hoga lekin abhi tum chaho to.........
Sujal Kashish ke pass aake uski woh bedsheet ko dheere se khichne lagta hai.......
Kashish: Sujal kaya kar rahe ho.............
Sujal; ab tumhi ne kaha ki main shararati hoon to tumhe apni shararat bata raha hoon...........
Kashish: chodo..........sujal maine kaha chodo.....
Sujal; nahi chodunga to kya kar logi...........
Kashish: to main na..........main yaha se bhag jaungi.........
Kashish pushed him and runs aways but sujal was chasing after her...............when Sujal pulled kashish and they both fell on the bed..........Sujal was contionusly staring at her..............
Kashish: ab aise kya dekh rahe ho................
Sujal: nahi dekh raha hoon jis ladki se main duniya ki sabse jyada nafrat karta tha aaj ussi se duniya me khud se jyada pyaar karta hoon...............
Kashish: haa kitna ajeeb hai.........jab hamari shaadi huyi tab hum ek dusre ke saath ek pal bhi nahi rehna chahte the aur ab dekho ek pal bhi ek dusre ki bigar hum nahi reh sakte...............
Sujal; yeh sab tumhare pyaar ka natija hai........
Kashish: nahi yeh tumhara pyaar hai........
Sujal: Kaha na tumhara hai..........
Kashish: maine bhi kaha na ki tumhara hai............
Sujal; ab ladna bandh karo aur muje jaldi se meri morning kiss de do.......
Kashish: morning kiss..........
Sujal; haa aaj se schedule me do list aur tum add kar lo..............raat ko sone se pehle goodnight kiss aur subaah hone ke bad goodmorning kiss..........kitna aasan hai............
Kashish: yeh hoga aasan tumhare liye..........mere liye nahi........
Sujal; achcha to main tumhe sikhata hoon.........
Kashish: muje kuch nahi shikhna.........tum hato aur muje jane do...........
Sujal; abhi to keh rahi thi ki tum mujse ek pal bhi durr nahi reh sakti to......
Kashish: main shower ki baat kar rahi hoon.........
Sujal; to main bhi saath me chalta hoon.........
Kashish: koi zaroorat nahi............ab tumhe aaj raat se pehle kuch nahi mil sakta..............
Sujal; challenge hai yeh........
Kashish: haa............ab tum jo chahe kar lo main tumhe morning kiss nahi denewali matlab nahi denewali.......ab hato..........
Kashish Sujal ko dhaka marke nahane chali jati hai...................
*****************************************************************************
ab Kashish nahake dekhti hai to woh apne kapde lana hi bhul gayi hoti hai...........
Kashish: ab kya karoon............aise hi kaise bahar jau...........i mean Sujal bahar hi hai..............to kya hua kal raat ke bad ab tumhe aise bahar nikalte sharam aa rahi hai..........nahi Kashish u can do it..........
Kashish comes out wearing her bath robe.........which is really short kind of...............Kashish comes out and sujal was just staring at her...........Kashish sujal ko ignore karke apni almari ke pass jane lagti hai lekin Sujal moke ka faida leke almari ki beech me khada reh jata hai........
Kashish: sujal kya hai.........muje tang mat karo....muje mere kapde chahiye.........
Sujal; kapdo ki kya zaroorat hai tum aise hi bahot achchi lagti ho........
Kashish: mazak mat karo............dekho muje neeche bahot kaam hai..........
Sujal; lekin tumhara pehla kaam meri morning kiss hai................
Kashish: meri kapde.........
Sujal; meri kiss.......
Kashish: mere kapde......
Sujal; meri kiss..........
Kashish: uffo.......to ab tum nahi manonge.......
Sujal; aaj tak kabhi mana hoon to ab.............
Kashish: thik hai apni aankhein bandh karo main deti hoon..........
Sujal: ab Kashish kal ke bad bhi tum mujse sharma rahi ho to..........
Kashish: sujal tumhe chahiye ki nahi............
Sujal: ok fine......lo karli maine apni aankehin bandh.............
Kashish moves closer to Sujal to give quick pack on his lips but it turned out to be long passionate one...........Kashish was trying to move back but sujal wasnt allowing her to.........when his hands move to her robe belt............lekin Kashish holds her hand and backs off.......
Kashsih: aakhir tum ladko bhi na..........mangte thoda aur lete ho bada...............maine sirf baat yaha tak ki thi to tum to......
Sujal: woh kya hai na ab tumhe dekh ke control nahi hota.........
Kashish: to control karna sikh lo.............
Sujal; tum sikha do na....
Kashish: abhi sikhati hoon..........
Kashish dheere dheere Sujal ki aur aage badhti hai aur Sujal ko aise hi dhaka marke alamari khol ke apne kapde leke washroom me chali jati hai............
*****************************************************************************
thodi dair bad jab Kashish kapde badal ke bahar aati hai to Sujal ke haath me woh contract papers hote hai........
Kashish: ab iska......
Sujal: ab yeh hamare kis kaam ka.......ise to fad ke fek dete hai....
Kashish: sahi keh rahi ho...........main hi ise fad deti hoon........
Sujal: yeh lo........jaise tumhari marji......
Kashish use puri tarah se fad deti hai......
Sujal: ab khush.....
Kashsih: bahot..............
Sujal; ab zindagi kitni achchi lagti hai na.......
kashsih: haa ab koi tension nahi.......pata hai isi contract ki waje se maine apne aap ko tumhare kareeb aane se rok ke rakha tha lekin ab koi darr nahi................
Sujal: haa sahi kaha...........ab to hum sahi mayne me pati patni ho gaye............
Kashish: i love u sujal........
yeh kehte hi Kashish sujal ke gale lag gayi......
Kashish: aise kyun dekh rahe ho........
Sujal: ab gale lagte tumhe sharam nahi aati......
Kashish: muje kyun aayegi............tum mere pati ho.........
Sujal: hum kuch kare to galat aur tum kuch karo to sahi.........
Kashish: haa aisa hi........aur aage bhi jaisa main kahungi waisa hi hoga......warna....
Sujal: warna kya.....
kashish: warna kuch nahi......tum us sofe pe jake songe.......akele........
Sujal: nahi nahi isse achcha hai ki main..........i mean kisi ne sahi kaha ki aakhir shaadi ke bad sab joru ke gulam ban jate hai.........aaj mera bhi numbar lag gaya,...........
kashish: ab itna hi hai to main chali jati hoon.......
Sujal: nahi main to mazak kar raha tha............kya main apni kashish ke bigar reh sakta hoon............kabhi nahi........i love u too......
Kashish: i love u
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
6 Comments