tv ki duniya ka tumhara ye safar suhana ho,
har kisi ki jubaan par bas tumhara hi afsaana ho.
9.30 baje sona bankar jab tum tv par aati ho,
aisa lgta hai mano tum ek real kirdar nibhati ho.
acting mein tumhare kuch baat hai,
aur tumhari cuteness bhi saath hai.
isi cuteness ko lekar bollywood mein aana tum,
aur humein apni acting ka 1 alag rang dikhana tum.
janti hun bollywood mein tumhara debut kuch khaas hoga,
iifa hi nhi balki oscar bhi tumhare paas hoga...
thanks everyone
nxt update will be abt our dev..
comment:
p_commentcount