Na Umra Ki Seema Ho

Love makes life beautiful ( Shot 3 and 4)

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

I dedicate this to Maddy who wished to read a write-up from me featuring Simi along with Dev and Vidhi. This is a challenge for me actually as I never wrote something like these earlier... Earlier you was the one who suggested me to write Amba vs ViDev and it resulted in my FF Obsession vs Love . Writing dialogues for claassy Vamp was the toughest task for me but I enjoyed a lot while writing it. Maddy this time your wish is something which I never tried. This will have few shots and by time to time I will try my level best to update the earlier. Please read and tell your views..Also to all the friends here, please read and tell your views. 

Abhimanyu: Abb iss rishtey mein kuch hein hi nahi .

Priya : Abhimanyu , tum kabhi bhi mere point of view sunne ke liye tayyar nahi hote ho..

Abhimanyu: Enough Priya..Aage ek aur shabd nahi..

Priya : Mujhe koyi shauk nahin hai uss insan se baat karne mein jinko meri views mein mujh mein koyi interest hi naa ho ? 

Abhimanyu: Priya !!

Abhimanyu screams and break the things..Simi who was watching this get scared much. 

At School

Class teacher: Itne saare spelling mistakes ? Simi what are you doing at home ? Tum padhai nahi karti kya ? 

Simi was thinking over the fight which she saw before her eyes.

Class teacher: Simi !! 

She said loudly. Simi started crying bitterly.

Class teacher: Isse kya ho Gaya?

After an hour Dev gets a phone call.

Dev ; Hello 

Class teacher: Sorry for the disturbance Mr. Dev..Baat zaruri thi isliye aapko phone Kiya..Mein Simi kee class teacher hun..Simi ke parents phone udda nahi rahe hein.

Dev : Baat kya hein Mam ?

Class teacher: Kya aap school aa sake hein ? It's urgent.

Dev ; Okay.

As soon as Dev reached the school he saw Simi lying at the bench.

Dev : Kya hua Simi ko ?

Class teacher: Khaana nahin khaane kee wajah se body kaafi weak ho gayi. Isse chakkar aayi. Abhi aaram kar rahi hein.

Dev : Khaana nahin khaaya !! 

Class teacher: Mr. Dev, mein nahi jaanta kee uske parents kaa kya problem hein. Pichle parent teachers meeting mein bhi donon mein se ek bhi nahi aaye. Simi joh studies mein kaafi bright thi aajkal apne homework nahi karti. Jab dekho tab dari dari rehti Hein. Joh bhi issues ghar mein ho , bacchon pe uska asar nahi hona chahiye.

Dev : You are right Mam. Kya mein Simi ko le jaa sakta hun ? Waise bhi iss halat mein woh class attend nahi kar paayegi.

Class teacher: Sure.

Dev picks sleeping Simi in his arms and made her to lie down at the back seat of the car... As the journey was going on Simi wake up in between and screamed: Mumma !!

Dev stopped the car and came near her.

Dev : kya huwa beta ?.

Simi : Paapa Mumma ko ....

Dev : Mumma ko kya beta ?

Simi : Mumma ko punish Kiya

Dev ; Punish !! Kaisa punish ??

Simi : Woh Mumma ke cheek pe

Dev was shocked to hear it. 

Simi ; Tawu , mujhe Ghar nahi jaana. Paapa Mumma donon mujhe pyaar nahi karte ..Mein bad girl hoon.

Simi started crying bitterly.

Dev: Naa beta, Tawu ke Simi toh world's best girl hein. Paapa ki princess hein, Mumma ki star hein aur Tawu kee Angel hein....Hum aapke favourite icecream khaane chalenge aaj. 

Dev wiped her tears.

Dev : Smile like my angel

Simi ,: Reeta Mam ne complaint Kiya kya ?

Dev : Nahin toh !! Aap toh best ho naa. Reeta Mam kee one of the favourite student ho..Kyun complaint karenge aapke baare mein.

Simi ; Mein home work nahin kee naa.

Dev : kyun nahi kee?

Simi : Kal mujhe doubt aayi toh Mumma se poochne gayi....Par Mumma toh bahut angry huyi aur kaha unke paas mere liye time hi nahi hein.

Dev : Aur Abhimanyu

Simi : Paapa ke paas aate hi kuch bad smell aayi.... Mujhe khaasi huyi..Paapa ke haath mein ek glass thaa. Vidhi taayi toh Dadi ke saath busy thi.... Tawu aap bhi toh apne laptop mein home work kar rahe the. Kis se poochun doubt?? 

Dev : Abb aapko home work mein doubt lage naa toh Tawu taayi kitna bhi busy kyun naa ho aap aake pooch Lena. Theek hein

Simi nodded her head.

Dev waved her forehead and took her to the restaurant. They both are Simi's favourite Vanila icecream. Meanwhile Dev gets a phone call from Vidhi.

Vidhi: Sir aap abhi tak nahi aaye. Birthday girl Ruhi kab se wait kar rahi hein. Abb kya aap agle din aayenge ? Jaldi aayiye naa, iske baad office bhi toh aana hein mujhe. Beech mein time nikalke aayi hun naa yahan. 

Dev : Mein bas aata hun das minute mein.

Dev cuts the call and looks Simi.

Dev : Simi beta, kya aap chalenge birthday party mein ? 

Simi ; Kis kaa birthday hein ? 

Dev : Aapki tarah ek nanhi see pari hein. Aaj unki birthday hein... Woh aapki friend bhi banegi 

Simi : Sacchi 

Dev : Mucchi 

Simi: Phir toh chalenge. 

Dev : Haan abhi chalte hein

Simi : Tawu , gift bhi toh Lena hein. 

Dev : Arrey Haan meri jaan.

Dev kissed her forehead and they both purchased barbie doll, chocolates for Ruhi 

At Baalghar

Vidhi: Yeh Dev Sir bhi naa bilkul punctual nahi hein. Hey naa Ruhi ?

Ruhi : Aap hi hamesha late aati ho Didi. Dev uncle kabhi late nahin hota. 

Dev : Exactly birthday girl..Zara apni Vidhi didi ko samjhayiye yeh baat acche se.

Vidhi turned back and surprised to see Dev.

Dev : Das minute bola tha Vidhi . 

Vidhi nodded her head.

Vidhi: Simi 

Simi : Thaayi

They both hugged each other.

Vidhi: Aap yahan aise ? 

Dev : Sab samjha dunga Vidhi. Pehle cake toh cut karne do. Happy Birthday Ruhi 

Ruhi: Thank you Dev uncle. 

Ruhi cuts the cake and feeds ViDev. They too feeds her. 

Matron : Ruhi ke birthday thaa toh Aaj bacchon mein se koyi bhi school jaane ke liye ready nahi hein..

Dev : Koyi baat nahi. Bacchon ko enjoy karne ka mood hein.Kabhi kabhi chalta hein.

Simi : Ruhi, yeh tumhare liye gift .

Ruhi : Wow yeh toh barbie doll hein.

Dev : Kaisa laga aapko Simi kaa gift ? 

Ruhi  : Bahut cute hein. Thank you Simi.

Simi : You are welcome.

Dev and Vidhi distributed chocolates for all kids .

Meanwhile Rocky arrived there and barked..Simi was much scared to see Rocky..She hide behind ViDev.

Vidhi: Arrey arrey , Simi yeh toh dosti karne aaya hein aap se.

Dev : Aapke saath khelne ke liye aaya hein....

Simi : Yeh kaatega kaa kya ?

Dev : Bilkul nahi kaatega Simi..Tawu promise.

Ruhi : Come Simi, khelte hein. 

Simi smiled and nodded her head ..Ruhi held Simi's hand and with other kids she started playing.

Vidhi and Dev looked them and smiled.

Vidhi: Sir abb toh batayiye naa kya baat hein 

Dev explained everything.

Vidhi: Hey maa Milapini, bechari Simi par kitna kuch guzar raha hein. Kisi ne dhyan hi nahi diya.  Kal raat Satya maa ne mujhe kamre mein bulayi thi Ghar mein kuch Puja rakhne kee baat ho rahi thi..Toh uske beech Simi par dhyaan hi nahi aaya 

Dev : Jinko dhyaan dena chahiye woh donon toh bas jhagda kar rahe hein. Yeh bhi bhool rahe hein kee inke nanhi see bacchi yeh sab sun rahe hein. Vidhi mujhe toh theek se bachpan jeene kaa mauka nahi mila , yeh khel, masti sab ko bandh karke mein apne aap bada ho gaya. Par mein nahi chahta kee Simi ke saath aisa kuch ho..

Vidhi : Mein samajh sakti hun Sir. Hum Simi ko bahut pyaar denge..Aur Priya bhabhi, Abhi bhaiya se bhi baat karke unhein samjhayenge.

Dev nodded his head.

Vidhi: Sit aap ne toh cake khaaya hi nahi

Dev ; Khaaya naa ; Ruhi khilayi.

Vidhi ; Accha toh theek hein.

Vidhi's face become dull. Dev took cream from cake and said : Vidhi idhar dekho

Vidhi; Ji 

Dev applied the whole cream at her face and smiled.

Vidhi : Yeh kya kiya aapne?

Dev : Tumne hi kaha thaa Naa cake nahi khaaya maine abb mein sach mein khaa lunga.

He pulled Vidhi towards his body and started rubbing his lips over the cream at her face. In between he licked her creamy  rose cheeks , chin and kissed each part of her face madly.. Finally when his lips reached her lips she hide her face inside his coat by embracing him 

Dev : Mera bhook mita nahi .

Vidhi: Thoda space toh khaali rakhna sehad ke liye zaruri hein.

Dev : Kya kare ? Inn hoton pe shehad toh cream aur laal rang se bhare hein usse toh khaaye bina sehad kaise theek hoga ?

Vidhi: Aap bahut natkhat hein.

Dev : Accha 

His hands held her waist and he looked her intensely.

Vidhi: Aise mat dekhiye 

Dev :  Apni biwi ko pyaar ke pyaas bhari nigaahin se dekhne kaa pura haq hein mujhe. Mujhe toh bahut pyaas lagi hein 

Vidhi ; Mujhe bhi 

Dev : Toh phir kyun naa hum pyaas, bhook sab finish karen ?

Vidhi nodded her head.

Dev made her to stand at his feets and slowly stretched her towards upwards and they both locked their lips passionately.

To be continued πŸ˜„πŸ˜„πŸ˜„πŸ˜„

Created

Last reply

Replies

48

Views

2929

Users

13

Likes

50

Frequent Posters

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

Please read and drop your views 

Stephen123 thumbnail
Visit Streak 30 0 Thumbnail Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 1 years ago

Love it ❀️❀️❀️❀️, waiting for next part ✌️

sumaishu thumbnail
Visit Streak 365 0 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 4
Posted: 1 years ago

πŸ€—πŸ₯°  waiting for the next......πŸ€—πŸ€—πŸ€—

maddy124 thumbnail
Visit Streak 365 0 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 4
Posted: 1 years ago

Nice one.. ❀️❀️ 

I just don't know why i feel so bad for that little girl.. πŸ˜•  & then i thought that Dev & Vidhi can love her as they both are so attached with the kids of BaalGhar... 

But you just wrote a beautiful update.. Dev scenes with Simmi is something what i want to see in the show.. as in the earlier episodes we can see that Simmi shares a healthy bond with Dev.. so that's why i requested you to write something.. ❀️❀️ 

& i am sure you will rocked here as well... 

Can't wait for the next update.. continue soon ❀️❀️

lovely2007 thumbnail
Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 1 years ago

so goood...i like reading these stories so much ,will be waiting for the next part❀️

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

Thank you so much πŸ₯° Maddy 

Monkish thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 3
Posted: 1 years ago

Nice one. Par anth mein apne toh Pura tangent hi badal diya. 

Parud7 thumbnail
Posted: 1 years ago

Revu ne last mein kiss πŸ’‹ waala lollipop dekr sbko chup krwa diya🀣

Btw cute write up

tulip.johar thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 3
Posted: 1 years ago

Very sweet writeup Revutty! β€οΈβ€οΈ loved how you brought out the beautiful bond between Dev and Simmi - it was shown in the initial episodes too β€οΈ

Both Dev and Vidhi are much more capable of reading and understanding Simmi' mind and her fears than, unfortunately, her own biological parents! πŸ’”πŸ’”

Last mein tangent bahut mast tha, waiting for the next part πŸ‘πŸΌπŸ‘πŸΌ

Originally posted by: Revutty