Bechara Simba ko kitna kathin paristhitiyon ka samna karna para BB ke ghar mein. Kabhi VIP room sona, ya kabhi bathroom mein sona, ya kabhi jungle mein sona isne kabhi sukh dekha hi nahi BB ke ghar mein😭
Lekin koi baat nahi, woh kehte hai na "jo hota hai acche ke liye hota hai" abh is eviction se ye seedha apna ghar jaake aaram se so sakta hai. 😆