Kashibai Bajirao Ballal

radhabai ploy against mastani

AnuskaMohanty thumbnail
Posted: 1 years ago
okk so I was getting bored so I thought to write my imaginary story u all must have seen the kashi godhbharai page by study for life where she had written an imaginary story of her own u must read it so this is basically continuation of that with my imagination so first go read then this I am continuing it __________________________ the episode starts with kashi doing shringar and thinking - raja chatrasal yes kaise ho sakte hain jab unhe pata tha ki bajirao ki ek patni he to unhone mastani ka haath rao ko kyun diya kuch samajh nhi aa rha jo bhi ho wo hamari zimmedari hai air hame zimmedari ko ache se nibhana hoga then mastani comes to wada and asks soldier to enter her but they deny soldiers- peshwa aur peshwinbai ke anumati ke bina hum apko andar nhi aane de sakte . mastani - lekin ham peshwin se hi milne jaa rahe hein aap jakar jara puchiye hamare bare mein soldiers- thik hai yhin ruko he goes to kashi room and asks soldiers- peshwin bai koi aurat aayi hai apse milne hamne usse mana kiya lekin wo aapki anumati chahti hai kashi - kaun ho sakti hai kya naam bataya unhone soldiers - maaf kijiye peshwinbai unhone apna naam nhi bataya kashi - thik hai aane do mastani comes to wada everyone is shocked to see her inside and started whispering to each other mastani enters kashi rooms and call mastani - kashi tai kashi looks behind and is stunned to see mastani she got into thought with teary eyes kashi - aate hi mujhe apna behen man liya par hum tumhe sautan mante hai maan saaf aur acha hai tumhara mastani mastani with smiley face - dhanyavad tai saheb hum aapse bus itna kehne aaye the ki she was going to complete her until radhabai interrupts radhabai- ab kya kehna baki hai baji ko apni aur kar liya ab kashi ko bhi tumhara himmat kese hui wada mein ghuskar kashi ke kamre tak aane ki kisne anumati di tumhe kashi -sasuma hamne inge anumati di wo kuchh kahna chahti hai radhabai interrupts- tumne kashi dimag to thik hai tumhara ye kya kahegi yhi ki ab baji sirf tumhara nhi iska bhi hai radhabai to mastani - mujhe ekant mein kashi ke sath bat karni hai tum baad mein aana mastani leaves radhabai- dekho kashi hamein pata hai ki baji iss ladki se pyaar nhi karta hai ye baji par zabardazti ka zimmedari hai thopa hua aur mein nhi chahti ki baji apna prem dono ko de pati ko khone ka dar mein dekh chuki hun kashi - sasuma rao sirf hamse prem karte hein mastani hamari zimmedari hai wo kabhi bhi hamein prem karna kam nhi karenge sasuma - bacchi mat bano kashi bachpana chod do suno baji abhi shahu maharaj ke pass gaya hai aur kaafi din bbad ayega ab suno ham mastani ko bundelkhand wapas bhejte hain koi zaeoorat nhi hai zabardast zimmedari uthane ka hum mastani ko nazar band kardenge kashi gets shocked radha - haan phir ham unke logon ko sandesh denge taki wo khud aakar ise le sake kashi - nhi sasuma ham mastani ke saaty esa kaise kar sakte hein raja chatrasal ne kitni biswas aur bharose ke hamein mastani ko diya hai aur hamne agar unke saath esa kiya to peshwai par daag lag jayega log ungli uthayenge bhale hi humne mastani ko sautan mane lekin unhone humne apni tai. behen mana hai aur hum unke saath radhabai interrupts- to kya chahti ho tum ki tumhare patni ke adhikar do hisso mein batjayein baji ka pyaar tumhare liye kam ho haye peshwai par jo daag laga hai baji ke ijjat par jo daag laga hai kashi - sasuma.... radha stops her and say - dekho kashi tumhe agar kuch nhi karna to thik hai lekin mein uss mastani ko baji ki patni ka adhikar nhi dungi radha leaves her room bas mere haath dard rhe hein 🤣😂🤣 itna likha hai free time mein aur likhungi byeeeee

Created

Last reply

Replies

2

Views

833

Users

2

Likes

2

Frequent Posters

StudyForLife thumbnail
Visit Streak 30 0 Thumbnail Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 1 years ago

Originally posted by: AnuskaMohanty

okk so I was getting bored so I thought to write my imaginary story u all must have seen the kashi godhbharai page by study for life where she had written an imaginary story of her own u must read it so this is basically continuation of that with my imagination so first go read then this I am continuing it __________________________the episode starts with kashi doing shringar and thinking - raja chatrasal yes kaise ho sakte hain jab unhe pata tha ki bajirao ki ek patni he to unhone mastani ka haath rao ko kyun diya kuch samajh nhi aa rha jo bhi ho wo hamari zimmedari hai air hame zimmedari ko ache se nibhana hogathen mastani comes to wada and asks soldier to enter her but they deny soldiers- peshwa aur peshwinbai ke anumati ke bina hum apko andar nhi aane de sakte .mastani - lekin ham peshwin se hi milne jaa rahe hein aap jakar jara puchiye hamare bare mein soldiers- thik hai yhin ruko he goes to kashi room and asks soldiers- peshwin bai koi aurat aayi hai apse milne hamne usse mana kiya lekin wo aapki anumati chahti hai kashi - kaun ho sakti hai kya naam bataya unhone soldiers - maaf kijiye peshwinbai unhone apna naam nhi bataya kashi - thik hai aane do mastani comes to wada everyone is shocked to see her inside and started whispering to each other mastani enters kashi rooms and callmastani - kashi tai kashi looks behind and is stunned to see mastani she got into thought with teary eyes kashi - aate hi mujhe apna behen man liya par hum tumhe sautan mante hai maan saaf aur acha hai tumhara mastani mastani with smiley face - dhanyavad tai saheb hum aapse bus itna kehne aaye the ki she was going to complete her until radhabai interrupts radhabai- ab kya kehna baki hai baji ko apni aur kar liya ab kashi ko bhi tumhara himmat kese hui wada mein ghuskar kashi ke kamre tak aane ki kisne anumati di tumhe kashi -sasuma hamne inge anumati di wo kuchh kahna chahti hai radhabai interrupts- tumne kashi dimag to thik hai tumhara ye kya kahegi yhi ki ab baji sirf tumhara nhi iska bhi hai radhabai to mastani - mujhe ekant mein kashi ke sath bat karni hai tum baad mein aana mastani leaves radhabai- dekho kashi hamein pata hai ki baji iss ladki se pyaar nhi karta hai ye baji par zabardazti ka zimmedari hai thopa huaaur mein nhi chahti ki baji apna prem dono ko de pati ko khone ka dar mein dekh chuki hun kashi - sasuma rao sirf hamse prem karte hein mastani hamari zimmedari hai wo kabhi bhi hamein prem karna kam nhi karenge sasuma - bacchi mat bano kashi bachpana chod do suno baji abhi shahu maharaj ke pass gaya hai aur kaafi din bbad ayega ab suno ham mastani ko bundelkhand wapas bhejte hain koi zaeoorat nhi hai zabardast zimmedari uthane ka hum mastani ko nazar band kardenge kashi gets shockedradha - haan phir ham unke logon ko sandesh denge taki wo khud aakar ise le sakekashi - nhi sasuma ham mastani ke saaty esa kaise kar sakte hein raja chatrasal ne kitni biswas aur bharose ke hamein mastani ko diya hai aur hamne agar unke saath esa kiya to peshwai par daag lag jayega log ungli uthayenge bhale hi humne mastani ko sautan mane lekin unhone humne apni tai. behen mana hai aur hum unke saathradhabai interrupts- to kya chahti ho tum ki tumhare patni ke adhikar do hisso mein batjayein baji ka pyaar tumhare liye kam ho haye peshwai par jo daag laga hai baji ke ijjat par jo daag laga hai kashi - sasuma....radha stops her and say - dekho kashi tumhe agar kuch nhi karna to thik hai lekin mein uss mastani ko baji ki patni ka adhikar nhi dungi radha leaves her room bas mere haath dard rhe hein 🤣😂🤣 itna likha hai free time mein aur likhungi byeeeee

Amazing writing.. if makers actually put this in the show.. audience ko dekhne mein zyada mazaa aayega 

Hats off to ur writing 👏

AnuskaMohanty thumbnail
Posted: 1 years ago
Originally posted by: StudyForLife

Amazing writing.. if makers actually put this in the show.. audience ko dekhne mein zyada mazaa aayega 

Hats off to ur writing 👏

ya I wish ki aisa hi ho thanks for the compliment