Chapter 10
Part - 10
Sam calls Maan...
Maan shadhi ka sara kaam katam karkke abhi abhi KC jaanewala ahi...
He is about to start the car...
Sam ka call...
Maan: Sam, tumme abhi waqt mila tha? Patha hai ki aaj meinne sab kuch finalise kardhi, bas tumme Dulhan bankke aana hai aur sare tayaariyan apne aap ho jayenge
Maan pehle bar shadhi ke barein mein baat kartha hai, aur Sam sunne ki mood mein nahi hai
Sam: tum kahan ho?
Maan: ye kaise sawaal hai? Pehle tum bathao ki kya probem hai? Tum itna pareshaan kyun hai?
Sam: MK, tum abhi yahan aao, jaldhi
Maan: Sam, subhe se ghar mein hi tha, abhi abhi KC jaa raha hoon, mujhe disturb mat karo
Sam: mujhse bhi KC badi hai kya?
Maan: abhi shadhi ki baat shuru bhi nahi hui aur dekho kaise sawaal karthi ho?
Sam: MK, ye Mazak karne ka waqt nahi hai, mein bahut badhi musibat mein pasgayi hoon
Maan: what? Kya hua?
Sam: woh Geet kahin bhaag gayi
Maan laughs...
Sam: Maaan, this is not funny
Maan: Sam, mujhe laga koi badhi problem hogi
Sam: Maan, I'm serious
Maan knows that too, she is calling him Maan na...
Maan: Sam, kyun tension lethi ho? Achcha hua ki woh apne aap chali gayi , lagtha hai ki uske paas bill pay karne ke liye paise nahi hai, humse mangthi toh hum hi dethe, aaise bhaagne ki kya zaroorat thi?
Sam: humme usko dhoondhna hoga
Maan: are you crazy? Kush ho jao ki ek musibat apne aap dhoor chali gayi, log toh musibat se bhaagthe hai, tum hi ho jo musibat ko dhoondhna chahathi
Sam: MK, she is my responsibility, meinne hi usko yahan admit kiya tha
Maan: toh?
Sam: now I'ill have to answer the police
Maan : police?
Sam: haan, uska bhai police ke paas jaane ki damki dekhe gaya
Maan: uski itni himmat? Tumme hi damki detha, uski behen idhar udhar bhaagthe rehthi toh hum kya kar sakthe?
Sam: Maaan, tum mere madat karoge ya nahi?
Maan: don't worry Sam, I'm on my way
Sam: MK,just look out for Geet on the way
Maan: teek hai, tum fikar mat karo, woh yahi kahin hogi
Maan bhi thoda pareshaan hotha...
Woh ladhki toh bahut boli bali thi, zyada hoshiar bhi nahi thi, ab itne bade sheher mein akhele goomthi toh zaroor koi na koi musibat mein pasjaayegi, aaise paglon ko ghar pe bandh karke rakhna chahiye ,
Bahar goomne kyun dethe?
Aur ye toh meri galthi hai, na hi mein usko Samjeevani lekhe jaatha aur na hi Sam pasjaathi...
Usko toh GH mein admit karkke police ko inform kardena chahiye thi...
Meinne kamakaam Sam ko pareshaan kardhi...
Abhi toh mujhe pehle Sam ko sambalna hoga...'
Bechari bahut dar gayi hai...
Maan meets Sam at Sanjeevani...
Maan: Sam, ye sab kaise hua?
Sam tells him everything...
She tells him about Pinky, Handaji and brij coming to see geet and how she vanished...
Maan: par sanjeevani ka security se bachke kaise gayi?
Sam: that's what I'm also surprised, she was so scared
Maan: phir kyun chali gayi? Pagal ladhki
Sam: chalo
They also go in search of Geet...
Maan bahut gusse mein hai...
Sam: thode dhere chalo, warna hum usko miss karenge
Maan: tum, fikar mat karo, jaise hi gadhi ko dekhegi kudh samne aajayegi, jaise uss din aayi thi, silly girl
Sam: Maan?
Maan: mein Mazak nahi kar raho hoon, tum hi dekho kya karthii
Samne koi accident hua hai...
Maan stops the car...
Sam: what? Tumne gadhi kyun rokha?
Maan: wahan dekho, koi accident lagtha
Sam: toh?
Maan: shayad tummari pagal patient hogi
Sam: Maan? This is too much, andar beito
Sam gets irritated...
Maan: mein tummare madat karne ki koshish kar raha hoon sam
Sam: kaisi madat?
Maan: mujhe patha hai, woh zaroor aaise hi sadak pe pagal ki tarah goomthi rahegi aur kissi na kissi gadhi ke samne khoodh jaathi jaise uss din mere gadhi ke samne khoodhi thi, she is mentally unstable, she can do anything at anytime, you will know her better as you are a pshychiatrist
Sam: ab mujhe shak hotha ki mein pshychiatrist hoon ya tum?
Maan: hare, ye toh koi bhi jaantha, tumne uske ankhon ko dekha, har waqt koi sapne mein hi rehthi hai, zaroor koi badiya probem hogi
Sam: wow MK, tumme toh pshychiatrist hona chahiye, kaise tumme sab patha chaltha?
Maan: sab kuch uskke ankhon mein hi likha tha
Maan ne uske ankhon ko itna nasdheek se kyun dekha?
Kyunki uski sawaal bari ankhon ne Maan ko utna hi disturb kiya tha jitna Geet disturbed hai...
Sam: you are right, she is in trouble
Maan gets a little concerned...
Maan: what's wrong with her? She looks so simple and innocent, uska kya problem ho saktha?
Sam: wahi problem jo har ladhki ko hothi, jaise mujhe itne din problems hothi thi waise hi problems
Maan: what? Tujhe kya problems the?
Sam: tum nahi jaanthe?
Maan: come on Sam, tujhe koi problem ho toh mujhe pehle patha hotha
Sam: jab problem hi tum ho toh tujhe kaise patha hoga?
Maan: what?
Sam: haan, tumne mujhe aaise hi kitna din tadpaya?
Maan: meinne kya kiya?
Sam: chodo woh sab, hum Geet ki baat karthe hai
Maan: nahi, pehle mujhe bathao ki meri galthi kya hai?
Sam: MK, hum yahan Geet ko dhoondhne aaye hai
Maan: jahan tak mein jaantha hoon ye Geet hi tumme pareshaan karthi hai, aur tum mujpe inzaam lagathi ho
Sam: OK baba, sorry, mein bas Geet ke barein mein sochkke parehsaan ho gayi thi
Maan: tum itna chintha kyun karthi ho? She is not a child
Sam: nahi, she is still like a child, she doesn't know anything about this cruel world, issilye kissi ullu ke patte ne usko dhoka diya hai
Maan: what? Dhoka? Kaisa dhoka?
Sam: it's a love matter, someone cheated her, she has come to Mumbai in search of him
Maan: kyun? Ye Geet bhi galat ho sakthi hai, ye ladhkiyan kudh kissi ke peeche bhaagthe rehthe hai pyaar ke naam pe aur uske zindagi karab karthe hai
Sam: tum mere barein mein toh nahi keh rahe haina?
Maan: no no, tumne dekha usko, ek dum pagal dikhthi hai
Sam: haan pyaar mein toh aksar ladhkiyan hi pagal hothe hai
Maan: yahi toh tum logon ki galatfami hai, sachayi toh yahi hai ki hum log hi devdas banake goomthe hai, tumne kissi bhi ladhki ko love failure se alcoholic banake dekha?
Sam: that's the pity, hum toh apne pyaar ko alcohol se bhi bhool nahi pathe aur sach mein pagal banjaathe jaise ki Geet ho gayi hai
Maan: ab toh tum bhi mangayi ki woh pagal hai
Sam: MK gadhi rokho
Maan stops the car...
Sam: I think I saw her
Maan: are you sure?
Sam: haan
Sam thinks that she had spotted Geet in the crowd...
Maan doesn't believe...he doesn't think that Geet would be here...
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Post Your Comment