motivational dialogs of Buxi Jagabandhu

  •  
  • Page of 1 Go
  •  
Posted: 2 years ago

Here is the motivational dialogs of Buxi Jagabandhu


1.Bohut hua athithi devo bhava..abb hoga athithi swaha bhava


2. jiss mitti mien mehman bankar aaye usiko mitti mien mila diya


3.Abhi suruwat to nhi ki hai jab karunga to malum hojaiyega ki darr hota kya hai


4.yahi farak hien tume aur hum me..tum yudh karte ho apni nafrat jeetane keliye aur hum yudh karte hien jisee hum Pyar karte hien une jeetane keliye


5.Paikas mithi ki santaan hien..agar unse apni maa ki seva karne ka adikaar cheena tumhe bi ussi mithi mien gaadh denge


6. Meri talwar ka var hi mera pehchan hien


7. " Hasenge Maharaj hum hasenge


Jab praja hasegi tab hum hasenge. Jab firangiyo ke lagan se mukt ye khet leherayenge tab hum hasenge. Jab Jagannath bhagawan ke mandir ki chabi hamare hath me hogi , hamare bhagawan mukt honge tab hum hasenge. Jab apke mathe se ye bekar Mukund dev ki ye upadhi ye kalank hata denge tab hum hasenge. Matam ke mahol me tamashayi aur vidushak haste h, Raja aur Shasak nahi".


8."ha tumne sahi kaha , tumne bilkul sahi kaha , tumhara khoon bahane wala wo akhri Hindustani mai hi hone wala hu , isiliye dhyaan se dekhlo iss chehre ko Firangee".


 9.Mai sastra jeevi hu. Sastra jeevi wo hota hai wo shastra bejkar apna jeevika uparjan karta ho.


10. BJ~"Mariyada Fletcher Mariyada".


BJ to Indian British soldiers ~"Inn firangeyo ka namak khane ke pehle tumlog kya karte the , Seinik banne se pehle tum kya karte the". All replied kisan , majhdur, lohar, vayapari. 


BJ to his paikas ~ "Paiko yodha banneke pehle tumlog kya the" - yodha (paikas)." Sabse upar " - mathrubhumi (paikas). " Jeewam ka udeshiya"- mathrubhumi ki seva karna (Paikas). 


11."Aage barh takrah humse hum girenge nhi.


Aage barh mita humko hum mitenge nhi. Nadi me humko phek De hum nadi ka rukh badal denge ............ LORBO RE JEETBO RE "


12. Radhamani meri bhagawan se yahi prarthana hai ki jitna bal unhone meri sharir ko diya hai utnahi bal meri vani ko bhi de. Taki ye samharo saphal ho. Jo baat mai apne dil se kahu unke dil tak pahuche.


13. Jab jab adharm banda banta hien tab tab dharam ko raasta banana padta hien


14. hamare sashtr mien kehthe hien aastr aur shastr yani devi aur devtha, woh yodhaua aur dharan karne walonko sirf yudh karna hi nahi balki kartvya ka palan bhi karna padathe hien..


15. lekin yien har ek vyakti ki swayam ka nirnay hien kudka woh aashtr saashtr utatha hien kisiki raksha keliye yaa kisiki taman keliye


16. hamare devi aur devtha von ke dikhaye hue padh per chalna chahiye vipatha jitni badi kyu na ho musibat kuch bhi kyu na ho ek jukh kade hokar rehna yahi hamara param kartvya hien

  1  


Related Topics

No Related topics found

Topic Info

0 Replies 667Views

Topic started by Sowmya_SMfan

Last replied by Sowmya_SMfan

loader
loader
up-open TOP