Chapter 65

ghsp2fan Thumbnail

ghsp2fan

@ghsp2fan

Font:
Text Size:
Theme:

Part – 65

 

Sameera darwaze pe hi kadhi hai…..

She  is waiting for Neha……..Geet couldn't bear it…….

Mein hoona ? usski maa, ye samajthi kya apne aapko?

Neha comes…….as usual she rushes to see her princess…..

Geet ussko pehle nahane lekhe jayegi…….

Par aaj Geet ussko rokhthi nahi…..Sam is disappointed….

Geet is happy ……ab usse patha chalega ki Neha kisski beti hai? haina babaji?

But Geet feels that it's not correct to avoid Sam like that…..

Lekhin kya karein? Geet ka mann bahut kabratha hai, kahin Neha ko miss na karein?

Maan maamu hai toh Sam bhi buaji hai, usska bhi haq bantha hai…..

Phir bhi Geet ko issthara Sam ka yahan rehna pasand hi nahi hai…….

Dadi comes down after her afternoon nap……

She finds Sam sitting alone….

Dadi: ahre Sam bete, Neha ab tak nahi aayi?

Sam: nani Dadiji, Neha aagayi

Dadi: par kahan hai woh?

Sam: andar Geet ke paas hai

Dadi: aap yahan akhele kya kar rahe hai? chalo hum bhi andar chalthe hai

Dadi take sam with her…..

Dadi: Geet bete hummari rajkumari kya kar rahi hai?

Neha: dadi dekho princess mere saath khel rahi hai

Geet: Dadi aap sneha ke paas rukhiye, mein Neha ko nahane lekhe jaathi

Sam: Geet tum raho, mein Neha ko lekhe jaathi

Geet: nahi, tum kyun takleef lethi ho?

Sam: hare mein toh aaise chup chap beitke bore ho gayi hoon

Dadi: haan Neha, aap aunty ke saath jaayiye

Neha: bye bye princess, mein jaldhi aathi hoon, tum sona nahi

Neha Sam ke saath chale jaathi…..

Geet: dadi aap Neha ko usske saath kyun bhejthe hai?

Dadi: Geet bete, humme patha hai ki aap ko ye sab accept karna thoda mushkil  hoga, par woh bechari bhi subhe se Neha ke barein mein hi batein karthi rahi

Geet: kya? Par ussko Neha ki itni parwa kyun?

Dadi: ye kya sawaal hai bete? Sameera Arjun ki behen hai, aaj Annie hothi toh Sneha ko wahi sambalthi, haina?

Geet: Dadi, aap Annie ko isskke saath compare kaise kar sakthe?

Geet gets angry…………………

Geet: hummari Annie hothi toh issko ghar ke andar hi aane nahi dethi

Dadi: Geet bete? Ye aapko kya ho gaya?

Geet: haan Dadi, itne saal mein ye toh Arjun se milne ek bar bhi nahi aayi, patha nahi ab kyun aayi hai?

Dadi: Geet, aap itna pareshaan kyun hothe hai?

Geet: Dadi aap ko kya lagtha? Neha meri beti haina? Mujhe pura haq haina?

Dadi: haan bete, hum sab se zyada haq hai aapko

Geet: toh aap iss Sam ko meri beti se dhoor rakho

Dadi: Geeet?

Geet: haan dadima, mujhe ye sab pasand nahi hai, aap kal hi ussko hummare ghar se nikhaldho, ussko Arjun ke apartment ki chabhi dedo, nahi woh ghar hi ussko dedethe hai, par ussko abhi meri beti ko chodke jaana padega, mein Maan se baat karthi hoon

Maan just comes……

Maan: geet, Neha kahan hai?

Geet: Maan dekho kaise woh meri beti ko apna banane ki koshish kar rahi hai, ussko rokho

Dadi: relax bete, aaise koi baat nahi hai

Maan: haan geet

Geet: nahi aap log nahi jaanthe, mujhe patha hai woh yahan kyun aayi hai

Maan: Geet, how could you jump into conclusions, pehle usse baat karthe hai

Geet: Maan aap ussko jo bhi chahiye dedo, Arjun ka sare properties ussko dedo, magar ussko hummare beti ke paas mat rakho, ussko apartment bhejdo

Maan: Geet , tum tension mat lo, mein hoona? Tumme mujhpe barosa nahi?

Geet: haan, par aap jaldhi kuch karo

Maan: haan mein usse baat kartha hoon
 

Geet: mein jaakke dekhthi hoon, itne dher donno kya kar rahe hai?

Geet goes to see Neha…….

Maan: Dadi, ye Geet ko kya ho gaya?

Dadi: maan bete, Geet ko ab ek hi pareshaani hai, kahin Neha ussko chodkke chali jaathi toh?

Maan: par dadi, Neha hummari beti hai, koi bhi Neha ko humse cheen nahi saktha

Dadi: Maan bete, aap bhi?

Maan: nahi dadi, woh Geet ko itne pareshaan dekhkke mein thoda confuse ho gaya

Dadi: Sam toh bar bar Arjun ko yaad karthi rehthi, she really loves him a lot, that's why she is after Neha

Maan: par Geet ye baat ko maanthi hi nahi

Dadi: aap chintha mat kijiye, hum Geet ko samjadenge

Maan: nahi dadi, Geet bahut dar gayi hai, ab ussko kuch bhi samajmein nahi aayega, hum pehle Sam se baat karthe hai

Dadi: par hum bhi subhe se wahi koshish kar rahe hai, sam apne barein mein kuch bhi nahi bathathi, humne suna hai ki usskke maa nahi hai aur usske papa bhi abhi abhi mar gaye hai, woh ab alkheli ho gayi hai, lagtha hai issiliye Arjun ke paas aayi hai

Maan: ab kya karein Dadi?

Dadi: humme bhi patha nahi kya karein?

Maan: aap iss baat ko Geet ko mat kahiyega, woh aur pareshaan ho jayegi

Dadi: haan bete, hum phir se Sam se baat karthe hai

Maan: haan Dadi, aap usse patha lagayiye ki woh aage kya karnewali hai

Dadi: humme lagtha woh bhi ab bahut pareshaan hai, jisko apne sahara maankke yahan aayi hai ab woh bhi nahi hai, toh bechari kaise haal mein hogi?

Maan: toh hum thoda intrezaar karthe hai dadi, pehle woh thoda  teek ho jaye, phir baat karthe hai

Dadi: humne bhi wahi socha, poor girl,she looks  so depressed, bas Neha ke saath rehthi toh thoda relax hothi

Maan: haan Dadi,meinne bhi notice kiya tha, par ye Geet toh kuch bhi nahi samajthi, bas ussko bina koi wajhe se nafrat karthi

Dadi: maa haina? Aaisa hi hotha hai bete

Maan: mujhe toh samaj mein nahi aatha ki Geet ko kaise sambaloon?

Dadi: aap fikar mat kijiye, do chaar din mein Geet apne aap teek ho jayenge

Maan: mujhe toh yahi pareshaani hai ki kahin woh apne pagalpan mein Sameera ko hurt na karein, woh bechari toh pehle hi badi mushkil mein hai

Dadi: Maan bete, aap jaanthe haina hummari Geet aaise kissi ko hurt nahi karthe

Maan: par dadi ab toh Geet sahi ya galat ko samajne ki haalat mein nahi hai

Dadi:Geet  kuch waqt Sameera ke saath bithayenge toh woh bhi ussko samaj jayenge, humme bas undonno ko thoda samay dena chahiye, humme unnkke peech nahi padna chahiye

Maan: ye sahi hoga, aapas mein baat karthe toh apne misunderstandings ko teek karthe

Dadi: haan bete, ab humme bas dhoor se khade hokke tamasha dekhna chahaiye

Maan: ji Dadima

Maan and dadi decide to leave to the two of them itself to sort out their issues…..

Your reaction

Nice Nice
Awesome Awesome
Loved Loved
Lol LOL
Omg OMG
cry Cry

Post Your Comment

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".