Chapter 137
Part – 137
That evening…..
Pinky Tara ko lekhe aathi…
Tara: papa
Maan: Tara aap aagayi
Tara: baby kahan hai?
Maan: ssshhh…Tara baby soraha hai….aao mere saath
Maan takes her in…Tara goes near the babay…..she touches his little feet….
Tara: ye toh bahut chota hai
Maan: haan ye abhi abhi aaya haina
Tara: ye kab uttega
Maan: ye toh mujhe bhi nahi patha
Geet: Tara yahan aao
Tara Geet ke paas jaake beitthi…
Geet: Tara aaj apne school kyun nahi jaayi?
Tara: aaj baby ka B'day haina, issiliye, papa cake kahan hai
Geet: Tara baby ab bahut chota haina hum uske janam din agle saal manayenge
Tara looks disappointed……
Tara: baby kab uttke mujhe dekhega?
Geet: ab toh woh soraha hai, jab usko bhook lagega tabhi woh uttega
Tara: toh mein wait karthi hoon
Geet: nahi, tum ab chalo, kal school jaana haina
Tara: nahi mein bhi baby ke saath yahi sojaongi mein usse disturb nahi karoongi, promise
Maan: Tara chalo baby ko GudNight kaho humme ghar jaana hai
Tara: mein yahi rahoongi mama ke saath
Maan: teek hai, Geet mujhe ice cream khana hai tum bhi chalo hum chalke ice cream khathe hai…Tara haina baby ke saath
Tara: mujhe bhi ice cream khana hai
Maan: par baby ko hum akhele kaise chod sakthe?
Tara: mama haina uske paas
Maan: aap toh mama ke saath hi rehnewali haina?
Tara: nahi nahi, bye baby bye mama papa hum chalte hai
Maan takes Tra with him…..they have ice cream & go home….
Geet comes home….
Maan Geet aur baby ko apne roon dekhe woh Tara ke saath sojattha…
Geet is busy with the baby…..Maam helps her….
Tara loves to spend the evenings with the baby…..even though he keeps sleeping,
She sits by his side & waits for him to wake up…..
Maan takes care of Geet & Tara…………..
Your reaction
Nice
Awesome
Loved
LOL
OMG
Cry
Post Your Comment