mehnat fandom ki rang hi laayi
Anu ke liye Anuj ki baraat hai aayi
dulha dulhan hai saj dhaj ke tayyar
aaj poora hoga inke barso ka intezaar
iss manchale dulhe ki koi nazar toh utaaro
aanchal dulhaniya ka khushiyo se sawaaro
mannatein hongi aaj MaAn ki poori
aaye kabhi na inke beech koi doori
prem ki dor se bandhe ek honge sapne do
MaAn ki shadi hai yaar,
badhai ho! badhai ho ! badhai ho!
comment:
p_commentcount