Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil
Mera aasmaan dhoondhe teri zameen
Meri har kami ko hai tu laazmi
Zameen pe na sahi
Toh aasmaan mein aa mil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Na tu zameen ke liye hai na aasmaano ke liye
Tera wajood hai sirf daastan ke liye
Dastaan hai yeh ke ek tha naujawan
Jo dil hi dil mein ek haseena ka tha deewana
Woh haseena thi ke jiski khubsoorti ka
Duniya bhar mein tha mashhoor afsana
Donon ki yeh kahani hai jis ko
Sabhi kehte hain Om Shanti Om
Khoobsurat Hai Woh Itna
Sahaa Nahie jaata
Kaise Hum Khud Ko Rokh Le
Raha Nahie jaata
Chaand Me Daag Hai Yeh jaante Hai Hum Lekien
Raat Bhar Dekhe Bina usko
Zara Kabhi Meri Nazar Se Khud Ko Dekh Bhi
Hai Chand Mein Bhi Daag Par Na Tujhme Ek Bhi
Khud Pe Haq Mera Tere Hawaale Kar Diya
Tere mere beech mein
Kaisa hai ye bandhan
Anjaana Maine nahi jaana
Tune nahi jaana.
Koi sone sa tole re, koi maati sa bole re
Koi bole ke chandi ka hai chhura
Hota aise ye mauke pe, roka jaaye na roke se
Achha hota hai, hota hai ye bura
Kaisa ye ishq hai, ajab sa risk hai
Aise na mujhe tum dekho
Seene selaga loonga
Tum ko hi chura loonga
Tum se dil mein chupa loonga
Chhup gaye saare nazaare, oye kyaa baat ho gai
Tune kaajal lagaayaa, din men raat ho gai
Tune kaajal lagaayaa, din men raat ho gai
Mil gaye nainaa se nainaa, oye kyaa baat ho gai
comment:
p_commentcount