Chapter 24
Part – 24
Geet ke maabaap se Dadi shadhi ki baat karthi…..
Mr.Handa Geet ko poochte hai…
Jab Geet haan karthi toh woh bhi raazi ho gaye…
Lekhin ye Ranno ko abhi bhi doubts hai….
Iss dus din mein Maan ko woh jaan chuki hai…..
Ussko sambalna bahut mushkil hai…..
Aur toh aur iss dus din mein na Geet Maan pe interest dikhayi aur naaahi Maan ko Geet pe koi interest dikhtha…….achanak ye ladkhi ko kya ho gaya?
Maybe she is worried about Neha……
Lekhin iss bachi ke liye Maan ke saath shadhi?
Nahi, Ranno ye shadhi nahi hone degi….
Ranno har din Maan ka koi bhurayi pakadkke Geet ko samjaathi ki ye teek nahi hoga…
Lekhin Geet is not at all bothered…..
Iss pagal ladkhi ko kaise samjaoon?
Rannno Maan se baat karna chahathi….
Shayad woh sab samjega….
Ranno Maan ko akele milna chahathi….
Woh koi bahnne banakke driver ko lekhe KC chale jaathi…
At KC….
Maan: hare aap?
Ranno: haan
Maan: yahan kaise ?
Raano: aapse zaroori baat karna hai
Maan: woh aap ghar pe hi kar sakte
Ranno: ghar pe mere baat ko koi nahi maantha
Maan: aapki kya pareshaani hai?
Ranno: aap hi mere pareshaani hai
Maan: kya?
Ranno: aap ye shadhi rokhlo
Maan: kyun? Aapko ye rishtha manzoor nahi hai kya?
Ranno: nahi
Maan: lekhin kyun?
Ranno: kyunki aap ye shadhi apne baanji ke liye karna chahate hai
Maan: kya?
Ranno: haan mein sab jaanthi hoon
Maan: aapko galtfami ho gayi hai
Ranno: nahi
Maan: mein jaantha hoon ki shadhi ka matlab kya hai, aur mein aapse wada kartha hoon ki mein aapki beti ko kabhi shikaayat ki mokha nahi dunga, shadhi ke baat woh aapki beti nahi meri pathni hai, aur Maan singh Khurana ko apne pathni ki zameendariyan uttana aatha hai
Ranno: lekhin
Maan: aap chintha mat kijiye, mein aapki ladkhi ko Neha ki nanny nahi banaoonga
Ranno: woh …..Geet abhi bachi hai, woh kuch nahi jaanthi
Maan: mein sab sambaloonga, aap befikar rahiye, driver m'am ko ghar chodtho
Ranno bhi maangayi….
Ranno ko toh Maan ne sambal liya…….
Par sach mein ye shadhi ko lekhe Maan ko bhi kuch doubts hai….
Ye Geet ek minute mein ye shadhi ke liye raazi ho gayi….
Hamesha Maan ke saath behass karnewali Geet Annie ki jaane ke badh bahut badal gayi hai….
Geet kahin ye shadhi Neha ke liye toh nahi kar rahi hai?
Maan is confused……
That night Maan Geet se baat karne jaatha……..
Maan: Geet
Geet: sshhh ……….Neha soo rahi hai, bahar chalo
They go to the garden…..
Geet: kya baat hai?
Maan: woh mein tumse kuch poochna chahatha hoon
Geet: mujhse? Kya?
Maan: woh, tum ye shadhi kyun karna chahathi ho?
Geet: kya?
Maan: haan, bathao, tum mujhse shadhi kyun karna chahathi?
Geet: kya? Mein chahathi thi? Nahi aap chahathe the, aap ne hi kaha ki mujhse shadhi karlo
Maan: Geet, ye koi mazak nahi hai
Geet: mein bhi koi choti bachi nahi hoon, mein bhi jaanthi hoon ki mein kya kar rahi hoon
Maan: matlab?
Geet: aap jaakke shadhi ki tayaari karo, gud night
Geet chale jaathi…….
Maan toh aur bhi confuse ho jaatha….
Ye ladhki kehna kya chahathi?
Ye mujhe kya samajthi? Pehle hi isski baat ko samajna bahut mushkil hai……
Ab toh aur bhi mushkil ho gaya……mein chahatha tha ki isse shadhi karoon?
Shayad ye teek hi keh rahi hai…..nahi…..meinne sirf poocha tha, haan toh issne hi kaha….
Haan mujhe yaad hai…..issne hi pehle haan kaha, phir meinne ? haina babaji?
Ab Maan bhi babaji se batein karne laga….Geet ke saath rehne ka asar…..
Babaji aap hi issko sambal sakthe hai….Maan leaves it to babaji finally……
Maan ab Geet se shadhi ke barein mein koi baat nahi kartha…..
Ab kya?…. Maneet ki shadhi hai……
Sab chahate hai ki ek simple si shadhi ho…
Lekhin Dadi nahi maanthi….
Geet apne maabaap ki ekllauthi beti hai toh unnkko usskke shadhi ko lekhe kahin sapne honge…
Pehle hi iss hurried marriage ke liye haan karke wohlog bade ehsaan karchuke hai….
Ab unnke har wish ko pura karna Dadi ka farz haina?
Issiliye Dadi shadhi ki sare zameendari Mr.Handa ke upar choddhi….
Ye shadhi unnkke marzi pe hogi….
Woh chahe toh kuch bhi kar sakte…Hoshairpur mein bhi shadhi kar sakte..
Lekhin Geet aaise kuch nahi chahathi…
Woh KM ki aaj ki haalat jaanthi hai……
Ye Dadi ke liye kitna mushkil waqt hai…
Aur Maan ko toh ye shadhi abhi karna kitna mushkil hoga?
Geet sab samajthi….
Maan tries to show some interest….
Geet avoids him & tries to keep him away from all this….
She would say "ye meri shadhi hai,mein hi sab sambal sakthi, mujhe kissi ki madat ki zaroorat nahi, mein akele hi sab sambal sakthi"
She helps Mr.Handa…….
But Dadi gets involved in all the happenings….
She keeps Maan aware of everything…koi kuch pooche toh Maan ko bhi sab patha hona haina?
Warna sab ko lagega Maan ko iss shadhi mein interest nahi hai….
Dadi also helps Ranno in arranging the food….
Hoshiarpur hotha toh Ranno hi sab sambalthi….
Yahan toh Dadi hi sab jaanthi…..
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Post Your Comment