Posted:
kabhi ansu kabhi khushbu kabhi nagma ban kar,
hum se her sham mili hai tera chehra ban kar,
chand nikla hai tere ankh ke ansu ke tarha,
phool mehke hain tere zulf ka saya ban kar,
dil ke kagaz pe utarta hai to shairon ki tarha,
mere honto pe machalta hai to nagma ban kar,
dhup mei kho gaya wo hath chura kar,
ghar se jo sath chala tha mera saya ban kar

comment:
p_commentcount