Chapter 50
A week passes by kripa showing angad hostility for him by avoiding him. As she said she was coming late. Being a spoiled brat or biwi… well no one cud figure out that ho was rite there and who was wrong. A judge for their decision was back of course dai ma. Who was like taking a flower of smile in the barren land of sorrows.
DM: kripa beti.
kripa who was more like a statue in her room just moved her pupils towards the door and sees dai ma entering. She just felt like she will pour out her feeling in the front of her. Dai ma was the only one who knows her spoiled married life. But as she wants to speak her feat were not having power to run. Was it fear of angad or care for angad?
DM: tum ne sahi kaha tha meri beti bach gayee dactoron (doctors) ne to jawab de diya tha aur phir aisa laga ke ek pari ne apna saara jadoo de kar meri bachi ko bacha liya. Puray do din ke Intezaar ke baad us ki ankh kuli. Who apni bemaari se hamesha ke liye aazaad ho gayee. Who takleef, who dard jaise kissi aur ne apne aap se seene mein daba diya ho mujhe aaj laga ke meri prathna se zyaada teri dua rang laayee.
K: kissi ko khushi mili to kissi ko gham.
Dm: beta kia hua.
K: aisi baat ho gayee chupa nahi sakti bata bhi nahi sakti
DM: angad …
K: naam mat lejeiye uska
DM: ladayee hui kia.
K: angad ne meray saath…………..
She tells her the entire story. Dai ma was nodding no in disbelief. But kripa's every thing was still except her lips. Which were ajar while speaking. Like if she cud speak widout moving them so she wud also make them still. Her eyebrows were nor raised nor bent. This time pupil were also stuck on a place.
K: usne mera…..
DM: bas tumhein Koi Ghalat femi.
K: mein ne agar sunna hota to Ghalat femi ho sakti thi. Main ne gagar dekha hota to bhi maan leti main Ghalat hoon, mera nazaria Ghalat hai par….. main ne jo mehsoos kia…. Woh darr wo dard who raat jis mein main ne apna abhimaan hi nahi balke kissi ko dil dene ke himmat kissi se pyaar karne ka Ehsaas bhi kho dia…. Ya angad ne mujhse woh sab cheen liya.
DM: angad ne tumhein yahan rok ke rakha hai to main yahan se tumhein bahar jane…….
K: main usse toote hue dekhna chahti hoon.
DM: Kyonki tum janti ho e tumhara gham usse tod dega.
K: main nahi janti ke who mujhe se pyaar karta hai ya nahi par itna yakeen hai ke main usse who Ehsaas delane ke baad us ki Zindagi se jaoon gi. Uske bharam ko tod doon gi aur usse bhi chahe is liye mujhe kuch bhi karna pade.
Your reaction






Continue Reading next part >
3 Comments