Tujhse Hai Raabta

Mythology Fun in Swara Niwas 🤴👸 Scene Index updated on pg 1 - Page 7

rekha_crm thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

This content was originally posted by: Jsmp21

Sakhe Mahoday aapaki sahayata karenge..kyoki Bhagini Rekha aur Bhagini Mini ko BHI sambhalana Hoga...Woh BHI to murchit ho jayegi unase vartalap karate karate..samasta yuvatiyon Ka yehi anubhav hein. .Mahoday  hamesha trast ho Jaye hein yah vichar karKe aisa kya aakarshan hein uname Jo sari yuvatiyon ki aisi Sasha ho jati hein jab unaki bhet karati hein.


Sehban Mahoday sahayata karte karte kahin khud Moorchit na ho jaaye.. 

Phir vartalaap kaise sambhav hoga.. 

πŸ˜†

Created

Last reply

Replies

95

Views

4222

Users

4

Likes

151

Frequent Posters

rekha_crm thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

This content was originally posted by: Jsmp21


Moksh Sarthak ko ajoba Nahi Pitamah lagega..Pitamah means grand father.

@Samarthyawan Nahi samarthya wan yane shaktishali

vaha Buddhiman aayega world.


Dhanyavaad Sakhi Jiya.. Hum Turant badal dete hain.. 

Kalma18 thumbnail
Anniversary 4 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 3 years ago

This content was originally posted by: Jsmp21

Bharatiy Mach ke Tin sadasya aur Mahashay Seheban ki bhet Ka prasang.

Dvitiy  Charan

(Tino Sakhi abhi Mahashay seheban aur Kumari Reem ke nikat Jaise Ka rahe the unake hruday ki dhadkan adhika Adhik badha rahi thi ..takshan Kumari Reem ki Samjhakar se bulawa aane ke Karan web waha se chali gayi..Ab sirf Mahashay seheban waha ekal hi  the atah tino sakhiyan Ek vichtra bhay se aswast ho Gaye..we agresar hone ke liye bhaybhit ho rahi thi..Kuch samay Paschat Mahashay seheban ki drusti un tino pe pad gayi...tino Mahashay ko dekhakar stabha hoke khati thi...Mahashay seheban  ne Manmohask hasta dekar in tino ki pukara..

S: Aap tino waha kyo khadi ho?? Mere nikat aayiye...bhaybheet na hoiye...Ham koi vyaghra Nahi ki aapako Graham karenge.

Rekha: Mahashay Aapako sadar pranam karate hein...Aap pane Karya me etane Mahan the esaliye usame badha na dalana Yahi hamako Uchit laga.

S: Esame badha dalaneka koi prashna Nahi aata hein...Ham pratidin koi na koi Kary karate rehete hein..to Kuch kshan aapase vartalap karane se hamare Kary mein koi vyaktay nahi aayega...Apati aap Jaise Pradhansakon ke Karan aaj ham es stiti mein aa Gaye hein  haha samasya jagat Ka sneh aur Salman hame pray huwa hein ..Aapase vartalap karana yeh hamara saubhagya hein.

M: Aap Jaise Mahan vyakti Ka prashansak Hona hamare liye garv ki bat hein mahoday..Aapaki kirti hamane bohot suni thi par aaj aapake pratyaksh darashan ho Gaye ham tino ki bohot Prasannata huwi hein 

S: Devi aap vyarth hi hamari etani prashansa Kar rahi ho...Ham tto sadharan Manishya hein Ek sarsamanya Manishya ke Bari apana Jeevan vyatit karana chahata hein apane Pariwar,Mitra aur Pradhansakon ke sath.

R: Mahoday esaliye shayad aap hamare hruday ko etana bhate ho...Aap ko Kabhi Ek Abhineta ke nazar se ham be Dekha hi Nahi...Aapaka abhinay etana parinam karak hein Jaise aap Malhar nam ke Patra Ka Abhinay  na karake unaka vastav mein Jeevan vyatit Kar rahe hein aisi ham sabako anubhooti Hoti hein...Ham aapako apana ek ghanishta Mitra ke bhati apana manage hein.

S: Yeh aapaka mere prati Sneha dekhakar ham gadgat huwe hein..mere Pas koi shabd hi shesh Nahi rahe...mein aapaka kis prakar dhanyad Karu..

( Kumari Mini Mahoday Seheban ki taraf dekhakar na Jane kyo has rahi thi...Yah dekhakar seheban unase vartalap karane large.)

S: Devi aap hame dekhakar aise kyo has rahe ho...kya aap hamako apana parichay Nahi denge.

M: Ki Mahashay Mera Nam Kalyani hein.

S: Kalyani..Atisundar...MERI BHI Ek Kalyani hein Jo aap Jaise hi pyari hein..

R: Shamaswa Mahoday es balika Kam nam Kalyani Nahi mini hein..lekin aap ko dekhakar yeh aapana  chitta kho baithi hein...Hamesha ham sabako Malhar ke sang Kalyani hi dikhati hein to yeh Kumari apana vastav nam bhul gayi...yeh hamari Sakhi Mini hein...Yeh aapako milane ke liye khas due Pradesh se aayi hein..aapase milane ki sabase Jada kamana enako hi thi...ham dono enaka sath de rahe hein.

M: Bhagini Rekha aap yeh kya bol rahi hein..Hanse Jada Mahashay ki bhet ki aap kamana Kar rahi thi...Aap yeh aarap mere mathepe kyo had rahi ho?

S: hey Deviyan yeh aap Dino kya vartalap Kar rahi ho yeh hamako samajh nahi Raha hein.

P: Mahoday yeh Dono hat samay ekdusaron ke sath aise hi aapas mein vartalap karati reheti hein...yeh navitam bat Nahi hein.

Ha mein aapako hamara parichay deti hun..Hamara nam Priya hein.

S: Priya...Atisundar..Aapaka nam aapaki hi Tarah Sundar hein.

P: Sundar...Hey Bhagawan muze apane Kano pe vishwas nahi ho Raha aapane muze Sundar Kaha.

S: Ha ha Devi aap hein ho hi etani Sundar etani Sushil...Woh aangla bhasha mein cutie karake sambodhate hein.

R: ( Man me )Devi Priya aapako Mahashay be Cutie Kaha..ham par Kabhi aisi krupa Nahi hogi.

S: Aapaka vyaktitva muze bohotahi prabhavshali lag Raha hein...aapake mukha se pratit hota hein ki aap bohot hi Gyani yuvati hein...Aapake buddhi Ka tej aapake mukh par  hi pratit hota hein.

R: Mahashay aap hamari vyar hi prashansa Kar rahe ho..fir bhi aapaka ham aabhar manage hein.

S: Devi aap tino  yaha Kuch kshan hamari pratiksha kariye thoda khanpan kariye..ham Kuch samay mein aapase punha bhet karate  hein...Hamare chitrikaran Ka samay ho Raha hein..

M: Avashya mohaday...Ham aapaki Yaha pratiksha karenge 

S: Ham aate hein Kuch Kahani pcshat aapase vartalap karane.


Bhagini Jiya...yah charan adbuth tareke se roopith kiya gaya hain 😘❣️hum aapki jitna bhi prashamsa kare uthna kam hain πŸ’ž


"You have captured the essence of my real life character so well di πŸ˜…πŸ˜…πŸ€£πŸ€­πŸ˜‚ my coping mechanism is to laugh when I confront awkward situations 🀭🀭🀭 I'd definitely do that if I met him πŸ˜‚πŸ˜‚" - kshama chahthi hoon aangla basha main likhne keliye...shudh hindi main translation karte karte dimaag ghoomar  ghoomar gaa raha tha 🀭

Jsmp21 thumbnail
Anniversary 4 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 3 years ago

Bharatiy Mach ke Tin sadasya aur Mahashay Seheban ki bhet Ka prasang.

tritiy Charan

( Tino deviya Mahoday seheban ki pratiksha Kar rahi thi ...unake vartalap ke bad tinohi harshoullasit thi...Aksmat unako ek yuvati vaha aate huwi dikhi..Jaise Jaise Woh nikat as gayi vaise usaka parichay ho Gaya...Woh to unaki priy Sakhi Bhagu thi ..Bhagu Ka vastavya Mahanagari Mumbai mein hi hein esaliye we swayam  unase bhet karane aayi thi..)

R: Priy Sakhi Bhagu aapako samaksh dekhakar hame bohot Prasannata huwi...Bataiye aap kaise ho? Aapaka Karya kaise chal Raha hein.

B:Aap tino se bhet karane ki tivra ichha thi hamari aur aaj so purn ho gayi...tum tino ki aise nikat dekhane hame BHI bohot Prasannata huwi...(Kumari Bhagu me Apane tino sakhiyon ko alangan diya)

M: Hame  apane chakshu par vishwas Nahi ho Raha hein...Kahi ham koi Swapna to Nahi Dekh rahe ...Bhagini  aaj aap hamare samaksh ho...aapaki Jo chavi meine apane man me Tayar ki thi usase BHI aap bohot rupvati ho.

B: Mein aur Rupvati? Sakhi aap hamari prashansa Kar rahi ho ya yeh koi Parishad hein.

M: Sakhi mein aapaka Parishad kyo Karu? Bhramandvani pe aapase bat huwi thi..Aapaki awaz mein Ek apanapa. aur Ek mithas hein..ESI batase hamane tark Kiya ki aap Ek lavanyavati kanya hogi...Sakhi Rekha aur Sakhi Priya kya ham Kuch Misty's kehe rahe hein.

R: Nahi Sakhi ...Devi Bhagu yatharth mein aap bohot lavanyavati ho tatha aapaki awaz bohot hi madhur ho.

P: Sakhi Rekha aur Sakhi Mini me Satya Kaha hein Devi Bhagu.

B: Aap tino hamari etani prashansa Kar rahi hein to mein yeh man leti Hun ki Sare jagat mein Sundar tatha budhhiman yuvati Hun.πŸ˜†

Tkshan Ek natak samuh Ka karma Hari waha upastit huwa aur Bola.

Karma Hari: Devi Bhagini aapako natak ke nirdeshak Yaad Kar rahe hein.. unhone Kaha gat lekhakhone Jo Katha likhi thi Woh darshakon ko Bhai Nahi...Usame Kisi bhi prakarka tarksangat Nahi tha..patronke mandani mein BHI bohot trutiya thi.Aapane Jo Nahi Katha Naye prasang Ka lekhan Kiya hein uskaran nayya ke mulyankan me vruddhi ho rahi hein..kripaya aap shighra hi nirdeshak mahodayase bhet Kar ki jiye.

B: Mahoday mein Kuch kshan paschat nirdeshak mahodayase jakar bhet karati Hun...Yaha MERI priy sakhiya bohot due se hamase bhet karane aayi hein...Ham thoda samay unake sang vyatit karana chahati Hun.

( Wo karma Hari waha se Chala jata hein).

R: Devi..kya ham Jo sun rahe the kya Woh Satya hein..aap es natyaki Katha Ka lekhan Kar rahi hein...ya Sab jab huwa kaise huwa?

M: Hame BHI ascharya ho Raha hein aap Raabta ke natyasamuh ke sang Karya Kar rahi ho..

aapane yeh pehele kyo Nahi bataya?

B: Agar yeh samachar  mein aap tino ki batati to es me kya auchitya reheta...mein aap tino ko achambit karana chahati thi...es samachar ko sunane ke bad aap tino ki prakriya dekhana chahati thi..πŸ˜†

M: Sakhi aap Badi natkhat hein...yeh samachar sunake hamako bohot hi prasannata huwi..ab ham nishchint hokar Raabta Ka tashan Kar sakate the...aap Ek achhi rachanakar hein yeh ham sabako gyat hein.

B: Aap tino ki prashansa ke liye bohot dhanyawad...aap Jaise sakhiya pakar hamara Jivan dhanya ho Gaya..Devi Rekha aapase thodi ekant  vartalab karani thi..kya aap muze baad mein mil sakati ho..

R: Avashya Sakhi..aap muze samay bataye ham aayenge..

Priyapriyu thumbnail
Group Promotion 6 Thumbnail Anniversary 4 Thumbnail
Posted: 3 years ago

This content was originally posted by: rekha_crm

(Moksh bohot hi dukhmay hai...) 

Sarthak : Putra Moksh... Bhojan ka samay ho gaya hai.

Moksh : Kshama kijiye Pitamah..mujhe bhojan grahan karne ki icha nahi hai.. 

Sarthak : Kyun Putra. Tumhara swaast toh teekh hai na? 

Moksh : Bohot samay se Mata se milne ka prayaas kar raha hun parantu ve Nanishree ke saat vyast hai.. 

Sarthak : Putra.. Ve donon kisi vishesh kaarya hetu Vichaar vimarsh kar rahi hain.. Tum aaj mere sang samay vyateet karo.. 

Moksh : Pitamah aap Nanishree ko apne sang kisi yaatra pe kyun nahi le jaate..? 

Sarthak : Yah Atyant katin kaarya hai Putra Moksh. Tumhari Nanishree humse rusht hai.. 

Moksh : Ek upaay hai... Nanishree aur Rajmaata donon ko apne vahan me bitaakar tehelne le jaiye... 

Sarthak : Raajmata kyun? 

Moksh : Raajmata saat me hongi toh Nanishree unke samaksh vyast rahegi. Aapse krodhit bhi nahi hongi. 

Sarthak : Tum Atyant buddhimaan ho Putra... 

Moksh : Ab mai Raajmata ko soochit kar deta hun.. Aap vahan tayyar rakhiye.. 

(Moksh Rajmaata Ahilya Devi se kehke apne Nanishree ko unke saat bahar bhejne ki vyavasta karta hai..Ve donon jaati hain. 

Moksh apne Mata Devi Kalyani ke gale lagta hai..) 

Moksh : Mata aap sadaiv apni Mata ke samaksh hi rahengi toh mai apni Mata ke sang samay kaise vyateet karun? 

Kalyani : Putra.. Kshama kar do apni Mata ko. 

Meri Mata thodi chintit thi.. Kintu acha hua jo Raajmata unhe apne sang lekar gayi. 

Ab kuch samay ke liye mai apne Putra aur apne Aarya ke sang santhusht rahungi.. 

Moksh : Aap mujhe Dhanyavaad keh dijiye Mata. Maine hi Nanishree ko Raajmata ke sang bhejne ka prabandh kiya.. 

(Devi Kalyani Aascharyachakit ho jaati hai) 

Kalyani : Priya Putra tumne buddhi ka Adbhud pradarshan kiya hai.. 

(Moksh ko uski Mata gale lagathi hai) 

Malhar : Hamara Putra hai Devi. Buddhimaan toh avashya hoga.. 

Kalyani : Aarya, aap laut gaye... 

Malhar : Ji Devi, aaj mujhe aur hamare Putra ko tumhare komal hatheli se bhojan Grahan karne ki icha hai.. 


(Kalyani smiles at them and sets up dinner. The three have dinner feeding each other) 

 


Baalak moksh ki buddhimatta to prashansa karne yogya hai.

πŸ‘πŸ‘ 

Apratim πŸ‘πŸΌ



Jsmp21 thumbnail
Anniversary 4 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 3 years ago

This content was originally posted by: Kalma18


Bhagini Jiya...yah charan adbuth tareke se roopith kiya gaya hain 😘❣️hum aapki jitna bhi prashamsa kare uthna kam hain πŸ’ž


"You have captured the essence of my real life character so well di πŸ˜…πŸ˜…πŸ€£πŸ€­πŸ˜‚ my coping mechanism is to laugh when I confront awkward situations 🀭🀭🀭 I'd definitely do that if I met him πŸ˜‚πŸ˜‚" - kshama chahthi hoon aangla basha main likhne keliye...shudh hindi main translation karte karte dimaag ghoomar  ghoomar gaa raha tha 🀭

As photographer As management student I have developed the ability to know the personality of People...Actually I have experience of many girls n there behaviour while meeting actors...Angal bhasha ki aap tippani karate huwe upagog Kar sakate hein..har bar etana shuddha Hindi to hame BHI bolana Nahi aata.🀣

Priyapriyu thumbnail
Group Promotion 6 Thumbnail Anniversary 4 Thumbnail
Posted: 3 years ago

This content was originally posted by: Jsmp21

Bharatiy Mach ke Tin sadasya aur Mahashay Seheban ki bhet Ka prasang.

tritiy Charan

( Tino deviya Mahoday seheban ki pratiksha Kar rahi thi ...unake vartalap ke bad tinohi harshoullasit thi...Aksmat unako ek yuvati vaha aate huwi dikhi..Jaise Jaise Woh nikat as gayi vaise usaka parichay ho Gaya...Woh to unaki priy Sakhi Bhagu thi ..Bhagu Ka vastavya Mahanagari Mumbai mein hi hein esaliye we swayam  unase bhet karane aayi thi..)

R: Priy Sakhi Bhagu aapako samaksh dekhakar hame bohot Prasannata huwi...Bataiye aap kaise ho? Aapaka Karya kaise chal Raha hein.

B:Aap tino se bhet karane ki tivra ichha thi hamari aur aaj so purn ho gayi...tum tino ki aise nikat dekhane hame BHI bohot Prasannata huwi...(Kumari Bhagu me Apane tino sakhiyon ko alangan diya)

M: Hame  apane chakshu par vishwas Nahi ho Raha hein...Kahi ham koi Swapna to Nahi Dekh rahe ...Bhagini  aaj aap hamare samaksh ho...aapaki Jo chavi meine apane man me Tayar ki thi usase BHI aap bohot rupvati ho.

B: Mein aur Rupvati? Sakhi aap hamari prashansa Kar rahi ho ya yeh koi Parishad hein.

M: Sakhi mein aapaka Parishad kyo Karu? Bhramandvani pe aapase bat huwi thi..Aapaki awaz mein Ek apanapa. aur Ek mithas hein..ESI batase hamane tark Kiya ki aap Ek lavanyavati kanya hogi...Sakhi Rekha aur Sakhi Priya kya ham Kuch Misty's kehe rahe hein.

R: Nahi Sakhi ...Devi Bhagu yatharth mein aap bohot lavanyavati ho tatha aapaki awaz bohot hi madhur ho.

P: Sakhi Rekha aur Sakhi Mini me Satya Kaha hein Devi Bhagu.

B: Aap tino hamari etani prashansa Kar rahi hein to mein yeh man leti Hun ki Sare jagat mein Sundar tatha budhhiman yuvati Hun.πŸ˜†

Tkshan Ek natak samuh Ka karma Hari waha upastit huwa aur Bola.

Karma Hari: Devi Bhagini aapako natak ke nirdeshak Yaad Kar rahe hein.. unhone Kaha gat lekhakhone Jo Katha likhi thi Woh darshakon ko Bhai Nahi...Usame Kisi bhi prakarka tarksangat Nahi tha..patronke mandani mein BHI bohot trutiya thi.Aapane Jo Nahi Katha Naye prasang Ka lekhan Kiya hein uskaran nayya ke mulyankan me vruddhi ho rahi hein..kripaya aap shighra hi nirdeshak mahodayase bhet Kar ki jiye.

B: Mahoday mein Kuch kshan paschat nirdeshak mahodayase jakar bhet karati Hun...Yaha MERI priy sakhiya bohot due se hamase bhet karane aayi hein...Ham thoda samay unake sang vyatit karana chahati Hun.

( Wo karma Hari waha se Chala jata hein).

R: Devi..kya ham Jo sun rahe the kya Woh Satya hein..aap es natyaki Katha Ka lekhan Kar rahi hein...ya Sab jab huwa kaise huwa?

M: Hame BHI ascharya ho Raha hein aap Raabta ke natyasamuh ke sang Karya Kar rahi ho..

aapane yeh pehele kyo Nahi bataya?

B: Agar yeh samachar  mein aap tino ki batati to es me kya auchitya reheta...mein aap tino ko achambit karana chahati thi...es samachar ko sunane ke bad aap tino ki prakriya dekhana chahati thi..πŸ˜†

M: Sakhi aap Badi natkhat hein...yeh samachar sunake hamako bohot hi prasannata huwi..ab ham nishchint hokar Raabta Ka tashan Kar sakate the...aap Ek achhi rachanakar hein yeh ham sabako gyat hein.

B: Aap tino ki prashansa ke liye bohot dhanyawad...aap Jaise sakhiya pakar hamara Jivan dhanya ho Gaya..Devi Rekha aapase thodi ekant  vartalab karani thi..kya aap muze baad mein mil sakati ho..

R: Avashya Sakhi..aap muze samay bataye ham aayenge..

Devi Jiya 

Aapka lekhan abhutpurv hai 



Ati sundar 🀩 

Jsmp21 thumbnail
Anniversary 4 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 3 years ago

This content was originally posted by: Priyapriyu

Devi Jiya 

Aapka lekhan abhutpurv hai 



Ati sundar 🀩 

Ha muze BHI abhi pata Chala mere es talent ke bare mein🀣

Are aap aur Rekha Ji Jo kathaye rachati hein unaka star kayi uncha hein..mein to abhi abhi JAL me utari Hun.

Kalma18 thumbnail
Anniversary 4 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 3 years ago

This content was originally posted by: rekha_crm

(Moksh bohot hi dukhmay hai...) 

Sarthak : Putra Moksh... Bhojan ka samay ho gaya hai.

Moksh : Kshama kijiye Pitamah..mujhe bhojan grahan karne ki icha nahi hai.. 

Sarthak : Kyun Putra. Tumhara swaast toh teekh hai na? 

Moksh : Bohot samay se Mata se milne ka prayaas kar raha hun parantu ve Nanishree ke saat vyast hai.. 

Sarthak : Putra.. Ve donon kisi vishesh kaarya hetu Vichaar vimarsh kar rahi hain.. Tum aaj mere sang samay vyateet karo.. 

Moksh : Pitamah aap Nanishree ko apne sang kisi yaatra pe kyun nahi le jaate..? 

Sarthak : Yah Atyant katin kaarya hai Putra Moksh. Tumhari Nanishree humse rusht hai.. 

Moksh : Ek upaay hai... Nanishree aur Rajmaata donon ko apne vahan me bitaakar tehelne le jaiye... 

Sarthak : Raajmata kyun? 

Moksh : Raajmata saat me hongi toh Nanishree unke samaksh vyast rahegi. Aapse krodhit bhi nahi hongi. 

Sarthak : Tum Atyant buddhimaan ho Putra... 

Moksh : Ab mai Raajmata ko soochit kar deta hun.. Aap vahan tayyar rakhiye.. 

(Moksh Rajmaata Ahilya Devi se kehke apne Nanishree ko unke saat bahar bhejne ki vyavasta karta hai..Ve donon jaati hain. 

Moksh apne Mata Devi Kalyani ke gale lagta hai..) 

Moksh : Mata aap sadaiv apni Mata ke samaksh hi rahengi toh mai apni Mata ke sang samay kaise vyateet karun? 

Kalyani : Putra.. Kshama kar do apni Mata ko. 

Meri Mata thodi chintit thi.. Kintu acha hua jo Raajmata unhe apne sang lekar gayi. 

Ab kuch samay ke liye mai apne Putra aur apne Aarya ke sang santhusht rahungi.. 

Moksh : Aap mujhe Dhanyavaad keh dijiye Mata. Maine hi Nanishree ko Raajmata ke sang bhejne ka prabandh kiya.. 

(Devi Kalyani Aascharyachakit ho jaati hai) 

Kalyani : Priya Putra tumne buddhi ka Adbhud pradarshan kiya hai.. 

(Moksh ko uski Mata gale lagathi hai) 

Malhar : Hamara Putra hai Devi. Buddhimaan toh avashya hoga.. 

Kalyani : Aarya, aap laut gaye... 

Malhar : Ji Devi, aaj mujhe aur hamare Putra ko tumhare komal hatheli se bhojan Grahan karne ki icha hai.. 


(Kalyani smiles at them and sets up dinner. The three have dinner feeding each other) 


Rekha bhagini...iss athi uttam charan ka ras grahan karke putra moksh se prem ho gaya...


Kitne adbuth tareke se apne pitamah ko Anupriya maate ki saat yatra jaane ka yojana di πŸ€£πŸ˜…πŸ˜‚


Arya Malhar aur devi Kalyani ka prem aprampar hai 😍 apne haathon se khana khilane se prem aur uthpan hoga 🀭


Putra Moksh apne mata pita ke saath kitna prasanna hai πŸ’πŸ’πŸ’

Edited by Kalma18 - 3 years ago
Priyapriyu thumbnail
Group Promotion 6 Thumbnail Anniversary 4 Thumbnail
Posted: 3 years ago

This content was originally posted by: Jsmp21

Ha muze BHI abhi pata Chala mere es talent ke bare mein🀣

Are aap aur Rekha Ji Jo kathaye rachati hein unaka star kayi uncha hein..mein to abhi abhi JAL me utari Hun.

Devi 

Hum katha rachne me tanik bhi nipun nahi hai 

Isss kala me aap evam Rekha Di nipun hai 

πŸ‘πŸ‘